Feb 8, 2010
Posted by editor on Feb 8, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
khoon mein dharati nahaaye
aag barase aasmaan se
hain kasam mujhko tumhaari
main ladunga main ladunga
jung jitane rang badale
badale dhan badale
kwaayishe mit jaaye
gum ho sapne apane
khoon mein dharati nahaaye
aag barase aasmaan se
hain kasam mujhko tumhaari
main ladunga main ladunga
(kaal ke antim palon tak
kaal ke antim ghadi tak
hain kasam mujhko tumhaari
main ladunga main ladunga)
jisam marate hai, na marati aatma
phool marata hai, na marata baagba
saamane hai desh, hai apana aasamaan
khoon mein dharati nahaaye
aag barase aasmaan se
hain kasam mujhko tumhaari
main ladunga main ladunga
(kaal ke antim palon tak
kaal ke antim ghadi tak
hain kasam mujhko tumhaari
main ladunga main ladunga)
Feb 8, 2010
Posted by editor on Feb 8, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
khushiya ne dere laaye, ki woti kund andar sharmaaye
hey ghungata laan du ji kar de
pichche pichche aaye ke jatti agge nasadi jaaye
saada jhappi paanedu ji karde
saada bhangra paanenu ji karde…
yaarane mele laaye, dekh kudiyaade tole aaye
nahi mud ke jaanenu ji karde
koyi raj ke jor lagaaye
saaddi yaari tod na paaye
yeh geet gaanenu ji karde
saada bhangra paanenu ji karde…
(aave duniya aa jaave
saada bhangra rok na paave)
yeh boli paanenu ji karde
saada bhangra paanenu ji karde…
Feb 8, 2010
Posted by editor on Feb 8, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
saajana saajana saajana ho saajana
(ghar laut ke aaja maahiya
koyi agan laga ja maahiya)
dil pehle bhi tarasaayiya
aa phir tarasa ja maahiya
ghar laut ke aaja maahiya
koyi agan laga ja maahiya
ik rub mera te ik rub tera
phir kyun hai ruthiya sajana tu mera
saajana saajana
(ghar laut ke aaja maahiya
koyi agan laga ja maahiya)
abb kyun hai yeh judaayiya
sang baras dikha ja maahiya
ghar laut ke aaja maahiya
koyi agan laga ja maahiya
ik jind meri te ik jind teri
teri te salaamat par mit gayiye meri
tu laut ke aayega isi aitbaar mein
aankhen khuli reh gayi tere intjaar mein
saajana saajana saajana saajana
(ghar laut ke aaja maahiya
koyi agan laga ja maahiya)
dil pehle bhi tadapaayiya
sang phir tadapa ja maahiya
ghar laut ke aaja maahiya, koyi agan laga ja maahiya (maahiya)
Feb 8, 2010
Posted by editor on Feb 8, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Aankhon mein tu saanson mein hai tu meri
Manjil hai tu kaise bhuuloon yaadein teri
Tu paas rehkar bhi hai mujhse dur
Naa honge fir bhi hum majboor
Sehlenge hum saare sitam
Bhoolega mann tujhe na sanam
Khwabon mein tu aisi wafa hai teri
Nagamon mein tu iname sada hai teri
Tu paas reh kar bhi hai mujhse dur
Naa honge fir bhi hum majboor
Sehlenge hum saare sitam
Bhoolega mann tujhe na sanam
Subah shaam raat mein bhula diya
Yeh dil bhula nahi saka
Naam tera dil se mitha hai jo
Koi mita nahi saka
Tu mere mann ka hai gilsita
Tuhi jamin aur aasamaan teri kasam
Sehlenge hum saare sitam
Bhoolega mann tujhe na sanam
Feb 8, 2010
Posted by editor on Feb 8, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Watanparaston Ki Yeh Basti Hai
Inka Shewa Watan Parastin Hai
Sar Kataahe Hai Jaan Dete Hai
Arsh Se Unchi Inki Hasti Hai
Jaan Bhi Dede Gaye Hum Apni Jung Bhi Hai Jaari
Jaan Bhi Dede Gaye Hum Apni Jung Bhi Hai Jaari
Nahin Hatenge Peeche Hargis Poori Hai Tayari
Karam Tyago Maram Tyago Desh Ke Khatir Dharam Tyago
Desh Hi Dharam Karam Hai Mera
Desh Hi Dharam Karam Hai Mera
Ang Ang Apna Mein Tyago
Jeevan Ka Har Karam Tyago
Jeevan Ka Har Karam Tyago
Vande Mataram Vande Mataram
Vande Mataram Vande Mataram
Vande Mataram Vande Mataram
Vande Mataram Vande Mataram