search
top

Tera Deedar Hua – Jannat 2

Yun Tera Muskurana, Aur Aake Chale Jaana,
Yun Tera Muskurana, Aur Aake Chale Jaana,

Kismat Ka Hai Khul Jaana,
Tera Deedar Hua, Pehla Sa Pyar Hua,
Pehli Hi Baar Hua Is Dil Ko,
Naa To Inkaar Hua, Naa Hi Iqraar Hua,
Jaane Kya Yaar Hua Is Dil Ko ..2

Tujhse Mila To Jaagi Duaayein,
Aur Nazaro Ne Sajda Kiya,
Jannat Zameen Par Aayi Utar Ke,
Khushiyon Ne Jaise Chun Sa Liya ..2

Har Manzar Dilnasheen Hai,
Tu Hi Tu Har Kahin Hai,
Oh.. Teri Ye Rajayein To Hai Qatilana,

Tera Deedar Hua, Pehla Sa Pyar Hua,
Pehli Hi Baar Hua Is Dil Ko,
Naa To Inkaar Hua, Naa Hi Iqraar Hua,
Jaane Kya Yaar Hua Is Dil Ko,

Tere Bina Tanha Tha Hardam,
Hothon Pe Hardam Thi Tishnagi,
Maqsad Nahi Tha, Aapne Nahi Thay,
Thi Zindagi Mein Aawargi,
Tu Mera Rehnuma Hai,
Manzil Hai Raasta Hai,
O Mere Liye Tu To Jaise,
Rab Ka Hai Nazrana,

Tera Deedar Hua, Pehla Sa Pyar Hua,
Pehli Hi Baar Hua Is Dil Ko,
Naa To Inkaar Hua, Naa Hi Iqraar Hua,
Jaane Kya Yaar Hua Is Dil Ko,

Yun Tera Muskurana, Aur Aake Chale Jaana,
Yun Tera Muskurana, Aur Aake Chale Jaana,

Kismat Ka Hai Khul Jaana,
Tera Deedar Hua, Pehla Sa Pyar Hua,
Pehli Hi Baar Hua Is Dil Ko,
Naa To Inkaar Hua, Naa Hi Iqraar Hua,
Jaane Kya Yaar Hua Is Dil Ko ..2

Aafaton Ke Parinde – Ishaqzaade

Aafaton Ke Parinde ishaqzaade,
Dil Udadenge Phurr Se Ishaqzaade,

Halaalon Mei Haraamon Mai,
Jo Milte The Hazaaron Mai,
Ishaqzaade Ishaqzaade,
Kaha Hai Woh Jahaanon Mai,
Ishaqzaade Ishaqzaade,

Sitaaro Mai Taraano Mai
Jo Milte The Fasaanon Mai
Ishaqzaade Ishaqzaade,
Kaha Hai Ab Jahaanon Mai,

Diwaare Tod De, Daraare Jod De,
Zido Do Do Do Ko Mitade,
Ha Ha Haaa,
Kinaare Chod De Maujo Ko Mod De,
Hado Sarhado Ko Khudi Se Milade,
Haaaaa..

Na Zameen Na Falak Ke Ishaqzaade,
Khush Khudi Ke Jahaa Mai Ishaqzaade,

Halaalon Mei Haraamon Mai,
Jo Milte The Hazaaron Mai,
Ishaqzaade Ishaqzaade,
Kaha Hai Woh Ishaqzaade.

Watch Song Aafaton Ke Parinde:

YouTube Preview Image

Jaaniya – Ek Tha Tiger

Soneya Jiya Nahi Jaaye,
Soneya Na Tarsa,
Soneya Pheeka Jeevan,
Soneya Rang Bhar Ja,

Hafto Se Bane Salo,
Sab Gin Gin Mai Guzaru,
Shaamein Lagti Hai Ab To Saza,

Jaaniya Lambiya Judaiyan,
Jaaniya Bin Tere Hareyan,
Ankhiya Meri Tere Sang,
Nazar Aaja..2

Soneya Raat Andheri,
Soneya Deep Jala,
Soneya Dar Lagta Hai,
Soneya Mujhko Bacha,
Lambi Rate Ye Darae,
Pal Pal Ye Jalae,
Ahe Nahi Rukti Mere Aag,

Jaaniya Lambiya Judaiyan,
Jaaniya Bin Tere Hareyan,
Ankhiya Meri Tere Sang,
Nazar Aaja..2

Dhundu Tujhe Ab Aa Mil Ja,
Jaaniya Lambiya Judaiyan,
Jaaniya Bin Tere Hareyan,
Ankhiya Meri Tere Sang,
Nazar Aaja..2

Tu Hi Mera – Jannat 2

Hoooo…
Tere Ishq Me Dooba Rahe Din Raat Yuhin Sadaa,
Mere Khwaab Se Aakhein Teri Ik Pal Na Hoye Judaa,
Mera Naam Tu Haathon Pe Apne Likhe Baarhan,
Aye Kaash Ke Aisa Bhi Ik Din Laaye Woh Khuda,
Tu Hi Mera Mera Mera…8
Tu Hi Mera.. aaa.. 8

Hai Teri Chaahat Meri Zaroorat,
Sooni Hai Tujh Bin Duniya Meri,
Naa Reh Sakoonga Main Door Inse,
Hai Meri Jannat Galiyaan Teri
Oooo… 2

Umeed Ye Seene Me Leke Main Hoon Jee Raha,
Kabhi Tu Mile Mujhse Kahe Ke Main Hoon Bas Tera,
Tu Hi Mera Mera Mera… 8

Tu Hi Hai Kismat Tu Hi Hai Rehmat,
Tujhse Judi Hai Meri Har Khushi,
Tu Hi Mohabbat, Tu Hi Hai Rahat,
Lagti Bhali Hai Teri Saadgi,
Pata Hoon Khud Ko Har Ghadi,
Tere Bagair Tanhaa,
Mujhe Thaamle Mujhe Rokle,
Bhatka Hoon Main Bhatka,

Tu Hi Mera Mera Mera… 8
Tu Hi Mera.. aaa.. 8

Phoolon Jaisi – Ekk Deewana Tha

Ahaaa..hai yeh kya ?
Aankhie yeh aankhie,
Sagar se gehri yeh aankhien,
Jhookti uthati,
Sharmeeli se aankhie Yeh aankhien,
Sapno ki rajdhani,
Saare jugnoo taare,
Inse hi jagmagana seekhe,
Ho ho ho..

Phoolon jaisi hai yeh ladki,
Hai yeh ladki,
Pariyo jaisi hai na,
Woh ho ho ho..
Bholi bholi khoyi khoyi,
Hirani si hai yeh ladki,
Komal komal yeh ladki,
Sundar ladki Nazuk nazuk yeh ladki,
Huuu… huu…

Tera aachal joh leheraye to,
Mera dil sang sang leheraye,
Dhadka hi jaye,
Tere tan se jo aajaye,
Mere tan man mai bus jaye,
Hooo…

Tere zulf se mehki hui,
Jo chahon hai woh hai meri manzil,
Tere saare gum meri saari khushiya,
Ab dono ki hai-hai kehta dil,
Dilo jaisi hai yeh ladki,
Hai yeh ladki pariyo jaisi hai na,
Wo ho ho…

Bholi bholi khoyi khoyi,
Hirani si hai yeh ladki,
Komal komal yeh ladki,
Sundar ladki Nazuk nazuk yeh ladki,
Chand pe tu, main dharti pe,
Thodi toh paas aaja,
Dhadkan mein tu samahja,
Main tere geet gaon,
Yeh armaan yeh tamanna,
Hai aur dil mai,
Tu hai tu hai tu hai,
Ho ho ho…

Phoolon jaisi hai yeh ladki,
Hai yeh ladki,
Pariyo jaisi hai na,
Woh ho ho ho..
Bholi bholi khoyi khoyi,
Hirani si hai yeh ladki,
Komal komal yeh ladki,
Sundar ladki Nazuk nazuk yeh ladki,
Huuu… huu… 2

Page 1 of 512345
top