search
top

Kajraare – Aafreen

Jab se to se akhiyan, ladayi hain
Jab se to se akhiyan, ladayi hain
Meri jaan pe ban aayi hai
Aafreen – 6 times
Jab se to se akhiyan, ladayi hain
Meri jaan pe ban aayi hai
Aafreen

Laagi chutey, chutey na
Laagi chutey, chutey na
Lagi chutey na
Kya bolun kya tadpan hai
Ho ve raha main pyaasa, yeh mann hai
Dil se ruksat dhadkan hai
Jab se to se akhiyan, ladayi hain
Jab se to se akhiyan, ladayi hain
Meri jaan pe ban aayi hai
Aafreen

Tera Chehra Aankhon Mein
Tera Chehra Aankhon Mein
Tu Hi Mere Sanson mein
Sansein maala japti hai
Teri raahein takhti hai
Suni raah pe tapti hai
Jab se tose akhiyan ladayi hain
Meri jaan pe ban aayee hai
Aafreen

Kajraare – Rabba Luck Barsa

Rabba, rabba
Yeh kaha gaya hai, likha hua hai, ki jode aasman mein bante hain
Har insaan ka kahin na kahin, koyi na koyi saathi iss duniya mein hai
Aur jab woh milte hain, toh iss qayenaat mein geet goonjte hai
Uss ne bhi iss baat par tabi yakeen kiya
Jab usne usse dekha, pehli baar

Rabba luck barsa

Mahiya se deedar kara de, rabba luck barsa
Mahiya se deedar kara de, rabba luck barsa
Rabba luck luck luck luck barsa, rabba luck barsa
Rabba luck luck luck luck barsa, rabba luck barsa
Aur na tarsa tarsa
Rabba luck barsa
Rabba luck luck luck luck barsa, rabba luck barsa
Mahiya se deedar kara de, rabba luck barsa

Rabba, rabba

Teri marzi ho kar ishq mukammal ho jaaye
Dard-e-jigar ke dard ka, har masla hal ho jaaye
Dil ki aarzoo hai saare faasle mita de
Meri tanhaion ki mehfilein saja de
Aur na tarsa tarsa
Rabba luck barsa
Rabba luck luck luck luck barsa, rabba luck barsa
Mahiya se deedar kara de, rabba luck barsa

Saath mere guzre huye lamhon ki parchaiyan
Rahat rahat maangti dhadkan ki betaabian
Pyaase pyaase armaano ko, koyi toh sila de
Zindagi ki sekhraon mein, boondh bikhra de
Aur na tarsa tarsa
Rabba luck barsa
Rabba luck luck luck luck barsa, rabba luck barsa
Mahiya se deedar kara de, rabba luck barsa

Rabba, rabba

kajraare – Kajra kajra kajraare

Kajra, kajra,
Kajra kajra kajraare.

Yeah everybody come on, rocking woo yeah, move it now
Come on just do it, yeah right now, I wanna see you move your body
I wanna have a good time, come on now, bring it on now
Bring it on now, bring it, bring it, bring it down now

Kajra kajra kajraare.
Madi maar gaye, madi maar gaye matwale
Kajra kajra kajraare.
Na main jaaga na main soya
Tujh ko dekh ke sudh budh khoya
Na main jaaga na main soya
Tujh ko dekh ke sudh budh khoya
Maar gaye, madi maar gaye matwale
Kajra kajra kajraare.

Yeah everybody come on, rocking woo yeah, move it now
Come on just do it, yeah right now, I wanna see you move your body
I wanna have a good time, come on now, bring it on now
Bring it on now, bring it, bring it, bring it down now

Kashmakash hai dhadkano mein, chahaton mein
Aalam bada bebas hai
Deewangi ka, teri deewangi ka
Lutt gaya main pehli nazar mein
Bas gaya palkon ke ghar mein
Maar gaye, madi maar gaye matwale
Kajra kajra kajraare.

Aha yeah, come on, let me see you movin, aha yeah

Bandh kar ke jab bhi dekhun apni aankhein
Aaye nazar ik chehra, woh hai chehra tumhara
Tumhara tumhara tumhara
Neendh se bhi rishta toota
Hosh mere dil ka loota
Maar gaye, madi maar gaye matwale
Kajra kajra kajraare.

Love Aaj Kal – Ajj Din Chadeya

Aaj din chadheya
tere rang varga
aaj din chadheya
tere rang varga
phool sa hai khila aaj din

rabba mere din yeh na dhalle
vo jo mujhe khwaab mein mile
usse tu laga de ab gale
tenu dil da vaasta

rabba mere din yeh na dhalle
saara jahaan chod chad ke
mere sapne savaar de
tenu dil da vaasta

aaj din chadheya
tere rang vargaaa…

baksha gunaahon ko
sun ke duaon ko
rabba pyaar hai tune
sabko hi de diya
meri bhi aahon ko
sun le duaaon ko
mujhko vo dila
maine jisko hai dil diya

baksha gunaahon ko
sun ke duaon ko
rabba pyaar hai tune
sabko hi de diya
meri bhi aahon ko
sun le duaaon ko
mujhko vo dila
maine jisko hai dil diya

aas vo pyaas vo
usko de itna bata
vo jo mujhe
dekh ke hasse
paana chahoon raat din jaise
rabba mere naam kar usse
tenu dil da vaasta

aaj din chadheya
tere rang vargaaa…

manga jo mera hai jaata kya tera hai
maine kaun si tujhse jannat mangli
kaisa khuda hai tu bas naam ka hai tu
rabba jo teri itni si bhi na chali

manga jo mera hai jaata kya tera hai
maine kaun si tujhse jannat mangli
kaisa khuda hai tu bas naam ka hai tu
rabba jo teri itni si bhi na chali

chahiye jo mujhe
kar de tu mujhko ataa
jeeti rahe saltanat teri
jeeti rahe aashiqui meri
de de mujhe zindagi meri
tenu dil da vasta

rabba mere din yeh na dhalle
vo jo mujhe khwaab mein mile
usse tu laga de ab gale
tenu dil da vaasta

rabba mere din yeh na dhalle
saara jahaan chod chad ke
mere sapne savaar de
tenu dil da vaasta

aaj din chadheya
tere rang vargaaa…
aaj din chadheya
tere rang vargaaa…
din chadheya
tere rang vargaaa…
din chadheya
tere rang vargaaa…
aaj din chadheyaaa..

Bumm Bumm Bole – Rang De

Dekha re dekha re dekha sapna
Dooba re dooba re main usme hoon
Khuli aankhon ka sapna apna
Taare sitare saare laaye hum loot
Jaibon mein bhar le thoda aasman
Chal bhaag chale, dhoondhe naya jahaan

Badal badal badal jhoome
Naache re bijliyon ki dhun pe
Thirak thirak ke yun barse
Payalon ko barso tarse
Chute na tujhse yeh pal
Naye rango mein yeh jahan rang mile
Rang de rang de rang de yeh duniya
rang de rang de rang de, apne rango mein

Jhuki jhuki si chale hawa,
liye hua khushboo ka bojh
Jhuki jhuki si chale hawa
Haan itlati, balkhati titliyan
Pan phulon ki mehmaan
Sun ke jo sharmaye haye malhar, aisi boondhon ki hai taak
Nashe mein shayad hai yeh fiza mein hosh rehno do chedo na, chedo na
Rang de rang de rang de yeh duniya
rang de rang de rang de,
apne rango mein

Mehki mehki si hawayein, batki batki si raahein
Rang rangili, rang rangili, rang rangili yeh adaayein
Ajj hosh mein na aayun main
Iss jag mein reh jaayun main,
iss jag mein reh jaayun main,
reh jaayun main
Aagey re aagey bhaage chanda,
hare re hare suraj to roj
Jaaye re jaaye dekho chanda,
jaaye re Uchalti,
thumakti yeh nadiya kare ishaara kisko
Gungunati, geet gaati koyalia maare hai taana kisko
Hoo khwabon ki apni hi duniya range haathon se rang dena, rang dena
Rang de rang de rang de yeh duniya
rang de rang de rang de,
apne rango mein

Page 30 of 130« First...1020...2829303132...405060...Last »
top