Jul 2, 2010
Posted by editor on Jul 2, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Duniya mein logon ko,
Dhokha kabhi ho jaata hai,
Aankhon hi aankhon mein,
Yaaron ka dil kho jaata hai,
Duniya mein logon ko,
Dhokha kabhi ho jaata hai,
Aankhon hi aankhon mein,
Yaaron ka dil kho jaata hai,
Do dil dono jawan,
Aankhon ka hai yeh beyaan,
Dono ke darmiyaan, koi bhi ho na yahan,
Parda parda haan, parda parda haan,
apno se kaisa parda,
Parda parda haan, parda parda haan,
apno se kaisa parda,
Monica O my darling,
Ooo Monica Ooo my darling,
Dilbar ki fitrat mein,
dhoka bhi hai aur chahat bhi,
Jaan jaaye toh jaaye,
sochun kyun jab maine ulfat ki,
Haye dDilbar ki fitrat mein,
dhoka bhi hai aur chahat bhi,
Jaan jaaye toh jaaye,
sochun kyun jab maine ulfat ki,
Jaaye bhi toh kahan,
dushman hai saara jahan,
Jispe bhi ho gumaar,
kehna tu uska yahan,
Parda parda haan, parda parda haan,
apno se kaisa parda,
Parda parda haan, parda parda haan,
apno se kaisa parda,
Monica O my darling,
Ooo Monica Ooo my darling,
Woh aa gaya,
dekho dekho woh aa gaya,
Hulchul si har pal hai,
betaab apni jawani hai,
Beakal main beakal tu,
bedard dil ki kahani hai,
Haye hulchul si har pal hai,
betaab apni jawani hai,
Beakal main beakal tu,
bedard dil ki kahani hai,
Uthe toh jaise dhua,
yeh dil hai tera pataa,
Aaja rehle yahan,
jaayega ab tu kahan,
Parda parda haan, parda parda haan,
apno se kaisa parda,
Parda parda haan, parda parda haan,
apno se kaisa parda,
Monica O my darling,
Ooo Monica Ooo my darling.
Jul 2, 2010
Posted by editor on Jul 2, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Pee loon tere neelay neelay nainon se shabnam,
Pee loon tere geelay geelay hoto ki sargam,
Pee loon hai peenay ka mausam,
Tere sang ishq taari hai,
Tere sang ik khumari hai,
Tere sang chain bhi mujhko,
Tere sang bekraari hai,
Tere sang ishq taari hai,
Tere sang ik khumari hai,
Tere sang chain bhi mujhko,
Tere sang bekraari hai,
Tere bin jee nahi lagda,
tere bin jee nahi sakda,
Tujhpe hai haare maine vaare do jahan, kurbaan, meharbaan,
ke main toh kurbaan,
Sun le zara,
tera kurbaan,
Hosh mein rahun kyun aaj main,
Tu meri baahon mein simti hai, mujh mein samayi hai yun,
Jis tarah ki koi hum nadi,
tu mere seenay mein chupti hai sagar tumhara main hoon,
Pee loon teri dheemi dheemi lehron ki cham cham,
Pee loon teri saundi saundi saanson ko har dum,
Pee loon hai peenay ka mausam,
Tere sang ishq taari hai,
Tere sang ik khumari hai,
Tere sang chain bhi mujhko,
Tere sang bekraari hai,
Tere sang ishq taari hai,
Tere sang ik khumari hai,
Tere sang chain bhi mujhko,
Tere sang bekraari hai,
Shaam ko milun jo main tujhe,
Toh bura subah na jaane tu kuch maan jaati hai yeh,
Har lamha, har gadi har pehar,
Hi teri yaadon se tadpa ke mujhko jalati hai yeh,
Pee loon main dheere dheere jalne ka yeh gumm,
Pee loon inn gore gore haanthon se hum dum,
Pee loon hai peenay ka mausam,
Tere sang ishq taari hai,
Tere sang ik khumari hai,
Tere sang chain bhi mujhko,
Tere sang bekraari hai,
Tere sang ishq taari hai,
Tere sang ik khumari hai,
Tere sang chain bhi mujhko,
Tere sang bekraari hai,
Tere bin jee nahi lagda,
tere bin jee nahi sakda,
Tujhpe hai haare maine vaare do jahan, kurbaan, meharbaan,
ke main toh kurbaan,
Sun le zara,
tera kurbaan.
Jul 2, 2010
Posted by editor on Jul 2, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Paaya maine paaya tumhe,
rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe,
nag mein sagaya tumhe,
Paaya maine paaya tumhe,
sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe,
neendhon mein bulaya tumhe,
Tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi,
Ishq mazhab ishq meri zaat ban gayi,
Paaya maine paaya tumhe,
rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe,
nag mein sagaya tumhe,
Paaya maine, paaya tumhe,
sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe,
neendhon mein bulaya tumhe,
Ho tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi,
sapne teri chahaton ke,
Dekhti hoon ab gayi,
Din hai sona aur chaandi raat ban gayi,
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi,
Paaya maine, paaya tumhe,
rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe,
nag mein sagaya tumhe,
Paaya maine, paaya tumhe,
sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe,
neendhon mein bulaya tumhe,
Chahaton ka mazaa,
faasalon mein nahin,
Aa chupa loon tumhe hauslon mein kahin,
Sab se upar likha,
hai tere naam ko,
Khwaishon se jude silsilon mein kahin,
Khwaishein milne ki tumse,
Roz hoti hai nayi,
Mere dil ki jeet meri baat ban gayi,
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi,
Paaya maine paaya tumhe,
rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe,
nag mein sagaya tumhe,
Paaya maine, paaya tumhe,
sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe,
neendhon mein bulaya tumhe,
Zindagi bewafa hai yeh maana magar,
Chod kar raah mein jaoge tum agar,
Cheen launga main aasman se tumhe,
Soona hoga na yeh, do dilon ka nagar,
Raunke hain dil ke dar pe,
raunke hain dil ke dar pe,
Dhadkane hain surmayi,
Meri kismat bhi tumhari,
saath ban gayi,
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi,
Ishq mazhab, ishq meri zaat ban gayi,
Sapne teri chahaton ke,
Dekhti hoon ab gayi,
Din hai sona aur chaandi raat ban gayi,
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi,
Paaya maine, paaya tumhe,
rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe,
nag mein sagaya tumhe,
Paaya maine paaya tumhe,
sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe,
neendhon mein bulaya tumhe.
Jul 1, 2010
Posted by editor on Jul 1, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Tarsh pe khud ko dekh rahi hoon,
nahi hoon zameen pe,
Ik sapne ko jaise chua toh ban gaya yakeen yeh,
Roshni.. khushbu khushiyon ki yeh mehka aa rahi,
Roshni.. gaati madmaati roshni,
Tarsh pe khud ko dekh rahi hoon,
nahi hoon zameen pe,
Ik sapne ko jaise chua toh ban gaya yakeen yeh,
Roshni.. khushbu khushiyon ki yeh mehka aa rahi,
Roshni.. gaati madmaati roshni,
Palak palak palak na jhapku main,
har lamha mehka jaaye,
Magan magan magan main phir hoon koyi baawari si taal bajaaye,
Na roothey na roothey na roothey behki behki si yeh khushi,
Roshni.. khushbu khushiyon ki yeh mehka aa rahi,
Roshni.. gaati madmaati roshni,
Roshni.. khushbu khushiyon ki yeh mehka aa rahi,
Roshni.. gaati madmaati roshni.
Jul 1, 2010
Posted by editor on Jul 1, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Sur taal ki baat hi kya,
nau ras yeh kar de bayaan,
Iss mein hai junoon,
iss mein hai khushi,
yeh naa ko kar de haan,
Sangeet bina jeevan mein maza na aaye,
Sangeet kahe sangeet hi sab farmaaye,
Music hi hai,
mann ko mehkaaye,
music hi hai,
Padhna likhna tujhe na bhaaye hai,
bhaaye hai,
Music na naukri dil laaye hai,
Nadaan hai tu abhi yeh jaane kya maane kya,
Bas kar de behas yeh tu,
Chutpan hai teri abhi baaton mein baaton mein,
Nanha sa thappad khaayega tu,
Labzon mein saara jahan,
iss se chalti duniya,
Tu gyaan badhaa baabu ban ja,
jaane de sa re ga ma pa,
Padh itna ki maa naaz se sar ko uthaaye,
Woh ban ja ki maa khushi se jhoomti jaaye,
Shiksha hi hai,
jag ko hai chalaaye,
shiksha hi hai,
Sangeet se sab chalta hai,
sangeet se rab manta hai,
Hai iss mein aisa jaadu,
hai iss mein aisa jaadu,
Beatles ko sun le maa tu,
tak dhin ta kar le zara tu,
Yeh dua toh kahin dawa hai,
Sur mein bhi raam ko paa tu,
Aye meri maa aye meri maa sangeet ki boli samjhe saari duniya,
Aye meri maa aye meri maa sangeet woh nasha jo jaga de armaan,
Khushi dilaaye gham yeh mitaaye masti mauj mein duba hi jaaye,
Zameen pe hi jannat dikhlaaye,
Teri baat mein hai dum toh,
music bhaaye sab ko,
Tu jeeta main haari,
sangeet mein dum bhaari,
Sangeet bina jeevan mein maza na aaye,
Sangeet kahe sangeet hi sab farmaaye,
Music hi hai,
mann ko mehkaaye,
music hi hai,
Music hi hai,
mann ko mehkaaye.