Apr 2, 2010
Posted by editor on Apr 2, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
mehaki mehaki hain raahe, behaki behaki hain nigaahe
hain na, haay re, haay re, haay re, haay re
ghere hain jo ye baanhe, paai hain mainne panaahe
hain na, haay re, haay re, haay re, haay re
ga tu dil ke taaro pe ga git aisa koyi naya
jo jindagi me kabhi ho na pehle suna
palko pe sapne saja, sapno me jaadu jaga
tu meri raaho mein chaahat ki shamme jala
mehaki mehaki hain raahe, behaki behaki hain nigaahe
hain na, haay re, haay re, haay re, haay re
mere dil ne tofe yeh tum se paaye, dhup thi gham ki tum laaye saaye
meri abb jo bhi kushi hai, mujhe tum se hi mili hai suno na
tumhi woh chaandani ho jo, meri najaro mein khili hai
kahi yeh toh nahee hain, woh aankhe hasin dekhati hain jo mujhako piya
jo bhi hu teri hu bas yahi gun hai mera – (2)
ga tu dil ke taaro pe ga git aisa koyi naya
jo jindagi me kabhi ho na pehle suna
palko pe sapne saja, sapno me jaadu jaga
tu meri raaho mein chaahat ki shamme jala
dil ki yeh zid hai dil kaa hai kehana, saath tumhare isako hai rehana
chalo kahi dur hi jaaye, nayi ek duniya basaaye suno na
vaha bas main aur tum ho, mohabbat mein ham gum ho
abb ho uljhan koi, abb ho bandhan ki ho nahi sakate ham abb juda
yeh tera yeh mera aakhari hai faisala – (2)
hmm mm hmm hmm hmm……..
haay re, haay re, haay re, haay re haay
Apr 2, 2010
Posted by editor on Apr 2, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
dheeme dheeme gaau, humm dhire dhire gaau
haule haule gaau, tere liye piya
dheeme dheeme gaau -2, dhire dhire gaau
haule haule gaau, tere liye piya
gun gun main gaati jaau, chhun chhun paayal chhanakaau
sun sun kab se dohraau piya piya piya
gulashan mehake mehake ye mann behake behake
aur tan dehake dehake kyun hain bata piya
mann ki jo haalat hai, yeh tan ki jo rangat hai ye
teri mohabbat hai yeh piya piya piya
gun gun main gaati jaau, chhun chhun paayal chhanakaau
sun sun kab se dohraau piya piya piya
piya piya o………
jindagi me tu aaya toh, dhup me mila saaya toh jaage nasib mere o
anahoni ko tha hona, dhul ban gai hai sona aake karib tere o
pyar se mujhko tune chhua hai, roop sunehara tabse huaa hai
kahu aur kyaa tujhe main piya o o o………
teri nigaahon me hu, teri hi baahon me hu
khaabo ki raaho me hu piya piya piya
gun gun main gaati jaau, chhun chhun paayal chhanakaau
sun sun kab se dohraau piya piya piya
piya piya o………
maine jo kushi pai hai, jhumke jo rut aai hai badle na rut wo kabhi o
dil ko devta jo lage, sar jhuka hai jiske aage tute na but vo kabhi o
kitni hai mithi, kitni suhaani, tune sunaai hai jo kahaani
main jo kho gayi, nayi ho gayi o o o…….
aankhon me taare chamake, raaton me juganu damake
mit gaye nishaan gham ke piya piya piya
gun gun main gaati jaau, chhun chhun paayal chhanakaau
sun sun kab se dohraau piya piya piya
Apr 2, 2010
Posted by editor on Apr 2, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
aa…..
saiyaan…..
saiyaan chhodo mori baiyaan saiyaan – (2)
saiyaan haay chhodo na mori, haay chhodo mori baiyaan
maano bhi kanhaai hogi jag hansaai – (2)
dekho dekho dekh rahi hain saari guiyaan
dekho saiyaan chhodo
saiyaan chhodo mori baiyaan
saiyaan chhodo na mori baiyaan
chhodo na mori baiyaan saiyaan
chuudi jo koi tuti, maathe se bindiyaa chhuuti haay – (2)
ghar kya bataaungi main, haay mar jaaungi main – (2)
jaane do mohe kaanha, kaanhaa ji more kaanha, kaanhaa
jaane do mohe kaanha re
jaane do jaane do mohe kaanha
saiyaan chhodo na mori baiyaan
chhodo mori baiyaan
haay chhodo na mori, haay chhodo mori baiyaan
saiyaan chhodo na mori baiyaan
haay saiyaan chhodo baiyaan
haay baiyaan
Apr 2, 2010
Posted by editor on Apr 2, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
haathon Mein Khilnewaali Hain
tere Mann Ko, Jeevan Ko
nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
haathon Mein Khilnewaali Hain
tere Mann Ko, Jeevan Ko
nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
o Hariyali Banno
le Jaana Tujhko Guiyyaan Aane Waale Hai Saiyyaan
thaamenge Aake Baiyyaan, Goonjegi Shehnaayi
angnaayi, Angnaayi
mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
haathon Mein Khilnewaali Hain
tere Mann Ko, Jeevan Ko
nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
gaaye Maiya Aur Mausi, Gaaye Behna Aur Bhabhi
ke Mehndi Khil Jaaye, Rang Laaye Hariyaali Banni
gaaye Phoofi Aur Chaachi, Gaaye Naani Aur Daadi
ke Mehndi Mann Bhaaye, Saj Jaaye Hariyaali Banni
mehndi Roop Sanwaare, O Mehndi Rang Nikhaare, Ho
hariyaali Banni Ke Aanchal Mein Utrenge Taarein
mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
haathon Mein Khilnewaali Hain
tere Mann Ko, Jeevan Ko
nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
gaaje, Baaje, Baraati, Ghoda, Gaadi Aur Haathi Ko
laayenge Saajan Tere Aangan, Hariyaali Banni
teri Mehndi Woh Dekhenge
to Apna Dil Rakhdenge Woh
pairon Mein Tere Chupke Se, Hariyaali Banni
mehndi Roop Sanwaare, O Mehndi Rang Nikhaare, Ho
hariyaali Banni Ke Aanchal Mein Utrenge Taarein
mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
haathon Mein Khilnewaali Hain
tere Mann Ko, Jeevan Ko
nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
Apr 1, 2010
Posted by editor on Apr 1, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Love and lust can make you bechain
yeh na pooch kyun ya when
yeah fire
pyaar is hell
gotta sell
sell your soul
love is the game you play
and dard is the price you pay
if you wanna go all the way
you’ve got to go for it today
don’t listen to the words they say
forever is an old cliche
jitna karoge tum pray
love is never gonna stay
fire…fire
love is hell…gotta sell
sell your soul sell your soul
sell your soul
love nd lust can make you bechain
yeh na pooch kyun ya when
yeah fire…fire
pyaar is hell gotta sell
sell your soul fire….fire
pyaar is hell gotta sell
sell your soul sell your soul
sell your soul