search
top

Aadat – ek din aayega

teri aankhein abb hongi na kabhi nam
tu jo dekh le toh bhula doon main saare ghum
tu jo chaahe toh badlega mausam
yeh jo pal hain inhein khushiyon se bhar lo tum
woh bitein din unhein yaad phir se kar lo tum
tu jo chaahe toh badlega mausam, ke dil tu rona nahi
yeh khwaab adhure nahi, yeh armaan saaye tere honge poore kabhi
ek din aayega tu yuun gaayega aa aa aah………

rona nahi – 4
khwaab adhure nahi, dil tu rona nahi, ke dil tu rona nahi
yeh khwaab adhure nahi, yeh armaan saaye tere, honge pure kabhi
ek din aayega tu yuun gaayega aa aa aah………..

dil tu rona nahin, khwaab adhure nahi – 2
ek din aayega ho ho………..

Aadat – Dil haare pukare

aankhon se jab bhi ho teri aankhein juda
mann se jab bhi ho tera mann khafa
toh ji pukaare pukaare tujhe, mann ghabraaye bulaaye tujhe
ke dil haare pukaare tujhe, maan jaa re manale mujhe
sun pyaare laga le gale, kho ja re ugle savere

tere bina zindagi laage ek saza, tera saath ho yeh saza laage ek jaza
toh badhate jaaye yeh raste saare, duniya pichhe toh hum hai aage
ke dil haare pukaare tujhe, man ja re manale mujhe
sun pyaare laga le gale, kho ja re ugle savere
ke dil haare pukaare tujhe, maan jaa re manale mujhe
sun pyaare laga le gale, kho ja re ugle savere..

Aadat – Woh lamhe

Ho Ho Ho O
ho Ho Ho O
ho Ho Ho O Ho Ho
ho Ho Ho O Ho Ho Ho
woh Lamhay Woh Raatein Koi Na Jaane
thi Kaisi Raatein Woh Barsaaten
woh Bheegi Bheegi Yaaden
woh Bheegi Bheegi Yaaden
na Main Jaanu Na Tu Jaane
kaisa Hai Yeh Aalam Koi Na Jaane
phir Kyon Hai Yeh Tanhaai
kaisi Hai Yeh Ruswaai
gum Ho Gate Kyon
kho Gaye Ham
woh Lamhay

saagar Ki Inn Lehron Se Gehra Hai Mera Pyar
sehraaon Ki Hawaaon Mein Kaise Aayegi Bahaar
phir Kyon Hai Yeh Tanhaai Kaisi Hai Ruswaai
goom Ho Gaye Kyon Kho Gaye Ham
ho Ho O Woh Lamhay Woh Raatein Koi Na Jaane
thi Kaisi Raatein Woh Barsaaten
woh Bheegi Bheegi Yaaden
woh Bheegi Bheegi Yaaden

aandhi Ho Ya Toofan Ho Mere Mann Mein Rahe Tu Sada
koi Apana Ho Ya Paraya Ho Usse Dhundhu Main Kahaa
phir Kyon Hai Yeh Tanhaai Kaisi Hai Ruswaai
goom Ho Gaye Kyon Kho Gaye Ham
ho Ho O Woh Lamhay Woh Raatein Koi Na Jaane
thi Kaisi Raatein Woh Barsaaten
woh Bheegi Bheegi Yaaden
woh Bheegi Bheegi Yaaden…

Aadat – Panchhi hu

Panchhi Hoon Udne Do Udne Do
hawaon Se Ladne Do Ho O Ho O

raste Galiyan Chhod Aaya Main
bhoolen Vaaden Todd Chala Main
yeh Raat Bhi Dhal Jaayegi
ke Baat Tabhi Badal Jaayegi
lamha Hoon Rehne Do Rehne Do
aansu Hoon Behne Do Behne Do
behne Do O Ho

o Ho Ho Ho~ …

panchhi Hoon Umm Hu Umm Umm Hu
hawaon Se Ladne Do

Aa dekhen zara – gazab bhaiyyo raama

hey o, hey o
hey o na na na nanna nanna na……. – (4)
laaya tu laaya yaara kaisi jagah
thodi si aisi thodi vaisi jagah
hey o na na na nanna nanna na……. – (2)
laaya tu laaya yaara kaisi jagah
thodi si aisi thodi vaisi jagah
thaama tere haathon ko gori maine thaama
aaja aaja hone de thoda sa hungaama
gazab bhaiyyo raama, julam bhaiyyo raama – (4)
hey o, hey o
hey o na na na nanana na na na na……. – (2)
thoda sa daru main haay re kya karu main
begaane hai yahaan pe sabhi
aankhon se ishaare kare hai dekho saare
deewaane hai yahaan pe sabhi
dekho dekhe tumako toh gaaye saa re gaa maa
hona hai toh hone de yaara tu hungaama
gazab bhaiyyo raama, julam bhaiyyo raama – (4)

pike do paimaane do aankhon ke deewaane
sambhaalo toh sambhalate nahi
nigaaho mein chadhe woh, hawaao mein ude woh
jamin pe woh theharate nahi
ma ma ma maine teri aankhon mein likha hai yeh naama
likha hai yeh naama ke hone de hungaama
gazab bhaiyyo raama, julam bhaiyyo raama – (4)
laaya tu laaya yaara kaisi jagah
thodi si aisi thodi vaisi jagah
thaama tere haathon ko gori maine thaama
aaja aaja hone de thoda sa hungaama
gazab bhaiyyo raama, julam bhaiyyo raama – (4)
hey o na na na nanna nanna na……. – (4)

Page 53 of 130« First...102030...5152535455...607080...Last »
top