search
top

Aa dekhe zara – Aa dekhe zara

(aa dekhe zara kisame kitana hai dum
jamake rakhana kadam mere saathiya) – (2)

(aage nikal aaye hum woh pichhe rah gaye
upar chale aaye hum woh niche rah gaye) – (2)
you can never stop us, never break us down
b’ z i have you beside me, ???
(aa dekhe jara kisame kitana hai dum
jamake rakhana kadam mere saathiya) – (2)
life is light, life is flash
thodi thodi slow, aur haan thodi hai rush
inn raahon mein hai khatara bada
kya hona hai aage aa dekhe jara

(saare shehar mein hami hai, ham sa kaun hai
dekho idhar hum yahin hai, hum sa kaun hai) – (2)
you can never stop us, never break us down
b’ z i have you beside me, ???
(aa dekhe jara kisame kitana hai dum
jamake rakhana kadam mere saathiya) – (2)

Aa dekhen zara – rock the party

jhumo yahaan, naacho yahaan, todo khaamoshiyaan
yeh raat hai masti bhari, dekho ranginiyaan
roko na khud ko thirakane do, dekhe jara yeh jahaan
(let’ s rock the party, come on everybody
let’ s rock the party, aa dekhein jara) – (2)

todake deewaarein, haathon ko milaake, aa mere sang jara
ghum ko mitaake aansu ko bhulaade, chhu jindagi ko jara
ji lo apani jindagi, kal ka kya pata
(let’ s rock the party, come on everybody
let’ s rock the party, aa dekhein jara) – (2)

roshani pukaare, paas yuun bulaaye, aage hai chalana
haan kuchh lamahon ki hai yeh jindagaani, kis baat ki parwaah
ji lo apani jindagi, kal ka kya pata
(let’ s rock the party, come on everybody
let’ s rock the party, aa dekhein jara) – (2)

A wednesday – koyi na roke yeh parwaazen

koyi na roke yeh parwaazen, koyi bhi abb na de aawaazein
chalo mastiyon mein jhumein, chalo aasmaan bhi ghumein
manjilon se milein, chalo baadalon ko chumein
aa jaao chhodo aana kaani yeh, aa jaao raahein aani jaani yeh
aa jaao ji lo jindagaani yeh, bhulake hamdam tum sab ghum ko

abb de raha hai taane, hamein yeh jahaan kya jaane
chir ke chaand ko yahaan laayenge jo thaane
samajho na ham bhole bhaale hai, hum hi toh jahaan ke ujaale hai
jine ke thang bhi niraale hai, manjilo se jina jaane
(aa jaao chhodo aana kaani yeh, aa jaao raahein aani jaani yeh
aa jaao ji lo jindagaani yeh, bhulake hamdam tum sab ghum ko) – (2)

A wednesday – nazar lage na tumhe kisiki

nazar lage na tumhe kisiki, tumko kahi chhupaa lu main
dhaar banaalu kajali ki aur apani aankh mein daalu main
jine ki hasrat banke reh ja mere sine mein – (2)
main baahon mein teri ji lu aur maru
ji chaahata hai pyaar tumhe main aur karu
mm hmm hmm hmm ha ha ha ha…..

(tumse puchhu, khudse puchhu, ya dil ke armaano se
pyaar ke lamhe aksar hi kyun, aate hai mehmaano se) – (2)
paas ghadi bhar ko rehate hai, kal phir aayenge kehate hai – (2)
na paani na yeh hawa se, phir jaane kyun behate hai – (2)
inn lamhon mein pyaar ke rang main bharu
ji chaahata hai pyaar tumhe main aur karu
hmm hmm hmm hmm la la la…..
nazar lage na tumhe kisiki, tumko kahi chhupaa lu main
dhaar banaalu kajali ki aur apani aankh mein daalu main
jine ki hasrat banke reh ja mere sine mein – (2)
main baahon mein teri ji lu aur maru
ji chaahata hai pyaar tumhe main aur karu
mm hmm hmm hmm la la la…..

A Wednesday – Jalwa

koyi darr sa jaaye, koyi kar dikhaaye jalwa
koyi sar jhukaake, koyi sar uthaake yahaan pe chala
koyi darr sa jaaye, koyi kar dikhaaye jalwa
koyi mar na jaane, koyi kar na jaane jara hausala
hai bheed mein laapata, hai aadami puchhata
kya hai khushi ka pata yahaan o o o o o……

dil pe roj ke laakhon bojh se milake soch le
aa jaao kaise honge kam yeh
banate yahaan pe roj nakshe, koyi na kisiko bhi bakshe
dono haathon se hi lute yahaan sabhi aadami
kaisa yeh kaam hai, khaas na ho saka
aadami kyun aam hai yahaan o o o o o…….
(koyi darr sa jaaye, koyi kar dikhaaye jalwa
koyi sar jhukaake, koyi sar uthaake yahaan pe chala
koyi darr sa jaaye, koyi kar dikhaaye jalwa
koyi mar na jaane, koyi kar na jaane jara hausala) – (2)
thoda matlabi hai, thoda laalachi hai
banda yeh maane karz bhi hai koyi dhanda???
de do meri haathon mein duniya, lauta dunga main sabko khushiyaan
jahaan yeh gaaye ja, mitha sa taraana gaaye ja
hai hausala saath mein, le aayunga dhund ke
dhup ko main raat mein yahaan o o o o o…..
koyi darr sa jaaye, koyi kar dikhaaye jalwa
koyi sar jhukaake, koyi sar uthaake yahaan pe chala
koyi darr sa jaaye, koyi kar dikhaaye jalwa
koyi mar na jaane, koyi kar na jaane jara hausala

Page 54 of 130« First...102030...5253545556...607080...Last »
top