Mar 28, 2010
Posted by editor on Mar 28, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
o saaware o saaware (khushiyaan gayi sang tere -3)
lage abb khaali khaali se kuche
dikhe bas suna suna sa aangan
suna sa mann ka gaanv re o saaware o saaware
khushiyaan gayi sang tere – (2)
tukado mein karke yeh jahaan, aadha toh tu sang le gaya
kaanto ki reh gayi kyaariya, gulshan toh tu sang le gaya
aadha aadha jahaan lage, aadhi aadhi subah lage
aadhi adhuri shaam re o saaware o saaware
khushiyaan gayi sang tere – (3)
sidhi hawaaye udd gayi baarish ke mausam pehale
kashti patango waale din tu jo gaya toh sab gaye
odhu taaron ki chaadare soye rahe aakaash jage
pankh lagaake khaabon ke o saaware o saaware
khushiyaan gayi sang tere – (3)
abhi aangan mein hai jagah, abb bhi ?? hai yeh jamin
aake phir koyi bana, aaja hum khele ?? kahin
uthe mann mein huk si, kyun aaye na tu kabhi
mausam yeh aaye jaaye o saaware o saaware
khushiyaan gayi sang tere – (2)
Mar 28, 2010
Posted by editor on Mar 28, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
jamin chhod dhar aasmaan baahon mein hai
parwaaz agar nayi dishaao mein
haan abb yeh kaafila falak pe jaayega
safar manjil ka yeh jo tai kar jaayega
sunehare harf mein woh likha jaayega
listen carefully move your feet – (3)
haathon se dor ko hamane toh todake
hawa mein chhod di apani patang
chaahon toh dekh lo baadal ko chir ke
ambar pe tairati apani patang
haan abb yeh raasta toh manjil laayega
bina rukate huye jo chalata jaayega
sunehare harf mein woh likha jaayega
listen carefully move your feet – (3)
abb lahu aur bhi surkh banane laga hai
yeh ubalakar nason mein raks karane laga hai
desh ke kaam aaya ek katara lahu bhi
sau baras tak hai taaja sau baras jinda hai
sau baras jinda hai
haan abb yeh daastaan jahaan doharaayega
shikhar ki aur haan jo badhata jaayega
sunehare harf mein woh likha jaayega
listen carefully move your feet – (3)
Mar 28, 2010
Posted by editor on Mar 28, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
saans rukati kahaan hai kisi ke khaatir
yeh safar toh hai bas khudi ki khaatir
mm mm mm mm…
lamaha lamaha jindagi ka -2, hai aakhir
musaafir hai musaafir – (4)
chalate hai woh bhi jo tham jaate hai
raaston se bhi aage kadam jaate hai
koyi thehara kahaan hai bata phir – (2)
lamaha lamaha jindagi ka hai aakhir
musaafir hai musaafir – (4)
baarishon ke yeh mausam toh pal bhar rahe
khushk aankhon mein bheege se manjar rahe
ek ehsaas ki ungali ko thaam ke
tay kar raha hoon main (marhale shaam ke -3)
lamaha lamaha jindagi ka hai aakhir
musaafir hai musaafir – (4)
jindagi ko sahi kuchh kahaan hai mila
saans ka har kadam deta hai yeh sada
jo na mila woh mauj har pal raha
waqt mujhame hai thehara main chalata raha
lamaha lamaha jindagi ka hai aakhir – (3)
musaafir hai musaafir…..
lamaha lamaha jindagi ka hai aakhir
musaafir hai musaafir……
Mar 28, 2010
Posted by editor on Mar 28, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
jindagee jindagee jindagee jindagee
aao seene se lag ke mar jaye hum – 2
na tum raho tum, na hum rahe hum – 2
ishqme naya rang bhar jaye hum – 2
aao seene se lag ke mar jaye hum – 2
dhiredhire ehasas yun ho raha – 2
ajanabi kyun apnasa lagane laga
sochata hun wo humsafar hai magar – 2
dil ko na jane kyun dar sa lagane laga – 2
kwahishoki jameen par najar aaye hum
aao seene se lag ke mar jaye hum – 2
tum mile to mile muzako dono jaha -2
har tammanna meri choo rahi aasama
dil kahe – 2, muzase tum ye kaho barbar
main luta doo – 3, apani jaan
paas tum ho lage dar, kidhar jaaye hum – 2
na tum raho tum, na hum rahe hum – 2
ishqme naya rang bhar jaye hum
aao seene se lag ke mar jaye hum – 2
jindagee jindagee jindagee jindagee…
jindageeka safar khatm hota nahi – 2
chalate rehana hi shayad hai kismat meri
ye meri – 2, jindagi muzako itana bata
pyaar karana – 3, mera kuchh gunah to nahi
ek dil lakho gam hai, kidhar jaye hum
ek dil lakho gam hai, jidhar jaye hum
na tum raho tum, na hum rahe hum – 2
ishqme naya rang bhar jaye hum – 2
aao seene se lag ke mar jaye hum – 2
jindagee jindagee jindagee jindagee…
Mar 28, 2010
Posted by editor on Mar 28, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
(hai baichain ruh teri justajoo
chaaya mere dil pe tera surur) – 2
yaki hai to aa, warna aaj laot jaa aaj too
ishqko, ishqko, ishqko, ishqko ..dil ka khuda haafiz
khuda haafiz – 4
chookar jara ishq mehsoos kar
isake jaisa sukoo hai kaha?
kiya ishq ekbar jisane yaha
usape oshan hue do jaha
rishta khushi se jodale
yaa aas phir tu todade
ishqko, ishqko, ishqko, ishqko ..dil ka khuda haafiz
khuda haafiz – 4
laga kar aag pani dhundhate hai
buzade jo pyaas wo jawani dhundate hai
ishq karane ka shauk hum bhi rakhate hai
bas tabha hone ki ravani dhundate hai
jid pe agar ishq ajaye karade
to ye jindagi o taba
razi agar ishq ho jaye karade
use to ye jannat ada
is rah par diwane chal ya rah se moo mod le
ishqko …… dil ka khuda haafiz
khuda haafiz – 4…
khudgarj kya hai jise ishq karade
ajab hai ek falsafa
meharba jo ho jaaye
ek pal me kar de
ye duniya ki nemat ada
rishta ishqse tu jodale
ya apni raah tu modale
ishqko …… dil ka khuda haafiz
khuda haafiz – 4…
(bchain ruh teri justajoo
chaaya mere dil pe tera surur) – 2
yaki hai to aa, warna aaj laot jaa aaj too
khuda haafiz ……