search
top

Dasvidaniya – Muskura

Hmmm.. Hmmm..
Awara Rahi Gumshuda, Banke Kyun Ghume Lapta
Muskura Mere Dil, Le Zindagi Ka Maza..
Awara Rahi Gumshuda, Banke Kyun Ghume Lapta

(Dharti Yeh Gol Gol Kyon Hai Jee
Duniya Mein Talam Tol Kyon Hai Jee) – 2
Chamchma Khilkhila Jagmaga Gum Bhoola
Sheek Le Khush Rahene Ki Ada
Awara Rahi Gumshuda, Banke Kyun Ghume Lapta
Muskura Mere Dil, Le Zindagi Ka Maza
Awara Rahi Gumshuda, Banke Kyun Ghume Lapta

(Kadmo Ko Zameen Pe Tikata Chal
Jeevan To Dhoka Hai Tu Khata Chal) – 2
Kya Bhala, Kya Bura, Kya Khota, Kya Khara
In Sab Mein Atkeega To Jee Nai Payega
Awara Rahi Gumshuda, Banke Kyun Ghume Lapta
Muskura Mere Dil, Le Zindagi Ka Maza
Awara Rahi Gumshuda, Banke Kyun Ghume Lapta
Hmmm Hmmm Mmm Mmm…

Life Partner – Teri meri yeh zindagi

(You Are My Soul Mate, You Are My One N Only,
You Are My Soul Mate, You Are My) – 2.

Teri Meri Yeh Jindagi, Nayi Nayi Si Yeh Jindagi Haan,
Khoyi Khoyi Si Pyaar Mein, Kaise Dhire Dhire Badali Yeh Jindagi,
Haan Teri Meri Yeh Jindagi, Nayi Nayi Si Yeh Jindagi Haan,
Mila Aisa Nasha Yaar Mein, Haay Dhire Dhire Badali Yeh Jindagi,
Yeh Badhti Dil Ki Dhadkan, Yeh Badhata Deewaanapan,
Na Jane Hamako Leke Jaaye Abb Kahaan,
(Hai Armaan Jitane Dil Ke, Woh Saare Tumse Milke,
Pure Honge Lagta Hai Ab Yahaan) – 2,

(You Are My Soulmate, You Are My One N Only,
You Are My Soulmate, You Are My) – 2

Dil Ab Din Raat Jhumein, Sunke Yeh Baat Jhumein,
Jivan Bhar Tum Ho Mere Humsafar Haan,
Jagmag Jagmag Hai Raahein, Jhilmil Jhilmil Nigahein,
Mehaki Mehaki Hai Jaise Har Dagar,
Yeh Khushabu Bhini Bhini, Barasati Yeh Rangini,
Hai Lamaha Lamaha Dekho Hum Pe Meherbaan,
(Hai Armaan Jitane Dil Ke, Woh Saare Tumse Milke,
Pure Honge Lagata Hai Ab Yahaan) – 2,
(Teri Meri Yeh Jindagi Ha Aa Ha Aa..) – 2,
Do Dil Dono Deewaane Hona Kya Hai Na Jaane,
Kab Agale Pal Ka Hamko Hosh Hai,
Chaahat Mein Hai Jo Hulchul, Kar Deti Hai Woh Paagal,
Isame Kya Hum Dono Ka Dosh Hai Haan,
Koyi Kyun Roke Thaame, Yeh Pal Pal Ke Hangaame,
Ke Inse Hi To Jindagaani Hai Jawaan,
(Hai Armaan Jitane Dil Ke, Woh Saare Tumse Milke,
Pure Honge Lagta Hai Ab Yahaan) – 2,
Teri Meri Yeh Jindagi, Nayi Nayi Si Yeh Jindagi Haan,
Khoyi Khoyi Si Pyaar Mein, Kaise Dhire Dhire Badali Yeh Jindagi,
Yeh Badhati Dil Ki Dhadkan, Yeh Badhata Deewanapan,
Na Jane Hamko Leke Jaaye Ab Kahaan,
(Hai Armaan Jitane Dil Ke, Woh Saare Tumse Milke,
Pure Honge Lagta Hai Ab Yahaan) – 2,
(You Are My Soulmate, You Are My One N Only,
You Are My Soulmate, You Are My) – 2..

Life partner – Purza purza khil gaya

(Naina Mere Bole Juti Sachchi Boliya,
Sunke Dilwalon Ka Dil Khaaye Hichkoliya) – 2,
Ik Tufaan Main Hoon Ke Jisko Bhi Chhu Liya,
Ke Jab Jaanu Bole Haay Tune Yeh Kya Kiya,
Mare Hum,
(Mare Hum Jaise Taise Dil Gaya, Har Purza Purza Khil Gaya,
Jab Purza Purza Khil Gaya, Toh Dum Sa Nikal Gaya) – 2,
Mare Hum.

(Rap)
Mere Naam Ke Suno Charche Hai Chand Pe,
Main Woh Cheej Hoon Jispe Ada Hai,
Main Toh Jalawon Ki Chaanv Mein Jhalku Har Pal Yahaan,
Kehte Hai Log Yeh Mujhme Nasha Hai,
Haay Dhunwaan Tera Yeha Jispe Bhi Chha Gaya,
Ye Juban Kehane Lagi Dil Dhoka Sa Kha Gaya,
Mare Hum,
(Mare Hum Jaise Taise Dil Gaya, Har Purza Purza Khil Gaya,
Jab Purza Purza Khil Gaya, Toh Dum Sa Nikal Gaya) – 2.

Teri Roshani Padi Jiske Bhi Aankh Pe,
Usko Saara Jahaan Tujhmein Dikha Hai,
Jo Chaahe Tu Sawaar De, Chaahe Pukaar De,
Aashiq Taqdeer Ko Tune Likha Hai,
Ek Jawaan Jaadu Jaise Hai Meri Bijaliya,
Na Utha Ke Jispe Woh Kehata Hai Yahaan,
Mare Hum,
(Mare Hum Jaise Taise Dil Gaya, Har Purza Purza Khil Gaya,
Jab Purza Purza Khil Gaya, Toh Dum Sa Nikal Gaya) – 2,

Naina Mere Bole Jhuti Sachchi Boliya,
Sunke Dilwalon Ka Dil Khaaye Hichkoliya,
Ik Tufaan Main Hoon Ke Jisko Bhi Chhu Liya,
Ke Jab Jaanu Bole Haay Tune Yeh Kya Kiya,
Mare Hum,
(Mare Hum Jaise Taise Dil Gaya, Har Purza Purza Khil Gaya,
Jab Purza Purza Khil Gaya, Toh Dum Sa Nikal Gaya) – 2..

Life partner – Kuke Kuke koyaliya kuke

Kuke Kuke Koyaliya Kuke, Kuke Kuke Koyaliya,
Aa Aa .. Dhundhe Dhundhe Piya Ko Mann Dhundhe, Dhundhe..,
(Ku Ku Ku Kuke) – 3 Kuke,
Gaana Tum Jo Gaate Ho, Dil Bahot Jalate Ho,
Sur Jo Tum Lagaate Ho, Sur Hai Aathava,
Gaana Gaanewale Gaane Ke Ho Matwale,
Yeh Bataao Betaale Taal Hai Kahaan,
O Ye O Aawaaz Bhi Kya Hai, O Ye O Kaano Ki Saza Hai,
O Ye O Jo Bhi Sunata Hai, O Ye O Kehe Bas Karo Bas Karo.

(Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Sitam Dhaane Se,
Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Bura Gaane Se) -2,
Kuke Kuke Koyaliya Kuke, Kuke Kuke Koyaliya,
Aa Aa Dhundhe Dhundhe Piya Ko Mann Dhundhe, Dhundhe..,
(Ku Ku Ku Kuke..) -3 Koyaliya,
Dil Jo Lubhaaye Pyaar Jataaye,
Woh Jo Bhi Gaaye Humako Lage Bhala,
Jo Sur Ko Chode Taal Ko Tode, Daudaaye Ghode Pakado Uska Gala,
O Ye O Mera Pyaar Hai Gehara, O Ye O Tere Pyaar Hai Behara,
O Ye O Dil Thehara Thehara, O Ye O Kahe Bar Karo Bas Karo,
(Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Sitam Dhaane Se,
Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Bura Gaane Se) -2.

Woh Jo Na Bole, Hont Na Khole,
Baagho Mein Dole Hame Woh Pasand Hai,
Ja Re Deewane Tu Yeh Na Jaane,
Jo Dil Ki Na Maane Wohi Akalmand Hai,
O Ye O Band Kar Yeh Baaja, O Ye O Chal Hosh Mein Aaja,
O Ye O Abb Tum Mere Raaja, O Ye O Jara Bas Karo Bas Karo,
Gaana Tum Jo Gaate Ho, Dil Bahot Jalate Ho,
Sur Jo Tum Lagaate Ho, Sur Hai Aathava,
Gaana Gaanewale Gaane Ke Ho Matwale,
Yeh Bataao Betaale Taal Hai Kahaan,
O Ye O Aawaaz Bhi Kya Hai, O Ye O Kaano Ki Saza Hai,
O Ye O Jo Bhi Sunata Hai, O Ye O Kehe Bas Karo Bas Karo,
(Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Sitam Dhaane Se,
Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Bura Gaane Se) -4,
Kuke Kuke Koyaliya Kuke, Kuke Kuke Koyaliya,
Aa Aa Aa… Dhundhe Dhundhe Piya Ko Mann Dhundhe, Dhundhe..,
Ku Ku Ku Kuke Koyaliya Aa Aa..

Life partner – Goonji angna mein

Hey Ji Re Ey Hey Ji Re,
Aati Turi Tak Tak Tere, Ne Maathe Muh Gayena,
Jhol Samajha Agar Koi Toh Kya Kare,
Are Re Re ..

Ho Ho Ho Ho Ho..
(Gori Sharmaayi Mann Mein Muskaayi, Gunji Angana Mein Shehnaayi) – 2,
(Baaje Gali Mein Dhoil, Gori Ghungata Toh Khol) – 2,
Pi Se Milan Ki Ghadi Aayi,
Gunji Angana Mein Shehnaayi, Gori Sharmaayi Mann Mein Muskaayi,
(Gunji Angana Mein Shehnaayi) – 2.

(Hey Dono Hatheli Mehandi Hai Kaisa Rang Laayi) – 2,
(Ang Ang Haldi Jo Lage Mehaki Mehkaayi) – 2,
(Mehaka Jo Yuun Tan Mann, Badhane Lagi Dhadkan) – 2,
Anjaani Khushiya Hai Lehraayi Ha Ha,
Gunji Angana Mein Shehnaayi, Gori Sharmaayi Mann Mein Muskaayi,
(Gunji Angana Mein Shehnaayi) – 2,
Hey Ji Re Hey Ji Re Ji Ji Ji Ji Ji Ji…. Ji Re..

(Gaati Hai Galiya Gaate Hai Saare Chaubaare) – 2,
(Baaraat Aayi Sapano Ki Gori Ke Dwaare) – 2,
(Paayal Chhanakane De, Kangana Khanakane De) – 2,
Masti Hawaao Mein Hai Chhayi, Ja,
Gunji Angana Mein Shehnaayi, Gori Sharmaayi Mann Mein Muskaayi,
(Gunji Angana Mein Shehnaayi) – 2..

top