search
top

Tum milo to sahi – Bekhauf mohabbat

Woh jo bekhauf mohabbat ka hunar deta hai haan hunar deta hai
Haan wahi shaks bichadne kabhi darr deta hai haan darr deta hai
Woh jo bekhauf mohabbat ka hunar deta hai haan hunar deta hai

One night, one love, two hearts, feeling together
One night, one love, two hearts, together forever yeah

Pyaar bhar deta hai udne ki tamanna dil mein
Pyaar bhar deta hai udne ki tamanna dil mein
Aur mere pankh bhi pathar ke woh kar deta hai
Woh jo bekhauf mohabbat ka hunar deta hai haan hunar deta hai

Mere hisse ke khudagum tum mujhe milte hain
Mere hisse ke khudagum tum mujhe milte hain
Mere hisse ki tu sab khushiyan kidar deta hai
Woh jo bekhauf mohabbat ka hunar deta hai haan hunar deta hai

One love, one life, one word and thats what it is
Two hearts, two lives, together

Rishta hi pyaar ka hota hai ye kaisa rishta
Rishta hi pyaar ka hota hai ye kaisa rishta
Tanha duniya se jo ladhne ka jigar deta hai
Woh jo bekhauf mohabbat ka hunar deta hai haan hunar deta hai
Haan wahi shaks bichadne kabhi darr deta hai haan darr deta hai

One night, one love, two hearts, feeling together
One night, one love, two hearts, together forever yeah

Tum milo to sahi – O jaaneman

Bahut hua katt katt ke jeena
Bahut hui naraazi
Aisa kya main keh doon tum se ho jao tum razi
Maana main hi sara galat hoon, tum ho bilkul sahi
Tum milo to sahi, tum milo to sahi

Haye bekraar hum, haye bekraar tum
Haye bekraar hum, haye bekraar tum
Bekraari mein hai saara aalam
O janemann – 4 times
Haye bekraar hum, haye bekraar tum
Haye bekraar hum, haye bekraar tum
Bekraari mein hai saara aalam
O janemann – 4 times

Tera asar hai iss kadar, dekhun kabhi jo aayena
Meri jagah tujhse mera ho jaata hai ab saamna
Mere jeenay mein, mere jeenay mein aane lagi teri adaa
O janemann
Haye bekraar hum, haye bekraar tum
Haye bekraar hum, haye bekraar tum
Bekraari mein hai saara aalam
O janemann – 4 times

Tum milo to sahi – Tum milo

It’s not about a coffee, its about you and me honey
It’s not about a coffee, its about you and me honey
Tum milo to sahi, tum milo to sahi
Hai meelon ki doori
Tum kahin main kahin
Hai meelon ki doori
Tum kahin main kahin
Tum milo to sahi, tum milo to sahi
Aadhi adhoori kitni baatein poora hone ko tarse
Aazadi ab chahta hai dil teri judaai ke darr se
Ik pal mein keh doonga saari jo baatein na ab tak kahi
Tum milo to sahi
It’s not about a coffee, its about you and me honey

Sau rishton ki anjaani si dehlizo par baithein
Kitne rishte bin bole hum yun hi khatam kar baithe
Uss ke dil ki na sun paaye na apni kahi
Tum milo to sahi, tum milo to sahi

Aankhon pe meri haathon ko apne chupke se rakh jaana
Phir kehna dheere se hass ke, kaun hoon main pehchana
Maine jisko bandh aankhon se dekha hai tum ho wahi
Tum milo to sahi, tum milo to sahi
It’s not about a coffee, its about you and me honey
Hai meelon ki doori
Tum kahin main kahin
Tum milo to sahi – 3 times
Tum milo ..

Paathshaala -Teri marzi aye khuda

Oo aye khuda teri marzi ke aagey kya hoga hai pataa
Tu jo chahe waisa samaa ho teri razaa
Tu jo chahe tapti dhoop mein aye khuda
Khilta hua gulistaan hoga
Tune banayi raahein, tune banayi manzil
Hum le chale hain apna kaarwan
Aye khuda teri marzi ke aagey kya hoga aye khuda

Tehni tehni se dekho, toota hai har patta
Bikhra hua padaa hai aaj ye gulistaan
Jilmilata yahan muskurata yahan tha khushi se kabhi ye aashiyan

Rehbar ho tum hamare phir kaisa dia pharmaan
Farishte bhi ruswa honge dekh ke ye anjaam
Ye na chahe koi ab bataa de tuhi
Keh kar apna tu kyun ban ta anjaam
Aye khuda teri marzi ke aagey kya hoga hai pataa
Tu jo chahe waisa samaa ho teri razaa
Tu jo chahe tapti dhoop mein aye khuda
Khilta hua gulistaan hoga
Tune banayi raahein, tune banayi manzil
Hum le chale hain apna kaarwan

Paathshaala – Bekarar

Bekarar – 4 times

Sooni sooni raahon pe hai tera hi intezaar
Jali buji saanson mein ab tera hi hai khumaar
Na jaane maine kya khoya, kya paaya, kuch bhi na samjhe yahan
Bhula ke saari baaton ko jee aaya, phir bhi na aaye karaar
Bekarar – 4 times

Baaton ne baaton ne hai mujhko ghera abhi
Baaton ne baaton ne hai mujhko ghera abhi
Tu mil jaaye yehi bas sochun main har ghadi
Kyun tarsaye mujhe, aakhri hai meri ye ek adaa
Bekarar – 4 times

Sooni sooni raahon pe hai tera hi intezaar
Jali buji saanson mein ab tera hi hai khumaar
Na jaane maine kya khoya, kya paaya, kuch bhi na samjhe yahan
Bhula ke saari baaton ko jee aaya, phir bhi na aaye karaar
Bekaraar – 12 times

Page 61 of 130« First...102030...5960616263...708090...Last »
top