search
top
Currently Browsing: Hindi Movies

Aisha – Lehrain

Khoyi khoyi si hu main,
Kyun ye dil ka haal hain,
Dhundle sari khwab hain,
Uljha har khayal hain,
Saari kaliyan murjha gayi,
Rang unke yaadon main reh gaye,
Sare gharonde ret ke,
Lehrein ayi lehron main beh gaye,
Rahan main kal kitne chirag the,
Samne kal phoolo ke baag the,
Kisse kahun kaun hain jo sune,
Katein hi kyun maine hain chune,
Sapne mere kyun hai kho gaye,
Jage hain kyun dil main gum naye,
Sari gharonde ret ke,
Leherein ayi leheron main beh gaye,
Kya kahun kyun ye dil udaas hain,
Ab koi dur hain na paas hain,
Chule jo dil wo batein ab kahan,
Wo din kaha ratein ab kaha,
Jo beeta kal hain ab khwab se,
Ab dil mera hain betaab sa,

Sari lakiyan murjha gayi,
Rang unke yaadon main beh geye,
Sare gharondi ret ke,
Lehrein ayi lehron main,
Beh gaye.

Aisha – Behke Behke Nain

Behke behke nain,
Cheena dil ka chain,
To ye pyaar hain,
Koi intezaar,
Kar de bekara,
To ye pyaar hai,
Yaadein, dil ko tadapaye,
Sansein, ulajhti jaye,
Ankhen, sapne dikhlaye jab anjane,
Bato, se tu ghabraye,
Rato, main so na paye,
Hato, ko malta jaye,
Tu diwaane ha,
Hote hote o yaar,
Ho jaane do na pyaar,
Dhoondti hain nazar,
Ek haseen ko agar,
Koi armaan leke,
To prem nagar,
Ki taraf hain safar,
Dil ka saman leke,

Pighla sa pighla sa,
Ho jo mann,
Sulga sa sulga sa,
Ho jo tann,
Dil jo dhadakta hai,
Shole bhadakte hai,
Hosh to hota hain,
Pyaar job hota hain,
Hote hote o yaar,
Ho jane do na pyaar,
Behke behke nain,
Chheena dil ka chain,
To ye pyaar hain,
Koi intezaar,
Kar de bekarar,
To ye pyaar hain,
Yaadein, dil ko tadapaye,
Sansein, ulajhti Haye,
Ankhen, sapne dikhlaye jab anjane,
Bato se tu ghabrajae,
Rato, main so na paye,
Hato, ko malta jaye,
Tu diwaane ha,

Hote hote o yaar,
Ho jaane do na pyaar.

Aisha – Shaam Bhi Koi

Shaam bhi koi,
Jaise he nadi,
Leher leher jaise beh rahi hai,
Koi ankhain koi ansuni,
Baat dhime dhime keh rahi hai,
Kahi na kahi jagi hui hain koi arzoo,
Kahin na kahi,
Khoye huyese hai main aur tu,

Ke boom boom boom para para,
Hain khamosh dono,
Ke boom boom boom para para,
Hain madhosh dono,
Jo gumsum gumsum hain ye tizaye,
Jo kehti sunti hai ye nigahein,
Gumsum gumsum hai ye fizaye,
Hain na,

Ye kaisa samay hai,
Kaisa sama hain,
Ke shaam hain pighal rahi,
Ye sab kuch haseen hai,
Sab kuch jawa hain,
Hain zindagi machal rahi,

Jagmagati jhilmilati palak palak pe khwab hai,
Sun ye hawayen gungunayen,
Jo geet lajawab hai,

Ke boom boom boom para para,
Hai khamish dono,
Ke boom boom boom para para,
Jo Gumsum gumsum hai ye fizaye,
Jo kehti sunti hai ye nigahein,
Gumsum gumsum hai ye fizaye,
Hain na.

Aisha – By The Way

Tumse kehdenge hum saari baatein,
Kaise hain apne din kaisi raatein,
Koi na koi hulchul rehti hai dil mein harpal,
Log hai kehte paagal humko,

By the way on the way,
Humko jo mili hai zindagi,
Gaati hai hasti hai pagli si hai ,
Zara ruthe bhi maane bhi ,
Har lamha nayi hai zindaggi,

Pagli si hai zara,
Roothey bhi maane bhi,
Har lamha nayi hai zindagi,
Moody hai zidi hai,
Kya karein kya pata,
Rukhta hai kahaan hum rokese chalet,
Hain hawa ke jhoke se,
Apni to aisi hai zindagi,
Yahi apni ada hai kya karein koi,
Bura jo mane kya karein,
Humse to hai khata ab sabhi,
Jaane do dhodo bhi,

Dhadkan ki jo kahani hai,
Khul ke ab to sunaani hai,
Bhool nahi sakta hai isko,
Hai jisne suna,
Sunne main yeh suhaani hai,
Jazbaat ki rawani hai,
Sunoge to janoge ye rastaan,
Kyu humne chuna,

By the way on the way,
Jab dilse hui tho dosti,
Humne bhi dil ne bhi,
Tha ye vaada karliya,
Job hi ho hamko to,
Darna hai nahi,
Hai ab kabhi,
Jab hamein jo lagaa,
Humne vahi kehdiya,
Rukhte hai kahaan hum rokese,
Chalta hai hawa ke jhoke se,
Apni to aisi hai zindagi,
Yahi apni ada hai kya karein koi,
Bura jo mane kya karein,
Humse to hai khata ab sabhi,
Jaane do chodo bhi.

Aisha – Suno Aisha

Tum ho kamaal tum bemisaal,
tum lajawab ho aisha,
Aisi haseen ho, jis ko chulon,
usko haseen kardo,
Tum sochti ho duniya mein ,
koi bhi kyun kharaab ho aisha,
Tum chahati ho tum koi rang,
har zindagi mein bhardo,

Nikli ho likhne kismat kisiki,
Apni hi dhun mein tum aisha,
Ye shauk kya hai ye zidd hai,
kaisi itna bata do humko,
Suljaane mein tum auro ki,
Uljane hoti ho jo gum aisha,
Apni bhi koi uljan ko,
door kar ke dikha do humko,
Suno aisha, itna to tumbhi samjho,
Tum chahe jitna chaho tum jitni koshish karolo,
Tum sa na hoga koi,

Baaton mein ho aa jaati,
ho jaati ho jazbaati,
Phele Samjho to ke mohabbat ki hai raah kya,
Pal mein ho ke deewani,
karti ho tum mannmaani,
Tumko hai duniya vuniya ki koi parwah kya,

Aisha jise kehte hain,
ek hain woh lakhon mein,
Dil mein jaake rukti hai woh,
aati hai jo akhon mein,

Magar aisha,
itna to tum bhi samjho,
Tum chahe jitna chaho,
Tum jitni koshish karlo,
Tum sa na hoga koi.

Page 11 of 125« First...910111213203040...Last »
top