Currently Browsing: Hindi Movies
Feb 22, 2012
Posted by dazy on Feb 22, 2012 in Hindi Movies | 0 comments
Bolo na tum zara, pyaar yeh hota hai kya
Yeh haseen raaz hai, jaane kaun bhala
Chherta hai yeh aasmaan, mausam lage aaj manchala
Yeh pyaar hai kya khoobsurat bala
Bolo na tum zara, pyaar yeh hota hai kya
Yeh haseen raaz hai, jaane kaun bhala
Pyaar ki roshni jismon mein ghul gayi
Pyaar ki aas mein rooh yeh dhul gayi
Rog chalne laga, dil ka yeh kaafila
Sarsaraati huwi hawa youn baadiyon mein hai beh rahi
Pyaar ki hi kahaaniyan kaanon mein hole se keh rahi
Yeh pyaar hai kya khoobsurat bala
Bolo na tum zara, pyaar yeh hota hai kya
Yeh haseen raaz hai, jaane kaun bhala
Pyaar yeh subh ki makhmali dhoop hai
Pyaar yeh shaam ko saawala roop hai
Yeh jadoo hai kya, jo hai humpe huwa
Pyaar paaya to zindagi ek pal mein jaise badal gayi
Rang ujhle hai raagini naye sur mein jaise hai dhal gayi
Yeh pyaar hai kya khoobsurat bala
Bolo na tum zara, (bolo na tum zara)
Pyaar yeh hota hai kya, (pyaar yeh hota hai kya)
Yeh haseen raaz hai, jaane kaun bhala
Feb 22, 2012
Posted by dazy on Feb 22, 2012 in Hindi Movies | 0 comments
Ho fida
Khatam Fanaah
Meri Chaahat Mein tu
Jal Zara
Haan pighal zara
Meri ulfat mein tu
Leher si yeh baahein
Zeher si nigaahein
qaatil ada
Ho fida
..Main fida hua
Khatam Fanaah
..Main fanaah hua
Meri Chaahat Mein tu
..Teri chaahat mein tu
Jal Zara
Haan pighal zara
Meri ulfat mein tu
..Main terri ulfat mein
Leher si yeh baahein
Zeher si nigaahein
qaatil ada
..Qaatil ada
Teri panaahon mein to
Zindagani
Shaayad milegi khud ko
Mitake
Keemat hai teri wafaao ki
Kya Sanam
Maar de ya paar de
Ja bhi ha hassil
Na Sahara na kinara
Kismat mein na koi shaahil
Rehnumaa
Hai tera samandar
Meherbaan
Hai tera Samandar
Kaarvaan
Main tera Samandar
Hamnavaa
Rehnumaa
Hai tera samandar
Meherbaan
Hai tera Samandar
Kaarvaan
Main tera Samandar
Hamnavaa
Zulfon ki qaid mubark
Tujhe ho
Falkon mein so ja
Tu gham bhule ke
Aashiq awaara
Seene le zar
Khaud se ya shauk se
Naam le tu mera
Ho inaayat ya qayyaamat
Haq hoga bus us par tera
Rehnumaa
Hai tera samandar
Meherbaan
Hai tera Samandar
Kaarvaan
Main tera Samandar
Hamnava
Rehnumaa
Hai tera samandar
Meherbaan
Hai tera Samandar
Kaarvaan
Main tera Samandar
Hamnavaa
Feb 22, 2012
Posted by dazy on Feb 22, 2012 in Hindi Movies | 0 comments
Bhoola Tujhe
Kaise Kahan
Hua tujhse kab juda
Ya Khuda
Hasun ya main
Roun bata
Hui mujhse kya khata
Kya gunnah
Mere Khuda
Yehi hai jo maalik teri razaa
Meri Aazmaaish hai ya sazaa
Hayaat qayamat ki ya hai qazza
Mere Khuda
Bhoola Tujhe
Kaise Kahan
Hua tujhse kab juda
Ya Khuda
Bache koi khud se bhi
Bache na woh kismat se
Bacha to woh bas teri azmat se
Der se ki dua
Dil se pehli baar yeh aayi hai
Mere pyaare khuda
Mere Pyaare khuda
Bhoola Tujhe
Kaise Kahan
Hua tujhse kab juda
Ya Khuda
Feb 22, 2012
Posted by dazy on Feb 22, 2012 in Hindi Movies | 0 comments
Yaar mila tha saaiyaaan ek din
Yaar mila tha saaiyaaan
Aankhon mein sapne dil mein leke
Pyaar mila tha saiyaan
Kya main karti saaiyan baiyan
Kya main karti saiyaan
Teri yaad mien kitni sadiyyan
Aah bharti saiyan
Lyricsmasti.com
Aaree Kuch to sharm kar leti
Aab kya kahengi duniya
Kyun uske sang ho li
Us peepal ki chaaiyaan
Socha nikal loon par pallu woh khencha
Zor se
Bola sandesa hai laaya woh teri aur se
Haaye dil ghayal
ZAkhmi jiya
Kaise jeeye ab tere piya
Maar diya dulhaniya tu ne
Maar diya dulhaniya
Jeete jee apne saiyaan ko
Maar diya dulhaniya
Yaar mila tha saaiyaaan ek din
Yaar mila tha saaiyaaan
Hai kusoor kya mera
BAtana yu sata
MAin teri raah takti thi
Raah takti thi to khafa
Ho gayi thi tu ya bewafa
Ke panghat pe
Ghoonghat ke bina
Jaa baithhi kaise tu woh bhi mere bina
Usi panghat pe
Jahan jhat se
Pehli baar thaami thi maine
Teree kalayi
Harjayi
Jahan dhoop se hum bache the jahan
nache the
Lyricsmasti.com
APne kadam
Aur besharam woh kalayi tu thama ke aayi
Haathon mein na jaane
Kis khotte ke
Kiss potte ke
Mere hote se par sote se
O O O
PAr tu ne hi to usse bheja na?
O O O O
Ke mera pyaar piya ko dejana
Yaar bulaya saiyaan
Lag jaa a gale dulhaniya
Bhooli saari duniya
Duniya lakh jale dulhaniya
Arre teri waffa ke kisse
Ab ga rahi hai duniya
Har maa kahe bete se
La aise dulhaniya
Haay dil ghayal Zakhami jiya
Jeeye bas jeeye ab mera piya
Feb 22, 2012
Posted by dazy on Feb 22, 2012 in Hindi Movies | 0 comments
Fiqrana ho ke hum jeeye…
khamakha hum jeeye na kyun…
beparvaah hoke hum jeeye…
khamakha hum jeeye na kyu…
fiqrana ho ke hum jeeye…
khamakha hum jeeye na kyun…
beparvaah hoke hum jeeye…
khamakha hum jeeye na kyu…
jeet-te hain adh adh ke hum
fir-tu hain fur fur fur se hum…
mil-te hain rom rom rom se hum…
chal-te hain dum dum dum se hum…
mehk-te gulzare mein hum…
chamak-te sitaro mein hum
dehk-te angaro mein hum
lehkte hawao mein
oh ye fiqrana… ye fiqrana…
oh ye fiqrana… ye fiqrana…
hain qaatil apni rangat
hain shatir apni sangat
thodhe se hum hain diwaane
yehi hain apni daulat
main puri karlu hasrat
main mann ki saari mannat
mujhe koi rok nahi… tok nahin…
main manmana…
hu junoon sukoon main sharara…
main mazaa… sazaa main aawaarah
yeh maan le main hoon ishq ka maara…
hone de yeh mulakate
thodhe din thodi si raate
sochenge fir yeh hum…
chahenge ya na chahenge hum…
jeet-te hain adh adh adh ke hum
fir-tu hain fur fur fur se hum…
mil-te hain rom rom rom se hum…
chal-te hain dum dum dum se hum…
mehk-te gulzare mein hum…
chamak-te sitaro mein hum
dehk-te angaro mein hum
lehk-te hawao mein
oh ye fiqrana… ye fiqrana…
oh ye fiqrana… ye fiqrana…
hain qaatil apni rangat
hain shatir apni sangat
thodhe se hum hain diwaane
yehi hain apni daulat
toh karlo sabse khilafat
tu ban jaa meri mohabbat
jahn se lad jaunga
mar jaunga… main mastana
toh shuru karu ishq badana
jo kahe woh lage hain rab ko pana
jo jale voh jale apna hain zamana…
honge sang jo humare
aasman ke yeh tare
milenge tab tum-hum
haan kar denge na na karenge hum…
jeet-te hain adh adh adh ke hum
fir-tu hain fur fur fur se hum…
mil-te hain rom rom rom se hum…
chal-te hain dum dum dum se hum…
mehk-te gulzare mein hum…
chamak-te sitaro mein hum
dehk-te angaro mein hum
lehk-te hawao mein
oh ye fiqrana… ye fiqrana…
oh ye fiqrana… ye fiqrana…