Currently Browsing: Hindi Movies
Dec 6, 2011
Posted by Trupti on Dec 6, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
Ladkon ki ungly pe,
Naache hai zamaanaa..
Oh..
Ladkon ki ungly pe,
Naache hai zamanaa..
Simple yeh funda hai,
Kudiyon ko bathana,
Loote nahi lut jaaye,
Jeete nahi pat jaaye,
Kudiyaan hai jebon mein rakh le,
(Kudiyaan nu thug le, thug le..2 times)
Thug le thug le thug le,
(Kudiyaan nu thug le, thug le ..3times)
Thug le, thug le, thug ley….
Ladkon ko lagta hai,
Easy jeet jaana,
Hey..Oh,
Ladkon ko lagta hai,
Easy jeet jaana,
Iss baar unko,
hara ke hai dikhana….
Badi badi haanke hai,
Yuhi hawaa phaanke hai,
Jebe bhari khali hai akalein…
Mundiyaan nu thug le, thug le,
Mundiyaan nu thug le, thug le,
Thug le thug le thug ley…
Mundiyaan nu thug le, thug le,
Mundiyaan nu thug le, thug le,
Mundiyaan nu thug le, thug le,
Thug le, thug le, thug ley….
Thug ley…
Na.. na.. na…
Jitni ghaas daalo,
Taarife nikhaalo,
Utne hai inke,
Bhaav badhte hain,
O..oo
Mauka taadte hain,
Chauka maarte hain,
Haath pakda do,
Sur pe chadhte hain,
Tode inki chaalein,
Sheh maat de daale,
Yeh maza maza leke chakh ley..
(Mundiyaan nu thug le, thug le ..3 times)
Thug le, thug le, thug le
Ho…..
Kudiyaan nu thug le, thug le,
Kudiyaan nu thug le, thug le,
Kudiyaan nu thug le, thug le,
Thug le, thug le, thug ley..
Ho ..oo
Kudiyaan nu thug le,
Hey..
Mundiyaan nu thug le,
Hey..
Ho Kudiyaan nu thug le,
Hey..
Mundiyaan nu Mundeyana nu thug le,
Hey..
Kudiyaan nu,
Mundiyaan nu,
Kudiyaan nu,
Mundiyaan nu,
Thug leyyyy..
Dec 6, 2011
Posted by Trupti on Dec 6, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
Kaantey rehne de Gulaab todh Le,
Neendhon Ki Tehniyon Se Khwaab Todh Lai,
Ho Kaantey Rehne De Gulaab Todh Lai,
Neendhon Ki Tehniyon Se Khwaab Todh Lai
Khwaishon Ki Hai Kahaaniyan Badi,
Chun Ley Kahaaniyan Kitaab Jodh Lai,
Bheegi Hai Zindagi Toh Yaara,
Padh Le Dil Ka Ishaara,
Saara Badal De Nazaraa…
Jagaale Tu Jagale Jazba Haye,
Jagaale Tu Jagale Jazba,
Jagaae Tu Jagale Jazba Haye,
Jagaae Tu Jagale Jazba,
Na Na Na.. Jazba..
Zara Sa,
Zara Sa Jagale Jazbaa…
Kya Karen Kya Nahin,
Khaali Khayalon Mein Paseena Kya Bahanaa,
Behtari Hai Yehi,
Karke Dikhane Ke,
Tareeke Aazmana,
Jitne Munh Utne Hi Baaton Mein Tu Naa Jaana,
Dil Ki Hi Tu Sun Na Dil Ko Apni Sunwa Na,
Sapno Ke Pahiyon Ko Yaara,
Speed Limit Na Gawana,
Khuli Udaano Ne Pukara,
Jagaale Tu Jagale Jazba Haye,
Jagaale Tu Jagale Jazbaa,
Jagaale Tu Jagale Jazba Hoye,
Jagaale Tu Jagale Jazbaa..
Hey Ya, Hey Ya…
Thap-Thapa Tu Zara,
Issi Iraadon Ki Tu Sustiyan Chudaa Ley,
Dab-Dabaa Hai Tera,
Raahon Ki Mushkilon Se Kustiyan Ladaa Ley,
Jo Hona So Hoga, Hone De Na Gabhrana,
Tu Apni Koshish Mein Kanjhoosi Na Kar Jaana,
Kismat Ke Lehron Pe Yaara,
Leke Nikal Tu Shikara,
Chamkega Tera Bhi Sitara,
Jagaale Tu Jagaale Jazba Haye,
Jagaale Tu Jagale Jazba,
Jagaale Tu Jagaale Jazba Hoye,
Jagaale Tu Jagale Jazba,
Na Na Na.., Jazbaa..
Hey Ya,
Hey Ya,
Jagaaley..
Dec 6, 2011
Posted by Trupti on Dec 6, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
Bach Ke Zara Zara,
Shaitaniyan Meri,
Oh Ladies, Oh Ladies,
Kar Ke Zara Zara Bemaaniyan Meri,
Oh Ladies, Oh Ladies,
Karun Seena Zori Seena Zori,
Tumhe Hona Ho Manzoor,
Phir Dil Ki Chori,
Dil Ki Chori Hai Mera Kya Kasoor,
Kya Karun Oh Ladies,
(Oo Kya Karun Oh Ladies Main Hoon Aadat Se Majboor.. 3 times)
(Huzoor, Huzoor Main Hoon Aadat Se Majboor ..2 times)
Main Hoon Aadat Se Majboor, Majboor,
Main Hoon Aadat Se Majboor..
Ricky Bahl Baby And He’s Smooth As Silk,
Before you can blink This Cat drinks The milk,
In different Wherever You Go,
You Never Seen Him Coming,
Keep Switching His Moves,
Chameleon Keeps Changing His Colour,
Conman Baby He Ain’t You Lover,
Con’s Karne Ki Hai Khujli,
Chakkma Deke He’s Out Of there Quickly,
Seedha Nahin Tedha Bio-Data Mera,
Lipstick Se Likhna Hai Mujhe,
Har Ek Haseena Ke Bank Account Ke,
Debit Mein Dikhna Hai Mujhe,
Zara Ji Hazuri Ji Hazuri,
Main Karta Hun Zaroor,
Phir Dil Ki Chori Dil Ki Chori,
Hai Mera Kya Kasoor,
Kya Karun Oh Ladies,
(Oo Kya Karun Oh Ladies Main Hoon Aadat Se Majboor.. 3 times)
(Huzoor, Huzoor Main Hoon Aadat Se Majboor ..2times)
(Aadat Se Majboor…)
Aankhon Ke Nicche Se Kajal Chura Lun Main,
Aisi Safai hai Meri,
Entry Hai Phoonk si,
Exit Toofan hai,
Yeh Mooh Dikhaai Hai Meri,
Kholun Har Tijori Har Tijori,
Haan Main Toh Hun Mashur
Phir Dil Ki Chori,
Dil Ki Chori Hai Mera Kya Kasoor,
Kya Karun Oh Ladies,
(Oo Kya Karun Oh Ladies Main Hoon Aadat Se Majboor..3 times)
Huzoor, Huzoor Main Hoon Aadat Se Majboor ..2 times)
Main Hun Aadat Se Majboor,
Main Hun Aadat Se Majboor,
Dec 1, 2011
Posted by Trupti on Dec 1, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
Koyi jaane naa ye kaisi aag hai,
Ye mere dil ko dasta,
Kaisa naag hai,
Har ghaadi main jisko dhoondun,
Haan kahin na kahin toh,
Mujhko mil hi jaayega Dushmann Mera,
Mujhe dhoondna aasaan hai kahaan,
Zameen dekh lo yaa aasmaan,
Main ikk pal yahaan,
Main ikk pal hun wahaan,
Nahin paaoge mera nishaan,
Jo koyi bhi mujhko dhoondey,
Woh kuch naa paayega,
Dil mein hi woh dil ke armaan,
Waapas le jaayega,
Samjhe zara Dushmann Mera,
Inn aankhon mein hai kaisi jwaala,
Iss ko mat boojhne dena,
Sun lo mera kehana,
Gussey mein kitni dilkash lagti ho tum,
Jabh tak bhi reh paao tum,
Gussey mein hi rehna aa….
Mera gussa toh dekhoge ek din,
Mere dil mein kya hai Jaanoge ek din,
Tumse main itna keh dun,
Woh din jab aayega,
Dil mein hi woh dil ke armaan,
Waapas le jaayega,
Samjhe zara Dushmann Mera.
Heere jo lagte hain,
Woh mumkin hai angaare ho,
Chingari lagte hai jo ho sakta hai taare ho,
Aankhen dhokha khaati hai,
Ye kis ko pata nahi,
Jaane kya hai yahaan,
Jaane yahaan kya nahi,
Hai yeh maya….
Chehre hain sab ek se,
Tu kaise pehchanega,
Dushman hai yaa dost hai,
Tu kaise ye jaanega,
Aankhen dhokha khaati hai,
Ye kis ko pata nahi,
Jaane kya hai yahaan,
Jaane yahaan kya nahi,
(Hai yeh maya ..3 times)
Dec 1, 2011
Posted by Trupti on Dec 1, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
Dooniya mein logo ne,
Phir apne dil thaame,
Aaya hun lekar main,
Phir kitne hungaamey,
Phir maine socha hai,
Main jeetu sabh haare,
Darwaaje khool jaaye,
Gir jaaye deewarein,
Mujhse takra paaya hai,
Mujhko pehchan lo,
Main Hoon Don,
Dooniya mujhe jo bhi kahe,
Iski mujhe parwah kya,
Mujhe toh ye dekhna,
Jeetnay ki hai raah kya,
Joh mujhe rokna chahe,
Unko hai kya yeh pata,
Don ko pakadna mushkil hi nahi ,
Naamumkin hai
Dooniya phir jeetne aaya kaun,
Don don don..
Mujhko pehchaan lo,
Main hun Don….