Currently Browsing: Hindi Movies
Jul 8, 2011
Posted by editor on Jul 8, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
Jab Jab Tere Paas Main Aaya,
Ik Sukoon Mila,
Jise Main Tha Bhoolta Aaya,
Woh Vajood Mila,
Jab Aaye Mausam Gham Ke,
Tujhe Yaad Kiya,
Hooo…
Jab Sehme Tanhapan Se.
Tujhe Yaad Kiya.
Hmmm,
Dil, Sambhal Ja Zara,
Phir Mohabbat Karne Chala Hai Tu,
Dil, Yahin Ruk Jaa Zara,
Phir Mohabbat Karne Chala Hai Tu,
Aisa Kyun Kal Hua,
Janu Naaaa Main Janu Na,
Ooo…
Dil, Sambhal Ja Zara,
Phir Mohabbat Karne Chala Hai Tu,
Dil, Yahin Ruk Jaa Zara,
Phir Mohabbat Karne Chala Hai Tu,
Jis Raah Pe, Hai Ghar Tera,
Aksar Waha Se, Ha Main Hoon Guzra,
Shayad Yahi, Dil Mein Raha,
Tu Mujh Ko Mil Jaye Kya Pata,
Kya Hai Yeh Silsala,
Janu Na Main Janu Na,
Ooo…
Dil, Sambhal Ja Zara,
Phir Mohabbat Karne Chala Hai Tu,
Dil, Yahin Ruk Jaa Zara,
Phir Mohabbat Karne Chala Hai Tu,
Kuch Bhi Nahi, Jab Darmiyan,
Phir Kyun Hai Dil Tere Hi Khwaab Bunta,
Chaha Ki De, Tujhko Bhula,
Par Yeh Bhi Mumkin Ho Na Aaka…
Aaaa…
Kya Hai Yeh Mamla,
Janu Na Main Janu Na,
Dil, Sambhal Ja Zara,
Phir Mohabbat Karne Chala Hai Tu,
Dil, Yahin Ruk Jaa Zara,
Phir Mohabbat Karne Chala Hai Tu,
Dil, Sambhal Ja Zara,
Phir Mohabbat Karne Chala Hai Tu.
Jul 7, 2011
Posted by Trupti on Jul 7, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
Kaisi kala yeh,
Dil mein bassi hai,
Ab toh khatayen,
Fitrat hi si hai,
Main hi woh,
Jo rehmat se ghira,
Aye khuda..
Ghir gaya, Ghir gaya,
Main jo tujhse dur hua,
Loot gaya, Loot gaya..
Aye khuda..
Ghir gaya, Ghir gaya,
Main jo tujhse dur hua,
Loot gaya,
Loot gayaaa,
Kaisi kala yeh,
Dil mein bassi hai,
Ab toh khatayen,
Fitrat hi si hai,
Main hi woh,
Jo rehmat se ghira,
Aye khuda,
Ghir gaya ..(2)
Main jo tujhse dur hua,
Loot gaya, Loot gaya..
Aye khuda………aaa
Aye khuda………aaa…..
Itni khatayen,
Tu lekar chala hai,
Daulat hi jaise,
Tera abh khuda,
Har pal bithaaye,
Tu jaise hawaa hai,
Gunaah ke saaye,
Mein chalta raha,
Samandar sa behkar,
Tu chalta hi gaya,
Ter marzi puri ki,
Tune han har dafaa..
Tu hi tera,
Mujrim bandayaa,
Aye khuda…
Gir gaya, Gir gaya,
Main jo tujhse dur hua,
Loot gaya,
Loot gaya..
Kyun judtaa,
Iss jahaan se tu,
ek din yeh,
Guzar hi jayega,
Kitna bhi samet ley yahan,
Mutti se phisal hi jayega.. Aa..aa..
Har shaksh hai dhul se bhara,
Aur fir usme hi jaa mila,
Yeh haqikat hai tu jaan ley,
Kyun sach se mooh hai ferta ..Aaa
Chahe jo bhi,
Hasrat puri kar le,
Rukegi na fitrat,
Yeh samajh le,
Mit jayegi teri hasti,
Bhar na payega,
Yeh dil bandayaa,
Aye khuda..
Gir gaya,Gir gaya,
Main jo tujhse dur hua,
Loot gaya, Loot gaya..
Gar tu soche tu hai ghira,
Mere haath ko thaam,
Uth zara,
Tere dil ke dar pe hun khada,
Mujhko apna le tu zara (Aa..aa..)
Tu kahe tu hai saaye se ghirha,
Teri rahon ka main noor hun,
Tere gunaah ko khud pe le liya,
Meri nazaron mein bekasoor tu (Aaa………)
Aisa koi manzar,
Tu dikh la de,
Mujhe koi,
Shaksh se milaa de,
Aisa koyi dilse,
Tu sunwa de,
Ke zakham koi ..(Ke zakham koi)
Use na mila ..(Use na mila)
Aye khuda..
Ghir gaya, Ghir gaya…
Main jo tujhse dur hua
Loot gaya
Loot gaya..
Aaa……..aa…..aa…..
Jul 7, 2011
Posted by Trupti on Jul 7, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
Yeh raat rukh jaaye,
Baat thum jaaye..
Teri bahoan mein,
Khwaishey jhagi hain,
Pyaase pyaase laboan pe,
Sii..
Khud ko jhala dun,
Aaghosh mein..
Mere aaj samah jaa..
Jaane kya hona hai kal,
Aa zara..
Kareeb se jo pal mile,
Naseeb se,
Aa ja zara,
Kareeb se jo pal mile,
Naseeb se jile…
Yeh jahan..
Saara bhool kar..
Jismon ke saaye tale,
Dheemi dheemi saanse,,
Chale raat bhar,
Pal do pal,
Hum hain humsafar,
The abhi dono yahan,
Honge subah jaane kahan,
Kya khabar,
Aa ja zara,
Khud ko mujhme milaa ja..
Jaane kya hona hai kal,
Aa zara,
Kareeb se jo pal mile,
Naseeb se,
Aa ja zara,
Kareeb se jo pal mile,
Naseeb se jile…
Khwaab hun,
Main toh makhmali,
Palkon mein le ja mujhe,
Maine diya mauka tujhe ajanabi…hi…
Hosh mein ..(Hosh mein)
Aaye naa abhi,
ek dujhe mein hi kahin,
Khoyi rahe teri meri zindagi..
Khamoshiyan dhadkanon ki,
Sunaa jaaa..
Jaane kya hona hai kal,
Aa zara,
Kareeb se jo pal mile,
Naseeb se,
Aa jaa.. (Aa jaa..)
Jo pal mile,
Naseeb se jile..
Raat rukh jaaye,
Teri bahooa mein,
Aaghosh mein,
Aaj mere samah.. jaa
Jaane kya hona hai kal,
Aa zara,
Kareeb se jo pal mile,
Naseeb se,
Aa, aa zara,
Kareeb se jo pal mile
Naseeb se jile..
Jul 7, 2011
Posted by Trupti on Jul 7, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
Owhh..ha..oh..
Hey khash..
Khash yun hota
Har shyaam
Saath tu hotha
Chup chap..
Dil na yun rotha
Har shyaam..
Saath tu hota..
Guzara ho tere, bin guzara
Abh muskil hai lagta
Nazara ho tera, hi nazara
Ab har din hai lagta..
Haal e dil tujhko sunaata
Dil agar yeh Bol pata
Bakhuda tujhko hai jata jaan..
Aaha tere sang jo pal bitata
Wakt se main woh mang laata
Yaad karke muskurata haan
Woho…..oo….ho…..oo….ho……
Woho…..oo….ho….oo….ho……
Tu meri rah ka sitaara…
Tere bina hun main awaara…
Jab bhi tanhai ne sataaya…
Tujhko besakhta pukara…
Aa..chahte meri la fana
Par meri jaan
Dil mein hun rakhta han..haan..
Haal e dil tujhko sunata
Dil agar yeh bol pata
Bakhuda tujhko.. hai jata jaan..
Tere sang jo pal bitata
Wakt se main woh mang lata
Yaad karke muskurata haan…
Woho…..o….ho…..o….ho……
Woho…..o….ho…..o….ho……
You’re love to me
I know love whats meant to be
I know you feel it too
come I love get you
Khwaabon ka kab tak lun sahara…
Ab toh tu aa bhi ja khudara…
Meri ye dono pagal aankhen….
Har pal maange tera nazara…..
Aa..samjhao inko kis tarah..
Inpe mera.. mera
Bas nahi chalta han.. haan…
Haal e dil tujhko sunata
Dil agar yeh bol pata
Bakhuda tujhko.. hai jata jaan..
Aaha tere sang jo pal bitata
Waqt se main woh mang lata
Yaad karke muskurata haan…
Woho…..o….ho…..o….ho..(3)
Jul 7, 2011
Posted by Trupti on Jul 7, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
Haal-eh-dil, Haal-eh-dil,
Tumsey kaise kahun,
Yun kabhi aake mil,
Tumsey kaise kahun,
Yaadhon mein,
Kaboon mein,
Aapki chab mein rahe,
Haal-eh-dil, Haal-eh-dil,
Tumsey kaise kahun,
Oh..hum toh udhar si rahe,
Hoth yun silse rahe,
Tere hi jhoolfon ke gaane,
Yun toh sau khath bhi likhey,
Karpan mein rat bhi liye,
Teri kahani dhorake,
Kabse yeh,
Keh rahe,
Aapki chab mein rahe..
Haal-eh-dil, Haal-eh-dil,
Tumsey kaise kahun,
Haal-eh-dil, Haal-eh-dil,
Tumse kaise kahun,
Yaadhon mein,
Kaboon mein,
Aapki chab mein rahe..
Haal-e-dil, Haal-e-dil,
Tumsey kaise kahun,
Haal-eh-dil,Haal-eh-dil,
Tumsey kaise kahun,
Haal-eh-dil, Haal-eh-dil,
Tumsey kaise kahun,
Yun kabhi aake mil,
Yun kabhi aake mil,
Tumsey kaise kahun,
Haal-eh-dil,(Haal-e-dil..)
Haal-eh-dil
Tumsey kaise kahun
Haal-eh-dil, Haal-eh-dil
Tumsey kaise kahun
Haal-eh-dil
Haal-eh-dil
Tumsey kaise kahun