search
top
Currently Browsing: Hindi Movies

Help – Kehna Hai

Do bhole Se naina,
Sach Bole Hai haina,
Chaahaton ka hai samaa,
Khwaishein bhi hai jawan..2

Kehna hai jo na keh saka,
Tu mere jeene ki wajah,
Kehna hai jo na keh saka,
Tu mere jeene ki wajah..2

Do bhole Se naina,
Sach Bole Hai haina,
Chaahaton ka hai samaa,
Khwaishein bhi hai jawan..2

Kehna hai jo na keh saka,
Tu mere jeene ki wajah,
Kehna hai jo na keh saka,
Tu mere jeene ki wajah..2

Palkon ke saaye mein,
Tujhko aa mein chupa loon,
Dhundega zamana,
Tu kaha na batana..2

Kehna hai jo na keh saka,
Tu mere jeene ki wajah,
Badal mein tu toh hai hawa,
Tu mere jeene ki wajah..2

Dabangg – Udd Udd Dabangg

Udd udd dabangg.. dabangg.. dabangg.. dabangg..4

Mann balwaan lagey,
chattaan rahe maidaan mein aagey
Udd udd dabangg.. dabangg.. dabangg.. dabangg..2

Jo jhunjaar ho tyaar,
Wahi sardar sa lagey,
Udd udd dabangg.. dabangg.. dabangg.. dabangg..2

Daar ko kaate re,
Cheer dhare sanatte re,
Jab veer bhare khunkhaare,
Udd udd dabangg dabangg dabangg dabangg..2

Arrey mann balwaan lagey,
Chattaan rahe maidaan mein aagey,
Udd udd dabangg dabangg dabangg dabangg..2

Jab gagan agan barsawe re,
Woh thandi pawan ban jaave re,
Jo sab ka baar uthaave re,
hai wohi dabangg,
Ho jab ghadi kathin si aavi re,
Woh jath se sabal ban jaave re
Jo sab ko paar lagawe re,
hai wohi dabangg,
Daar ko kaate re,
Cheer dhare sanatte re,
Jab veer bhare khunkhaare,
Udd udd dabangg dabangg dabangg dabangg..2

Jab baat aan pe aave re,
Woh baan karaj pe khaawe re,
Woh sab ke praan bachawe re,
Hai wohi dabangg,
Woh shoorveer kehlawe re,
Sarkaal bane mandraave re,
Dushman ko maar girawe re,
Hai wohi dabangg,
Daar ko kaate re,
Cheer dhare sanatte re,
Jab veer bhare khunkhaare,
Arrey mann balwaan lagey,
Chattaan rahe maidaan mein aagey,
Udd udd dabangg dabangg dabangg dabangg..2

Jo jhunjaar ho tyaar,
Wahi sardar sa lagey,
Udd udd dabangg dabangg dabangg dabangg…2

Udd udd dabangg dabangg dabangg dabangg..4

Dabangg – Tere Mast Mast Do Nain I

Taakte rehte tujhko saanjh savere,
Nainon mein haye..2

Taakte rehte tujhko saanjh savere,
Nainon mein bansiya jaise nain yeh tere..2

Tere mast mast do nain,
Mere dil ka le gaye chain,
Mere dil ka le gaye chain,
Tere mast mast do nain..2

Pehle pehal tujhe dekha toh,
Dil mera dhadka haye dhadka haye..2

Jal jal utha hoon main shola jo pyaar ka,
Bhadka haye bhadka bhadka haye,
Neendhon mein gul gaye hain sapne jo tere,
Badle se lag rahe hain andaaz mere..2

Tere mast mast do nain,
Mere dil ka le gaye chain,
Mere dil ka le gaye chain,
Tere mast mast do nain..2

Tujhse shuru huyi,
Tujhpe hi khatam ho,
Duniya meri,
Duniya duniya meri,
Tujhse shuru huyi,
Tujhpe hi khatam ho,
Duniya meri,
Duniya duniya meri,
Yeh baat dil mein thi,
Nainon ne bol di,
Main hoon teri,
Main hoon main hoon teri,
Tujhko hi yaad kar ke,
Aanhein baroon main,

Milke bhi mil na paun,
Ab kya karoon main..2

Tere mast mast do nain,
Mera dil ka le gaye chain,
Mera dil ka le gaye chain,
Tere mast mast do nain,

Taakte rehte tujhko saanjh savere,
Nainon mein bansiya jaise nain yeh tere..2

Tere mast mast do nain,
Mere dil ka le gaye chain,
Mere dil ka le gaye chain,
Tere mast mast do nain..2

Tere mast mast do nain,
Mere dil ka le gaye chain,
Tere mast mast do nain.

Dabangg – Tere Mast Mast Do Nain

Taakte rehte tujhko saanjh savere,
Nainon mein haye..2
Taakte rehte tujhko saanjh savere,
Nainon mein bansiya jaise nain yeh tere..2

Tere mast mast do nain,
Mere dil ka le gaye chain,
Mere dil ka le gaye chain,
Tere mast mast do nain..2

Pehle pehal tujhe dekha toh,
Dil mera dhadka haye dhadka dhadka haye..2
Jal jal utha hoon main shola jo pyaar ka,
Bhadka haye bhadka bhadka haye,
Neendhon mein gul gaye hain sapne jo tere,
Badle se lag rahe hain andaaz mere..2

Tere mast mast do nain,
Mere dil ka le gaye chain,
Mere dil ka le gaye chain,
Tere mast mast do nain..2

Maahi be aap sa,
Dil yeh betaab sa,
Tadpa jaaye tadpa tadpa jaaye..2
Nainon ke jheel mein,
Utra tha yunhi dil,
Dooba jaaye dooba dooba jaaye,
Hosho hawa salab toh khone lagey hain,
Hum bhi deewane tere hone lagey hain..2

Tere mast mast do nain,
Mere dil ka le gaye chain,
Mere dil ka le gaye chain,
Tere mast mast do nain,

Taakte rehte tujhko saanjh savere,
Nainon mein bansiya jaise nain yeh tere ..2

Tere mast mast do nain,
Mere dil ka le gaye chain,
Mere dil ka le gaye chain,
Tere mast mast do nain ..3

Dabangg – Munni Badnaam

Munni badnaam hui,
Darling tere liye,
Munni ke gaal gulabi,
Nain sharabi,
Chaal nawabi re,
Le zandu balm hui,
Darling tere liye,
Munni badnaam hui,
Darling tere liye ..2

Shilpa sa figure,
Bebo si adaa ..2
Hai mere jhatke mein filmi mazaa,
Re filmi mazaa,
Haye tu na jaane mere nakhre ve ..2
Laakhon rupaiya udaa,
Ve main taksaal hui,
Darling tere liye,
Cinema hall hui,
Darling tere liye,
Munni badnaam hui,
Darling tere liye,

O munni re.. o munni re,
Tera gali gali mein charcha re,
Hai jama ishq da,
Ishq da parcha re,
Jama ishq da,
Ishq da parcha re,
O munni re,

Kaise anaari se paala pada,
Ji paala pada,
Ho kaise anaari se paala pada,
Ji paala pada,
Bina rupaiye ke aake khada,
Mere peechay pada,
Popat na jaane mere peechay woh Saifu,
Haye haye maar hi daalogi kya,
Popat na jaane mere peechay Saifu se leke Lambhu khada,
Item yeh aam hui,
Darling tere liye,
Item yeh aam hui,
Darling tere liye,
Munni badnaam hui,
Darling tere liye,

Hai tujh mein poori botal ka nasha,
Botal ka nasha,
Hai tujh mein poori botal ka nasha,
Botal ka nasha,
Kar de budaape ko,
Kar de jawan re,
kar de jawan,
Honthon pe gaali,
Teri aankhein dulaali, haye,
Honthon pe gaali,
Teri aankhein dulaali re de hai jiya,
Tu item bomb hui,
Darling tere liye,
Munni badnaam hui,
Darling mere liye,
Munni ke gaal gulabi,
Nain sharabi,
Chaal nawabi re,
Le zandu balm hui,
Darling tere liye,
Munni badnaam hui,
Darling tere liye,
Baat yeh aam hui,
Darling tere liye,
Be Hindustan hui,
Darling tere liye,
Amiya se aam hui,
Darling mere liye,
Le zandu balm hui,
Darling mere liye,
Seenay mein hole hui,
Tere tere tere liye,
Aale badnaam hui,
Haanji haan tere liye,
Le sareaam hui,
Darling tere liye,
Darling tere liye ..3

Page 6 of 125« First...45678102030...Last »
top