Mar 21, 2012
Posted by dazy on Mar 21, 2012 in Hindi Movies | 0 comments
Loneliness is killing everyone
Tera mera mera tera dushman, ye akelaapan
loneliness is killing everyone
(tera mera mera tera dushman, ye akelaapan
aaja aaja – 3 mere naal jaaneman
loneliness is killing everyone) – 2
Iss dard-e-dil se hum aashana
bheege bheege dil ke saare armaan
nazaron mein tera intjaar hain
abb karaar bhi kyun bekaar hain
tera mera mera tera dushman, ye akelaapan
aaja aaja – 3 mere naal jaaneman
loneliness is killing everyone
Suni suni lagati saari duniya
ishq mera kya tere bina
chain se na beetein abb ek pal
kaayishon mein jaane kyun hain halchal
tera mera mera tera dushman, ye akelaapan
aaja aaja – 3 mere naal jaaneman
loneliness is killing everyone
loneliness is killing everyone
Mar 21, 2012
Posted by dazy on Mar 21, 2012 in Hindi Movies | 0 comments
Teri ummid, teri baatein
Woh lamha lamha katati tere naam se raatein
Dard se yuun mulaakaat hogi
Dil ne ye na jaana
Nazdikiyon mein duriyon ki baat??? hogi
Dil ne ye na jaana,
Teri yaadon ke ghane saayein
Yeh kaise manjar par mujhko hain lekar aayein
Is tarah ashq ki barsaat hogi
Dil ne ye na jaana, (na jaana –
Teri ummid, teri baatein
Woh lamha lamha katati tere naam se raatein
Is tarah bechaingi mere saath hogi
Dil ne yeh na jaana, (na jaana – 
Dard se yun mulaakaat hogi – 2
Dil ne ye na jaana, (na jaana – 
Na jaana
Mar 21, 2012
Posted by dazy on Mar 21, 2012 in Hindi Movies | 0 comments
Aamin aamin aamin aamin – 2
Meri khaayish tu, mera sajada tu – 2
Tere ishq ko paanvu aye naajani
Aamin aamin aamin aamin – 2
Meri khwaaish tu, mera sajadaa tu
Tere ishq ko paanvu aye naajaneen
Aamin aamin aamin aamin – 2
Tu hi meri yaadon ka taram
Tu hi meri jaan hain
Tu hi meri chaahato ki bandish
Tu hi armaan hain
Tere bina ek pal na gujare
Tujhpe dil kurbaan hain
Meri khaayish tu, mera sajadaa tu
Tere ishq ko paavu aye naajaneen
Aamin aamin aamin aamin – 2
Bechain dil ki ummidon ka
Tujhpe hi daaromadaar???
Teri kashish tera ishq mere
Jehnojiyaan pe sawaar
Mere khayaalon ne raat aur din
Chaaha tujhe beshumaar
Meri khaayish tu, mera sajadaa tu
Tere ishq ko paavu aye naajaneen
Aamin aamin aamin aamin – 6
Mar 21, 2012
Posted by dazy on Mar 21, 2012 in Hindi Movies | 0 comments
Afreen tera chehra
Afreen teri aankhen
Afreen tera Manjar
Afreen teri baatein
Tera pyaar pana hai
Chahe jo ho
Pyaar yeh nibhaana hai
Chahe jo ho
Tera pyaar pana hai
Chahe jo ho
Teri Tammna hai
Tera basera hai
Dil ke ashiyane mein
Masuam ke aane mein
Masuam ke jaane mein
Tu har fhasane mein
Meri rooh talak tu samai hai
Meri ishq yeh gehrai hai
Masoos karu tujhe har lamha
Mere eshsaso pe tu chai hai
Afreen tera chehra
Afreen teri aankhen
Afreen tera Manjar
Afreen teri baatein
Tera pyaar pana hai
Chahe jo ho
Pyaar yeh nibhaana hai
Chahe jo ho
Teri hi armaan hai
Meri duao ki
har ajmaish mein
Teri hi bechaini
Din raat behti hai
Saaason ki khwaaish mein
Betaabi ka woh aalam hai
Tere dard mein hi chain aata hai
Tera chain bada begardi hai
Woh deke sukun tadpata hai
Mar 20, 2012
Posted by dazy on Mar 20, 2012 in Hindi Movies | 0 comments
Ishq toh mast hai,ishq toh mast hai
Dum dum dum mast hai
Kaisi yeh jast hai
Dum dum dum mast hai
Kaisi yeh jast hai
Teri dhun mein dil hai banjaara
Dum dum dum mast hai
Kaisi yeh jast hai
Dum dum dum mast hai
Kaisi yeh jast hai
Teri dhun mein dil hai banjaara
Muteyaara pe vaara, ghar jaidaad sab haara
Muteyaara pe vaara, ghar jaidaad sab haara
Par maane na maane na mann mann ke
Par maane na maane na mann mann ke
Khaam kha deewaana hai yeh
Dum dum dum mast hai
Kaisi yeh jast hai
Dum dum dum mast hai
Kaisi yeh jast hai
Kaahe chanda mere yaara
Main tanha ek taara
Dum dum mast hai
Kaisi yeh jast hai
Dum dum dum …
Ishq hai
Ishq talatum, ishq bawandar
Ishq di galiyon mein gehra samandar
Ho ishq talatum, ishq bawandar
Ishq di galiyon mein gehra samandar
Aawaara naakaara tar doob doob bechaara
Aawaara naakaara tar doob doob bechaara
Par maane na maane na mann mann ke
Par maane na maane na mann mann ke
Khaam kha deewaana hai yeh
Dum dum dum mast hai
Kaisi yeh jast hai
Dum dum dum mast hai
Kaisi yeh jast hai
Dum dum dum …
Juk jaayiye pyaar par juk jaayiye
Haar kar juk jaayiye, pyaar kar
Juk jaayiye pyaar par juk jaayiye
Haar kar juk jaayiye, pyaar kar
Ishq mein kar ke, rab se yaari
Dil hai bhoola wahi duniya-daari
Ishq mein kar ke, rab se yaari
Dil hai bhoola wahi duniya-daari
Jannat se bhi pyaara yaaran da chauk chaubaara
Jannat se bhi pyaara yaaran da chauk chaubaara
Par maane na maane na mann mann ke
Par maane na maane na mann mann ke
Khaam kha deewaana hai yeh
Dum dum dum mast hai
Kaisi yeh jast hai
Dum dum dum mast hai
Kaisi yeh jast hai
Kaahe chanda mere yaara
Main tanha ek taara
Dum dum dum mast hai
Kaisi yeh jast hai
Juk jaayiye, juk jaayiye ..