search
top
Currently Browsing: Hindi Movies

Aye Khuda – Paathshala

Aye Khuda

Aye Khuda Mujhko bata
Tu Rehta Kahan Kya Tera pata
Hum to yahan pe Musafir hai
Jo Dhundhe Apni Manzil ka Pata

Aye Khuda Mujhko bata
Tu Rehta Kahan Kya Tera pata~pata
Hum to yahan pe Musafir hai
Jo Dhundhe Apni Manzil ka Pata

Yaara Teri Yaad Aati hai
Jaan Meri Jaan Jati hai
Tanhayion mein rehta hoon
Khud Se hi aksar yeh kehta hoon
Kyun Tune Dil Toda
Kyun tune yun chhoda
Kyun tera ab bhi rahe dil ko Intezaar
Kyun Chali Aati hai
Kyun Tadpati hai
Kyun Hoon abb bhi mein yun bekaakaar

Aye Khuda Mujhko bata
Tu Rehta Kahan Kya Tera pata
Hum to yahan pe Musafir hai
Jo Dhundhe Apni Manzil ka Pata

Fasle han magar
Phir bhi tu door nahi
Mana ki Hum to hai
Par tu majboor nahi

Har lambah mujhko yeh tadpati
Jaan meri jaan jati
Tanhayion mein rehta hoon
Khud Se hi aksar yeh kehta hoon
Kyun Tune Dil Toda
Kyun tune yun chhoda
Kyun tera ab bhi rahe dil ko Intezaar
Kyun Chali Aati hai
Kyun Tadpati hai
Kyun Hoon abb bhi mein yun bekaakaar

Aye Khuda Mujhko bata
Tu Rehta Kahan Kya Tera pata
Hum to yahan pe Musafir hai
Jo Dhundhe Apni Manzil ka Pataa

Yaara Teri Yaad Aati hai
Jaan Meri Jaan Jati hai
Tanhayion mein rehta hoon
Khud Se hi aksar yeh kehta hoon
Kyun Tune Dil Toda
Kyun tune yun chhoda
Kyun tera ab bhi rahe dil ko Intezaar
Kyun Chali Aati hai
Kyun Tadpati hai
Kyun Hoon abb bhi mein yun bekaaraar

Phoonk De – No Smoking

Phoonk, Phoonk, Phoonk De Re, Phoonk De Re Phoonk……….
Hayaat Phoonk De, Hawaas Phoonk De
Ke Saans Se Sila Huva Libaas Phoonk De
Phoonk, Phoonk, Phoonk De Re, Phoonk De Re Phoonk……….

Sar Chadhi Hai Khumaari, Aur Jamin Dolati Hai
Bejubaan Daastaan Yeh, Raatbhar Bolati Hain
Lab Pe Jal Rahi Hain, Woh Baat Phook De
Honton Se Raat Ko Yeh Raakh Phoonk De
Toh Phoonk De Raakh Phoonk, Phoonk De Raakh Phoonk De
Phoonk De Hawaat Phoonk, Phoonk De
Phoonk, Phoonk, Phoonk De Re, Phoonk De Re Phoonk……….

Jab Nasha Tutataa Hai, Kitne Tukade Gire ????
Hosh Chunane Lage Hum, Hum Bhi Kya Sar Phire Hain
Lab Pe Jal Rahi Hain, Woh Baat Phook De
Honton Se Raat Ko Yeh Raakh Phoonk De
Phoonk De Yeh Raakh Phoonk, Phoonk De Yeh Raakh Phoonk De
Phoonk De Hawaat Phoonk, Phoonk De

Phoonk, Phoonk, Phoonk De Re.

Jab Bhi Cigrate Jalti Hai Jazz – No Smoking

hey!! i wana tell u abt this thing
this stick call da cigrate
yeah hhh

hmm phir talab talab hai talab talab
phr shabab hai talab

Shaam hone lagi hai
Shaam hone lagi
lal hone lagi hai
lal hone lagi
Jab kabhi

Jab bhi cigrate jalgti hai
Mein jalta hoon
Aaag pe pao padta hai
Kambhat dhuye mein chalta hoon

Jab bhi cigrate jalti hai
Mein jalta hoon

Phir kisine jalali ek diya salai 2
Aassman jal utha hai
Samne jhaag udai

Uble jaisa sulagta hoon
Kabmbhat dhuye mein jalta hoon

Lambe dhage dhuye ke 2
Saansein silne lage hain
Pyaas udhadhi hui hai
hoonth silne lage hai

Shaam hone lagi hai
Shaam hone lagi
lal hone lagi hai
lal hone lagi

Har bar dhuye jo nigalta hoon
Kambhat dhuye mein jalta hoon

Jab bhi cigrate jalgti hai
Mein jalta hoon
Aaag pe pao padta hai
Kambhat dhuye mein chalta hoon

Jab bhi cigrate jalgti hai
Mein jalta hoon

Yeh Ash Tray – No Smoking

Bhaut se aadhe bhujhe hue din
Pade hue hai ismein
Bhaut se aadhi jali hui raatein gir padi hai ]2

Yeh
Ash Tray
Bharti ja rahi hai

sulag rage hain sulag rahe hain
Yeh
Ash Tray
Bharti ja rahi hai

Dhua lipta hai dhua
Dhua dhua
dhua dhua
dhua dhua
dhua lipta hai bazigar ki tarah hawa se 2

woh pal ke pal kha ke uth raha hai

Tamaam kartab dekha raha hai

Yeh
Ash Tray
Bharti ja rahi hai

na haat daalo
ke waqt se cheenu chuye
lambho ki raat garm hai

ke waqt se cheenu chuye
lambho ki raat garm hai

Ungleiya jaleyin gi

Yeh
Ash Tray
puri bhar gai hai

Kash Laga Kash Laga – No Smoking

Kash laga

Zindagi hai kash laga 2
Hasrato ki raakh uda
Yeh jahan pani hai
Bulbula hai pani hai
Bulbulon pe rukna kya
Paniyon mein bheta ja bheta ja

Kash laga
Kash laga
Kash laga
Kash laga

Jalti hai tanhaiyan
Kati hai raat raat jag jag ke
Udti hai chingariyan
Gucche hai lal lal gili aag ke
oh Khilti hai jaise jalte
Jugnu ho beliyon mein
Aakhein lagi ho jaise

Do din ka aag hai yeh
Sara jahan dhua

Do din ki zindagi mein
Dono jahan ka dhua

Yeh jahan pani hai
Bulbula hai pani hai
Bulbulon pe rukna kya
Paniyon mein bheta ja bheta ja

Kash laga
Kash laga
Kash laga
Kash laga

Chohti hui bastiyan
Jata hoon bar bar ghom ghoom ke
Milte nahi woh nishaan
Chode the dahliz chom chom ke

Jo aaye chad jayenge
Jungle ki kyariya hain
Pagdandiyon per milna do din ki yaariyan hai
Kya jane kaun jaye pari se pari aye
Hum bhi katar mein hai
Jab bhi sawari aaye

Yeh jahan pani hai
Bulbula hai pani hai
Bulbulon pe rukna kya
Paniyon mein bheta ja bheta ja

Kash laga
Kash laga
Kash laga
Kash laga

Page 89 of 305« First...102030...8788899091...100110120...Last »
top