search
top
  • Movie / Album 1971
  • Release Year 2007
  • Singers Choir
  • Lyrics Dr. Gopaldas Neeraj

khoon mein dharati nahaaye
aag barase aasmaan se
hain kasam mujhko tumhaari
main ladunga main ladunga

jung jitane rang badale
badale dhan badale
kwaayishe mit jaaye
gum ho sapne apane
khoon mein dharati nahaaye
aag barase aasmaan se
hain kasam mujhko tumhaari
main ladunga main ladunga
(kaal ke antim palon tak
kaal ke antim ghadi tak
hain kasam mujhko tumhaari
main ladunga main ladunga)

jisam marate hai, na marati aatma
phool marata hai, na marata baagba
saamane hai desh, hai apana aasamaan
khoon mein dharati nahaaye
aag barase aasmaan se
hain kasam mujhko tumhaari
main ladunga main ladunga
(kaal ke antim palon tak
kaal ke antim ghadi tak
hain kasam mujhko tumhaari
main ladunga main ladunga)

top