Yeh mojeza bhi mohabbat kabhi dikhaaye mujhe,
Ke sang tu jhpe gire aur zakhm aaye mujhe,
Wo meharbaa hai tho inkraar kyoo nahin kartha,
Wo badgumaa hai tho sau baar aazmaaye mujhe,
Wo mera dost hai saare jahaan ko hai maaloom,
Daga kare wo kisi se tho sharm aaye mujhe.
Main apni zaat mein neelam ho raha hoon qateel,
Gham-e-hayaat se keh do khareed laaye muJhe.
More songs from the album
- Tumhari Anjuman Se Uth Ke Deewane Kahan Jate
- Sadma To Hai Mujhe Bhi Keh Tujhse Juda Hoon Main
- Angdai Par Angdai Leti Hai Raat Judai Ki
- Pareshan Raat Sari Hai Sitaron Tum To So Jao
- Apne Hathon Ki Lakeeron Mein Basa Le Mujhko
- Dil Ko Gham-E-Hayat Gawara Hai In Dinon
- A Milestone – Yeh Mojeza Bhi
- Milkar Juda Hue
