search
top
  • Movie / Album Aamir
  • Release Year 2008
  • Singers Amit Trivedi, Amitabh, Murtuza Qadir
  • Lyrics Amitabh

allah….
aani jaani hai kahaani bulbule si jindagani
banati kabhi bighadati, tej hawa se ladati bhidati
ha raham ha raham farma ai khuda – (2)
mehfuz har kadam karana ai khuda, ai khuda – (2)

saanson ki suti dor anuthi, (jal jaayegi -2)
band jo laaye the haath ki muththi (khul jaayegi -2)
bhagwan kare kaaya yeh ujali mitti mein mil jaayegi
chaahe jitani shamaaye roshan kar le dhup toh dhal jaayegi, jaayegi
ha raham ha raham farma ai khuda – (2)
mehfuz har kadam karana ai khuda, ai khuda – (2)

sone chamak mein sikko khanak mein (milata nahi -2)
dhul ke jarro mein dhunde koyi toh, (milata wahi -2)
kya majaal teri marji ke aage, bando ki chal jaayegi
taane ungali jo tu katputali ki, chaal badal jaayegi, jaayegi
ha raham ha raham farma ai khuda – (2)
mehfuz har kadam karana ai khuda, ai khuda – (2)

ha raham ha raham farma………. allah allah….

top