Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha (repeat more than 15 times)
Jwaala si chalti hai,
Aankhon mein jiske bhi,
Dil mein tera naam hai..
Parvah hi kya uska,
Aarambh kaisa hai,
Aur kaisa parinam hai.. ye..
Dharti ambhar sitar,
Uski nazare utaare,
Darr bhi usse dara re,
Jiski rakhwaliya re…
Karta saaya tera,
Jai deva Shri Ganesha
(Deva Shri Ganesha ..5times)
Hooo…
Teri bhakti ka vardaan hai,
Joh kamaaye vo dhanvaan hai,
Bin kinare ki kashti hai vo..
Deva tujhse jo anjaan hai…
Yoon toh mushak savari teri,
Sab pe hai pheredari teri,
Paap ki aandhiyan na kaha,
Kabhi jyoti na haari teri…
Apni takdeer ka woh,
Khudh sikander hua re,
Bhool ke yeh jahaan re,
Kiski silien ya haare,
Saath paya tera he,
Hey Deva..
Shree Ganesha
(Deva Shree Ganesha..6 times)
Hoo..
Teri dhuli ka teeka kiye,
Deva joh bhakth tera jeeye,
Usse amrit ka hai moh kya,
Hass ke vissh ka wo pyaala piye..
Teri mahima ke chaya taale,
Kaal ke raath ka pahiya chale,
Ek chingari pakshodh se,
Khadi Ravaan ki Lanka jale..e..
Shatruon ki katare,
Ek akele se haare,
Kand bhi parvat hua re,
Sharok ban ke jahan re..
Naam aaya tera,
Hey Deva.. Shri Ganesha…
(Deva Shri Ganesha..8 times)
Ganapati bappa moriya…..
Ghalin lotangan vandin charan,
Dolyani pahin rup tujhe,
Deva Preme alingan anande pujin,
Bhave ovaleen mhane nama,
Twameva mata, cha phita Twameva
Twameva bandhuscha sakha twameva.
Twameva vidya, dravinum twameva,
Twameva sarvam mama deva deva,
Kayena vacha manasendriyenva,
Buddhyatmana va prakritiswabhavat,
Karoomi yadhyath sakalam parasmai,
Narayanayeti samarpayami,
Achyutam keshavam ramnarayanam,
Krushanadamodaram vasudevam bhaje,
Shridharam Madhavam gopikavallabham,
Janaki nayakam ramchandra bhaje,
Hare ram hare ram,
Ram ram hare hare,
Hare krishna hare krishna,
Krishna krishna hare hare,
Hare ram hare ram,
Raam ram hare hare,
Hare krishna hare krishna,
Krishna krishna hare hare,
