search
top
  • Movie / Album Billu Barber
  • Release Year 2009
  • Lyrics Sayeed Quadri

Bheegi palkon se yahaan
ab na jaane woh kahaan hai
tha jo mera aashiyaan
kabse usko dhoodhta hoon
bheegi palkon se yahaan
ab na jaane woh kahaan hai
tha jo mera aashiyan
rabba mere mujhko bata
hai

Di mujhe kyun yeh sazaa
ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaan…
ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaa
ooo

Ek chhota sa jahaan tha
chand khudhiyon se bhara
usko mujhse cheen ke
mil gaya tujhko bhi kya
ooo

Ek chhota sa jahaan tha
chand khudhiyon se bhara
usko mujhse cheen ke
mil gaya tujhko bhi kya
ab hai fatak sirf jaan
kar doon mai vo bhi aata

Ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaa

Ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaa

Waqt ke kitne nishaan hai
zarre zarre mai yahan
ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaa

Ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaa

Kabse usko dhoodhta hoon
bheegi palkon se yahaan
ab na jaane woh kahaan hai
tha jo mera aashiyan
rabba mere mujhko bata
hai

Di mujhe kyun yeh sazaa
ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaa

Ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaa

Ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaa

Ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaa

More songs from the album

top