search
top

Sajanaa aaja,
Sajanaa aaja,

Hum tum train ki,
Do patri ki tarah,
Hum tum train ki,
Do pattri ki tarah,
Chalte rahe saath saath,
Milne ki tamanna mein,
Dil jaanta,
Nahi milengi,
Par ek ummeed hai,
Joh tooty nahi,
Meri jaan…oooo

Ham tum train ki,
Do pattri ki tarah,
Ham tum train ki,
Do pattri ki tarah,
Chalte rahe saath saath,
Milne ki tamanna mein,
Dil jaanta,
Nahi milengi,
Par ek ummeed hai,
Joh tooty nahi,
Meri jaan…oooo
Ham tum..

Sajana aaja,
Sajana aaja,

Zindagii..
Hai badi ajnabi,
Jaan sake,
Isko na hum kabhi,

Sajana aaja,

Zindagii..
Hai badhi ajnabi,
Jaan sake,
Isko na ham kabhi,

Ankahi..
Ansuni..
Anbhuji..
Sajanaa..
Sajana…
Sajanaa..
Sajana…aa..

Ham tum train ki,
Do pattri ki tarah,
Ham tum train ki,
Do patri ki tarah,
Chalte rahe saath saath,
Milne ki tamanna mein
Dil jaanta,
Nahi milengi,
Par ek ummeed hai,
Joh tooty nahi,

Keh rahen,
Har ghadi faasale,,
Woh bhi kya,
Din the jabh,
Ham miley,

Sajanaa,
Sajanaa aajaa..

Keh rahen,
Har ghadi faasale,
Woh bhi kya,
Din the jabh,
Ham mile,
Woh raatse,
Manzilen,
Silsiley….

Sajanaa,
Sajanaa,
Sajanaa,
Sajanaa..aa..

Ham tum train ki,
Do pattri ki tarah,
Ham tum train ki,
Do pattri ki tarah,
Chalte rahe saath saath,
Milne ki tamanna mein,
Dil jaanta,
Nahi milengi,
Par ek ummeed hai,
Joh tooty nahi,
Meri jaan..oooh..

Sajanaa,
Sajanaaa aaja….

top