search
top

Tauba Tauba,
Tere pyaar mein,
Loot gaya,
Iqraar mein,

Tujhse mohabbat hogayi,
Allah maaf karey,
Tauba kayamat hogayi,
Allah maaf karey,

Oh..oo…

Tujhse mohabbat hogayi,
Allah maaf karey,
Tauba kayamat ho gayi,
Allah maaf karey,

Dekha tujhe toh yeh,
Saansein rukh gayi
Sajde mein yeh,
Aankhey jhukk gayi,

Teri ibadat hogayi,
Allah maaf karey,
Tujhse mohabbat hogayi,
Allah maaf karey,
Tauba kayamt hogayi,
Allah maaf karey,

Tauba Tauba,
Tere pyaar mein,
Loot gaya,
Iqraar mein,

Yeh din jawaani ke,
Dil ki kahaani ke,
Aise bitata hoon mein,
Tere khayaalon mein,
Apne sawalon mein,
Uljha sa jaata hun mein..

Yeh din jawaani ke,
Dil ki kahaani ke,
Aise bitata hun mein,
Tere kayaalon mein,
Apne sawalon mein,
Uljha sa jaata hun mein,

Ho..ladhte ladhte,
Aankhey ladh gayi,
Dil ki baatien,
Aage badh gayi,

Thodi shararat hogayi,
Allah maaf karey,
Meri toh sudh budh kho gayi,
Allah maaf karey,

Tujhse mohabbat hogayi,
Allah..

Maana zamaana,
Yeh deta hai taana yeh,
Thoda awaara hun mein,
Jo bhi hun jaisa hun,
Aisa ya waisa hun,
Abh toh tumhara hun mein..

Maana zamaana,
Yeh deta hai taana yeh,
Thoda awaara hoon mein,
Jo bhi hoon jaisa hun,
Aisa ya waisa hun,
Ab toh tumhara hun mein,

Ho..
Aate jaate,
Dekhoon tujhko,
Jaane yeh kya,
Hua hai mujhko,

Sabse bagawat hogayi,
Allah maaf karey,
Saari sharafat khogayi,
Allah maaf karey..

Tujhse mohabbat hogayi,
Allah..

Hey..

Tujhse mohabbat hogayi,
Allah maaf karey,
Baba kayaamat hogayi,
Allah maaf karey,

top