search
top

Dilkashi aur dilbari,
Uski hai jadoogari.. o

Oh Dilkashi aur dilbari,
Uski hai jadoogarii..
Jiski aankhen hain taare,
Hain,
Ae dil ye sach hai kya,
Aaj woh hai kya aa hi gaya,

Zara dil ko thaam lo,
Naam lo,
Keh bhi do hai kaun,
Aa gaya haan aa gaya,
Laut ke,
Dekho Don,
Dekho Don,

Jo naa samjha koyi ,
Main wohi raaz hun,
Jo kisi ka nahi hai,
Woh andaaz hun,

Jo naa samjha koyi main wohi raaz hun,
Jo kisi ka nahi hai,
Woh andaaz hun,
Main samandar se gehraa..
Main kahin kab hun tehra,
Main hun jaise dhuaan,
Ye dhuaan kahin hai rukta kahaan…

Zara dil ko thaam lo,
Naam lo,
Keh bhi do hai kaun,
Aa gaya haan aa gaya,
Laut ke,
Dekho Don……..

Tu nahi hai dhuaan,
Ek shola hai tu meri jaan,
Paas tere magar aaoungi,
Tujhme hi jal ke mar jaoungi,

Mujhko chahogi toh paogi kya,
Main kahaan jaounga,
Mera kya pata..

Zara dil ko thaam lo,
Naam lo,
Keh bhi do hai kaun,
Aa gaya haan aa gaya,
Laut ke,
Dekho Don,
Dekho Don….

top