search
top

Na tu bataaye,
Na main kahun,
Joh hai tere mere
Dil ki hai tamanna,

Tere hai tamanna,
Meri bane tu,
Mujhko bhi hai,
Bas tera banana..

Jaan ke hum anjaan hai,
Kaisi hai yeh kahaani,
Arey ho na kyon hayraani,
Joh pyaas hai toh,
Kyun pitey nahi paani,
Ho..

Na tu bataaye,
Na main kahun,
Joh hai tere mere,
Dil ki hai tamanna,

Meri hai tamanna,
Teri main banoo,
Tujhko bhi hai,
Bas mera banana…

Jaan ke hum anjaan hai,
Kaisi hai yeh kahaani,
Arey ho na kyun hayraani,
Joh pyaas hai toh,
Kyun pitey nahi paani,

Hmm…

Mann jab mil gaye hai,
Phir kyon yeh faasle hai,
Paas aake bhi,
Hum kucch dur se hai,

Kyon jijhke se hai dono,
Kyon thithke se hai dono,
Kya jaane hum kyon,
Yoon majboor se hai,

Meri aankhon mein sitaare hai,
Sharmile se ishaare hai,
Inko zara toh dekho tum,
Inko toh samjho,

Kyun hogayi ho sharmili,
Jo hai baat dil ki rangeeli,
Yeh sharam waram tum choddo,
Humsey toh kehdo…

Joh dhadkan mein saanson mein,
Ek raaz hai chupaa,
Aa dooniya se kehde hum,
Mere saath aa,

Ho..oo..

Na tu bataaye,
Na main kahun,
Joh hai tere mere,
Dil ki hai tamanna,

Meri hai tamanna,
teri main banu,
Tujhko bhi hai,
Bas mera banana,

Jaan ke hum anjaan hai,
Kaisi hai yeh kahaani,
Arey ho na kyon hayraani,
Joh pyaas hai toh,
Kyon pitey nahi paani.

Hmmm…

Jab do dilon ka kehna hai,
Abh saath humko rehna hai,
Jab dono dil dhadakte hai,
Toh kya hai mushkil,

Hmmm..

Bas itni si shikaayat hai,
Chup rehne ki joh aadat hai,
Chodo kabhi toh kehdo,
Jo kehta hai dil,

Joh dhadkan mein saanson mein,
Ek raaz hai chupaa..
Aaa dooniya se kehde hum,
Mere saath aa,

Ho..oo..

Na tu bataaye,
Na main kahun,
Joh hai tere mere,
Dil ki hai tamanna,

Tere hai tamanna,
Meri bane tu,
Mujhko bhi hai,
Bas tera banana,

Jaan ke hum anjaan hai,
Kaisi hai yeh kahaani,
Arey ho na kyun hayraani,
Joh pyaas hai toh,
Kyun pitey nahi paani,
Ho..

Mann jab mil gaye hai,
Phir kyon yeh faasle hai,
Paas aake bhi,
Hum kuch dur se hai,

Kyon jijhke se hai dono,
Kyon thithke se hai dono,
Kya jaane hum kyon,
Yun majboor se hai,

Hmm..hmm..hmm..hmm……

top