Omaha ziya..
Wahi yala,
Wahi yala,
Ziya newa sahiyaa..
Omaha ziya..
Wahi yala,
Wahi yala,
Ziya newa sahiyaa..
Khwaabon Khwaabon,
Jaage soye,
Khoye khoye,
Hum hai jaise yahaan..
Raho raho,
Dundley dundley,
Halkey halkey,
Hosh ke hai nishaan,
(Omaha ziya,
Wahi yala,
Wahi yala,
Ziya newa sahiya..2 times)
Tum humsafar ho toh,
Raste sab hai sehar,
Har mod par milte,
Sapno ke hai mehal,
Pighle tan mann hai,
Sanson mein han nashaa..
Tum humsafar ho toh,
Sabh hai jaisey haseen,
Chand se zyaada hai,
Jagmagati zameen,
Pyaar mein dhooby si,
Lagti hai har disha..
Khwaabon Khwaabon,
Jaage soye,
Khoye khoye,
Hum hai jaise yahan,
Raho raho,
Dundley dundley,
Halkey halkey,
Hossh ke hai nishaan,
Kya karun main bayaan,
Ladkhadaye zabaan,
Hum jo aise milgaye hai,
Abh iraadey hi naye hai,
Tum hi kaho,
Kaise na ho,
Dil mein mere,
Yeh hulchul..
Hum toh jaise hai deewane,
Dil ki saari baatein maane,
Tum ho jahaan,
Main hun wahan,
Dono hue hai paagal,
Kam na ho deewangi apni,
Guzrey yuhin zindagi apny,
Dil jo batayenge,
Hum kehte jayenge..
Ha…
Khwaabon Khwaabon,
Jaage soye,
Khoye khoye,
Hum hai jaise yahaan..
Raho raho,
Dundley dundley,
Halkey halkey,
Hossh ke hai nishaan,
Omaha ziya,
Wahi yala,
Wahi yala,
Omaha ziya,
Wahi yala,
Wahi yala,
Ziya newa sahiyaa..
Pyaar ke joh raaste hai,
Apne hi toh vaaste hai,
Tum bhi chalo,
Main bhi chalun,
Chalte rahe..hum pal pal..
Palkon palkon khwaab leke,
Ik dile betaab leke,
Hum joh chale,
Chaane lage,
Geeton ke yeh baadal,
Gunje hai joh geet surrile,
Mann joh inki madira peeley,
Hum bheke jayenge,
Hum kehte jayenge,
Ha..
Khwaabon Khwaabon,
Jaage soye,
Khoye khoye,
Hum hai jaise yahaan,
Raho raho,
Dundley dundley,
Halkey halkey,
Hossh ke hai nishaan,
Tum humsafar ho toh,
Raaste sab hai sehar,
Har mod par miltey,
Sapno ke hai mehal,
Pighley tan mann hai,
Sanson mein han nashaa..
Tum humsafar ho toh,
Sabh hai jaise haseen,
Chand se zyaada hai,
Jagmagati zameen,
Pyaar mein dhooby si,
Lagti hai har disha..
Abh har disha..
Oo..oaw.. yeah yeyo
Yeyiyeyo aah..yeah..ho..
