Yeh ruup aur yeh rangaat,
Yeh chaal aur yeh nazaakat,
Kaisi hai yeh kayamat,
Abh koyi kya kahe,
Yeh roop aur yeh rangaat,
Yeh chaal aur yeh nazaakat,
Kaisi hai yeh kayamat,
Ab koyi kya kahe
Main chali,
Toh jhum uthi zindagii,
Main chali
Toh jaag uthi roshnii
Mausam nayaa
Nayi nayi hawaayen hai
Main hun nayi
Nayi meri adaayein hai
Main chali,
Toh jhum uthi zindagii,
Main chali,
Toh jaag uthi roshni,
Mausam nayaa,
Nayi nayi hawaayen hai,
Main hun nayi,
Nayi meri adaayein hai…
Teri zoolf ki ghatayen,
Teri shokh si nighaayen,
Kaisi hai yeh balayein,
Ab koyi kya kahe…
Teri zoolf ki ghatayen,
Teri shokh si nighaayen,
Kaisi hai yeh balayen,
Ab koyi kya kahe…
Dooniya badli hai,
Mera andaaz na,
Kyon badaale,
Sabh kuch toh hai,
Badaal gaya..
Gunjaa hai joh,
Geet nayaa..
Toh saaz na,
Kyon badaale,
Mera bhi surr hai nayaa..
Nayi nayi si hai,
Meri raahen,
Naya naya,
Mera safar hai,
Nayi nayi si hai,
Meri chaaheein hai,
Nayi nayi,
Meri nazar hai,
Nayi nayi,
Meri nazar hai…
Tere nain hai niraaley,
Madira ke jaise payale,
Sambhle na dil sambhaley,
Abh koyi kya kahe…
Tere nain hai niraaley,
Madira ke jaise payale,
Sambhle na dil sambhaley,
Abh koyi kya kahe…
Dil chahe keli…
Kiska haar banalun main,
Chaand ho meri bindiya,
Sagar ki saari lehren,
Aanchal mein sajalun main…
Jane kya chahe yeh jiyaa..
Koyi samjhe toh samjhe deewaani,
Mujko hai parwah hai kya,
Main jaani toh bas itna hi jaani,
Dil dhoondhta hai raah kya,
Oh..dil dhoondhta hai raah kya,
(Tu hai kaise rang laayi?
Kaisi tarang laayi,
Kaisi umaang layi,
Abh koyi kya kahe ..2 times)
Main chali,
Toh jhum uthi zindagii,
Main chali,
Toh jaag uthi roshni,
Mausam nayaa..
Nayi nayi hawaayen hai,
Mein hoon nayi…
Nayi meri adaayen hai,
Ho..ooohooo
Ho..ooo.ooo..
Umm..umm.uumm
