search
top

Teri saadgi,
Teri dilkashi,
Teri baat aaye na,
Aisa kabhi hota nahi,
Teri yaad aaye na,

Teri yaadon mein hun khoya,
Kahi raaton se na soyaa,
Raha tanha hassaa royaa,
Ho..

Jalwanuma tu har jagah
Tu har kahin hai jaana
Tere bina jina mera
Mumkin nahi hai jaana

Mere khyaalon mein tu
Dil ke sawalon mein tu
Armaan hai mujh mein bas tera

Shabh ke andheron mein tu
Din ke ujaalon mein tu
Har lamha tujhse hai judaa..

Jabh shyaam dhale
Har saans jale
Na zor chale mera

Jalwanuma tu har jagah
Tu har kahin hai jaana
Tere bina jina mera
Mumkin nahi hai jaana

Khwaabon ki baarish mein tu
Jeene ki khwaaish mein tu
Behtey labon mein tu rawaan

Fitrat iraadon ki tu
Hasrat hai raaton ki tu
Subah ki tu hi iltaja

Hai dil ki sadaa
Abg dur na ja
Tu chaino sukoon mera

(Jalwanuma tu har jagah
Tu har kahin hai jaana
Tere bina jeena mera
Mumkin nahi hai jaana .. 2 times)

top