search
top
  • Movie / Album Hello Darling
  • Release Year 2010
  • Singers Sunidhi Chauhan

Hello darling,
I wanna get you up in bubblin,
I wanna make you body go troublin,
I here say hello darling..2

Dil ko toh har kaam anokha,
Dhoonde bas masti ka mauka,
Aaha, Ho dil yeh aaha,
Iss ko kitna roka toka,
Phir bhi kha jaata hai dhoka
Aaha, Ho dil yeh aaha..2

Yeh raaton ko hai jaagta,
seenay se nikal ke bhaagta,
Bas ab to apne honton pe,
Har pal yeh ratta hai,
Arrey dil to saala,
Ullu ka pattha hai..4

Hello darling,
I wanna get you up in bubblin,
I wanna make you body go troublin,
I here say hello darling,
Hello darling, it’s me on the line,
Hello darling, kya tu hai fine,
Hello darling, I’m begging for time,
I wanna get don’t go ..2

Dil udha jo par laga ke,
Iss ke peechay peechay,
Apne udh gaye totey,
Haan udh gaye totey,
Ek iss ki hi wajah se,
Kaam reh jaate hain adhoore hote hote,
Haan hote hote,
Hello darling ..2

Dil udha jo par laga ke,
Iss ke peechay peechay,
Apne udh gaye totey,
Haan udh gaye totey,
Ek iss ki hi wajah se,
Kaam reh jaate hain adhoore hote hote,
Haan hote hote,

Iss ko samjhaye kya bala,
Yeh fitrat se hai dogala,
Upar se toh meetha hai,
Par andar se khatta hai,
Arrey dil toh saala,
Ullu ka pattha hai..4

Hum pe aise rob jhaade,
Jaise yeh jailor ho,
Aur hum isske qaidi,
Hum isske qaidi,
Na hamein hai darr kisi ka,
Baat hum ne jo bhi,
Kehni thi woh keh di,
Haan keh di keh di
Hello darling ..2

Hum pe aise rob jhaade,
Jaise yeh jailor ho,
Aur hum isske qaidi,
Hum isske qaidi,
Na hamein hai darr kisi ka,
Baat hum ne jo bhi,
Kehni thi woh keh di,
Haan keh di keh di,

Iss baat ka aagey kya kahein,
Achcha hai ab ham chup rahein,
Haan khol diya hum ne jo,
Iss ka kaccha chitta hai,
Arrey dil to saala,
Ullu ka pattha hai..4

Dil ko toh har kaam anokha,
Dhoonde bas masti ka mauka,
Aaha, ho dil yeh aaha,
Iss ko kitna roka toka,
phir bhi kha jaata hai dhoka,
Aaha, ho dil yeh aaha,

Yeh raaton ko hai jaagta,
Seenay se nikal ke bhaagta,
Bas ab to apne honton pe,
Har pal yeh ratta hai,
Arrey dil to saala,
Ullu ka pattha hai..4

Hello darling,
It’s me on the line,
Hello darling,
Kya tu hai fine,
Hello darling,
I’m begging for time,
I wanna get don’t go..2

top