Jis cheez ko paane ki thi umeed kho chuki
Us cheez ko paakar bohot dil ko khushi hui
Salaam Zindagi, Salaam Zindagi
Hum saath me hain aur saath rahein
Bas dua yeh karte hain
Aabaad rahe apni mohabbat
Rab se yeh kaha karte hain
Hum se yahaan zameen ka falak
Khud hain keh raha
Ek din main lekar aaungaa
Woh amn ki subah
Hain jiski aarzoo main yeh aankhein jagi hui
Aankhon me yahaan dekhi hain khwaabon ki bastiyaan
Gham aur udaasiyon me bhi paayi hain mastiyaan
Hain aadhiyon me bhi kahiin shamma jali hui
Yet sari aasav ralith basith
Milsaari poshya gulzaaro
Amanook khaaba trazinza
Milsaari poshya gulzaaro
