Ooo..
Har pal hai jawaan,
Har lamhaa haseen hai,
Jahaan hum hain wahaan,
Koyi gum nahin hai,
Yeh jo hai zindagi,
Khushiyon mein dooby hai,
Hum toh yoonhi,
Jeete hai..
Rozaana..
Subah leke aati hai roshnii,
Rozaana..
Hey shyaam lati dil kashi,
Jaagi si zindagi hai,
Yeh gaati zindagi hai,
Jaagi si zindagi hai,
Rozaana..
O…rango ki barishen hai,
Aisi nawazishen hai,
Rango ki barishen hai,
Rozanaaaa…
Dil chahta hai,
Har pal muskaraane ko,
Koyi dhun haule haule,
Gungaane ko..
Jo bhi mila hai,
Uska durst hi samjha,
Zindagi jashn hai..
Jaise manaane ko..ho..
Jo bhi sunaa,
Usse khushkabri jaana,
Ho..khushiyon ko humne pehchana,
Rozanaa..
Roazana..
Subah leke aati hai roshni,
Rozana..
Hey shyaam lati dil kashi,
Yeh hi hai kahani apni,
Yeh zindagani apni,
Yeh hi hai kahaani apni,
Rozana..
O…rango ki barishen hai,
Aisi nawazishen hai,
Rango ki barishen hai,
Rozana…
Haan..aa…
Phoolon mein khusbuu,
Kaliyon mein rang jaise,
Hum mein hai..
Jine ki ek umang jaise,
Umeedon ki hai,
Gunji ragini si,
Dil mein hai,
Har ghadi ek tarang jaise,
Sapnon ka jahan,
Hai jana pehchana,
Hoo..ek naya sapna dekha,
Rozana..
Roazana..
Subah leke aati hai roshni,
Rozana..
Hey shyaam lati dil kashi,
Bas hai yehi tamsha,
Har pal hai ek asha,
Bas hai yehi tamsha,
Rozana..
O rango ki barishen hai,
Aisi nawazishen hai,
Rango ki barishen hai
Rozana…
Haaaa…
