Koyii dil bekaabu kar gaya,
Aur ishkka dil mein bharr gaya,
Koyii dil bekaabu kar gaya,
Aur ishkka dil mein bharr gaya,
Aankhon aankhon mein,
Woh lakhon gallan kar gaya oye,
Oh rabba main toh marr gaya oye,
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya oye,
Oh rabba main toh marr gaya oye,
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya oyeee,
Abh dil chaahe khamoshi ke honthon pe main likh dun,
Pyaari si baatein kayi,
Ho kuch pal mere naam karey woh,
Main bhi uske naam pe,
Likhoon mulakaatein kayi,
Ho pehli hi takni mein bann gayi jaan pe,
Naina vaina uske mere dil pe chapeh,
Abh jaaun kahan pe,
Dil rooka hai vahaan pe,
Jahaan dekh ke mujhe woh aagey badh gaya oye,
Oh rabba main toh marr gaya oye,
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya oye,
Oh rabba main toh marr gaya oye,
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya oye….
Mausam ke azaad parindey,
Haathon mein hai uske,
Ya woh bahaaron si hai,
Sardi ki woh dhoop ke jaisi,
Gharmi ki shyaam hai,
Pehli puhaaron si hai,
Mera pyaar ka mausam bhi hai,
Lagey meri mehram bhi hai
Mera pyaar ka mausam bhi hai,
Lagey meri mehram bhi hai,
Jaane kya kya do aankhon mein main padh gaya oye,
Oh rabba main toh marr gaya oye,
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya oye,
Oh rabba main toh marr gaya oye,
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya oyeee..
Koyii dil bekaabu kar gaya,
Aur ishkka dil mein bharr gaya,
Aankhon aankhon mein,
Woh lakhon gallan kar gaya oye,
Oh rabba main toh marr gaya oye,
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya oyeee,
Oh rabba main toh marr gaya oye,
Shaddai mujhe kar gaya kar gaya oye…
