search
top
  • Movie / Album Murder 2
  • Release Year 2011
  • Singers Harshit Saxena
  • Lyrics Sayeed Qadri

Owhh..ha..oh..
Hey khash..
Khash yun hota
Har shyaam
Saath tu hotha
Chup chap..
Dil na yun rotha
Har shyaam..
Saath tu hota..

Guzara ho tere, bin guzara
Abh muskil hai lagta
Nazara ho tera, hi nazara
Ab har din hai lagta..
Haal e dil tujhko sunaata
Dil agar yeh Bol pata
Bakhuda tujhko hai jata jaan..
Aaha tere sang jo pal bitata
Wakt se main woh mang laata
Yaad karke muskurata haan

Woho…..oo….ho…..oo….ho……
Woho…..oo….ho….oo….ho……

Tu meri rah ka sitaara…
Tere bina hun main awaara…
Jab bhi tanhai ne sataaya…
Tujhko besakhta pukara…
Aa..chahte meri la fana
Par meri jaan
Dil mein hun rakhta han..haan..
Haal e dil tujhko sunata
Dil agar yeh bol pata
Bakhuda tujhko.. hai jata jaan..

Tere sang jo pal bitata
Wakt se main woh mang lata
Yaad karke muskurata haan…
Woho…..o….ho…..o….ho……
Woho…..o….ho…..o….ho……

You’re love to me
I know love whats meant to be
I know you feel it too
come I love get you

Khwaabon ka kab tak lun sahara…
Ab toh tu aa bhi ja khudara…
Meri ye dono pagal aankhen….
Har pal maange tera nazara…..
Aa..samjhao inko kis tarah..
Inpe mera.. mera
Bas nahi chalta han.. haan…

Haal e dil tujhko sunata
Dil agar yeh bol pata
Bakhuda tujhko.. hai jata jaan..
Aaha tere sang jo pal bitata
Waqt se main woh mang lata
Yaad karke muskurata haan…

Woho…..o….ho…..o….ho..(3)

top