search
top
  • Movie / Album Peepli Live
  • Release Year 2010
  • Singers Raghuveer Yadav
  • Lyrics Swanand Kirkire

Sakhi Saiyan to khube kamat hai,
Mehngai dayan khaye jaat hai,

Har mahina uchhle petrol,
Deisal ka uchhla hai role,

Sakkar bhai ke ka bol,
Roosa baat maati dhaan hamari jaan hai,
Mehngai dayan khayat jaat hai Sakhi,
Saiyan toh khoob hi kamaat hai,
Mehngai dayain khayat jaat hai,

Soyabean ka haal behaal,
Garmi se pichke hain gaal,
Ghir gaye patte, pakk gaye baal,
Arrey soya bean ka ka behaal,
Garmi se pichke hain gaal,
Ghir gaye patte,
Pakk gaye baal,

Aur makka ji bhi khaye gayi maat hai,
Mehngai dayain khayat jaat hai,
Sakhi saiyan toh khoob hi kamaat hai,
Mehngai dayain khayat jaat hai.

top