search
top

Yeah Yeah..
Yeah Yeah..
Hey..

Kyun raaton ko main abh,
Chain se soo na sakoon,
O o o o….oo
Kyun aata nahi mujhe,
Din mein bhi chain-o-sukuun..
O o o o….
Kyun aisa hota hai main,
Khudh se hi baatein karun,
O o o o….
Kyun tu joh bole,
Koyi sune na woh main hi sunu,

Dil yeh bekaraar kyon hai,
Ispe dhun sawaar kyon hai,
Kyu hai ye khumaar kyon hai,
Tu bataa..
(Tu bataa)

Tera intezaar kyon hai,
Tujhpe aitbaar kyon hai,
Kyu hai yeh khumaar kyon hai,
(Tu bataa ..3 times)

Kyun tujhe dekhe bina,
Aata nahi dil ko sabar,
O o o o….
Kyun tere chehre se,
Hatt ti nahi yeh nazar,
O o o o….
Kyun tujhe paake,
Mujhe rehta hai khone ka darr,
O o o o….
Kyun tere siwaa saari dooniya se,
Hoon mein bekhabar,

Dil yeh bekaraar kyon hai,
Ispe dhun sawaar kyon hai,
Kyu hai ye khumaar kyon hai,
Tu bataa..

Tera intezaar kyon hai,
Tujhpe aitbaar kyon hai,
Kyu hai yeh khumaar kyon hai,
(Tu bataa .. 3 times)

Yeh pyaar hai,
Joh tujhe ho gaya hai,
Naa jaane kyun tu,
Iss se tha bekhabar,
Jo aajkal yeh tujhe
Ho raha hai,
Nahi aur kuch,
Hai ye pyaar ka assar,

Kyon tere jalwon ka,
Chatt ta nahi hai dhuaan,
O o o o….
Kyon chale hawaa,
Toh lage ki tune chuaa,
O o o o….
Kyun maangta hai dil,
Tere liye roz duaa,
O o o o….
Kyun ho raha jo woh,
Mujhe pehle naa hua,

Dil yeh bekarar kyon hai,
Ispe dhun sawaar kyon hai,
Kyu hai ye khumaar kyon hai,
Tu bataa..

Tera intezar kyun hai,
Tujhpe aitbaar kyun hai,
Kyu hai yeh khumaar kyun hai,
(Tu bataa ..3 times)

top