search
top
  • Movie / Album Ready
  • Release Year 2011
  • Singers Neeraj Shridhar

Kudiyon ka nasha pyaare,
Nasha sabse nashila hai,
Jisse dekhon yahan woh,
Husn ki barish mein gila hai,
Ishakk ke naam pe karte,
sabhi abh raas leela hai,

Main karun toh saala,
Character deela hai,
Ho..
Main karun toh saala,
Character deela hai,

Ladkon ka nasha pyaare,
Nasha sabse nashila hai,
Jisse dekhon yahan woh,
Husn ki barish mein gila hai,
Ishakk ke naam pe karte,
sabhi abh raas leela hai,

Main karun toh saala,
Character deela hai,
Ho..
Main karun toh saala,
Character deela hai,

Like it ..(2)

Hai simple sa yeh formula,
Hai love ka funda khokla,
Mujhe bas pyaas toh yeh dil,
Cool cool cool cool rehta hai,

Kisika haath thaam ke,
Karein kyun waade naam ke,
Ha love you forever koi,
Fool fool fool fool kehta hai,

Kisse hai love se matlab,
Yeh yovan santreela hai,
Fark padta hai kya baahon mein,
Munni hai ya sheila hai,
Ishakk ke naam pe karte,
sabhi abh raas leela hai,

Main karun toh saala,
Character deela hai,
Ho..
Main karun toh saala,
Character deela hai,

Yeh charcha facebook pe hai,
Mazaa bas ek look mein hai,
Haseen chehre ka kaun deedar,
baar baar baar karta hai,

Jo dil ka photo frame ho,
Wahan photo kyon same ho,
Calendar ki tarah usse,
Roz roz roz change karta hai..

Kammar patli ho jitni bhi,
Mazaa utna nashila hai,
Chalega jo bhi hai aankhon rang,
Kaala ya neela hai,
Ishakk ke naam pe karte,,
sabhi abh raas leela hai,

Main karun toh saala,
Character deela hai,
Ho..
Main karun toh saala,
Character deela hai,

Kudiyon ka nasha pyare,
Nasha sabse nashila hai,
Jisse dekhon yahan woh,
Husn ki barish mein gila hai,

Ishakk ke naam pe karte,
Sabhi abh raas leela hai,

Main karun toh saala,
Character deela hai,
Ahan ahan…

Main karun toh saala
Character deela hai

Ho..
Main karun toh saala ..(4)
Character Deela hai

top