search
top
  • Movie / Album Ready
  • Release Year 2011
  • Singers Tulsi Kumar, Rahat Fateh Ali Khan
  • Lyrics Kumaar

Picche picche aanda,
Meri chaal vey nai aai,
Kaaliya da ekda aayiwey,
Mera laung dawacha,
Nigah maarda aayiwey,
Mera laung dawacha..aaa

Picche picche aanda,
Meri chal vey nai aai,
Peeche peeche aanda,
Meri chal vey nai aai,
Kaaliya da ekda aayiwey,
Mera laung dawacha,
Nigah maarda aayiwey,
Mera laung dawacha,

Dawacha..(4)

Ishq ne mere yeh kaisa kaam kar diya,
Mera aashiqon, mein uncha naam kar diya,

Ho…
Ishq ne mere yeh kaisa kaam kar diya,
Mera aashiqon, mein uncha naam kar diya,
Loot gaya woh jisko bhi haske salaam kar diya,
Dekho, meri ada bhi aaj kya kar gayi,
Dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi,
Yahan jitne bhi dil hai tabah kar gayi..
Meri ada bhi aaj kya kar gayi,

Picche picche aanda,
Meri chaal vey nai aai,
Picche picche aanda,
Meri chaal vey nai aai,
Kaaliya da ekda aayiwey,
Mera laung dawacha,
Nigah maarda aayiwey,
Mera laung dawacha,

Pachtai aankhiyon ko tujse jodke,
Aankh mili, chala gaya mujhko chodke,
Iss dil ne dokha de diya,
Arey ho..
Har pal apne hi intazaar ka,
Bhole bhaale dil ko mere,pyaar ka,
Rog yeh anokha de diya,

Hoo..
Husan se yahan karun mein chedkahniyaan,
Lagti hai sitam kyun meri meherbaniyaan,
Har zubaan par ab toh hai bas yehi khaaniyan,
Dekho, meri ada bhi aaj kya kar gayi,
Dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi,
Yahan jitne bhi dil hai tabah kar gayi..
Meri ada bhi aaj kya kar gayi,

Tere picche picche,
Mera sabar kho gaya,
Jaane kab kaise,
Tera asar ho gaya,
Tere sau sau,
Jadoo chal gaye,

Arey haa..
Tu hi jane kaise,
Main toh teri ho gayi,
Tere raston pe meri,
Neend kho gayi,
Teri baatein,
Mujhko chal gayi,

Ho..
Pal do pal ko main,
Tera mehmaan ho gaya,
Jo bhi tha tera,
Mujhpe kurbaan ho gaya,
Chain kho gaya,
Dil ka bhi toh,
Nuksaan ho gaya,
Dekho, meri ada bhi aaj kya kar gayi,
Dekho meri ada bhi aaj kya kar gayi,
Yahan jitne bhi dil hai tabah kar gayi..
Meri ada bhi aaj kya kar gayi,

Picche picche aanda,
Meri chaal vey nai aai,
Picche picche aanda,
Meri chaal vey nai aai,
Kaaliya da ekda aayiwey,
Mera laung dawacha,
Nigah maarda aayiwey,
Mera laung dawacha
Dawacha..

Dawacha..

Dawacha..

Dawacha..

top