Meri bebaasi ka bayaan hai,
Bus chal raha na iss ghadi,
Meri bebaasi ka bayaan hai,
Bus chal raha na iss ghadi,
Rus hasrat ka nichode dun,
Kus bahon mein aa todh dun,
Chahun kya jaanoon naa,
Cheen lun chodh dun,
(Iss lamhey..kya kar jaaoon ..2times)
Iss lamhey..kya kar dun mein,
Joh mujhe chain miley,
Aaraam miley,
Aur ho aur ho,
Saans ka shor ho,
Aanch ki ore badhe,
Aur ho aur ho,
Saans ka shor ho,
Taap bhi aur chadhe,
Aur ho aur ho,
Aur miley,
Hum aur bhi jal jaaye,
Tujhe pehli baar mein,
Milta hun Har dafaa,
Meri bebaasi..ka bayaan hai,
[oh saathiya..]
Tujhe cheen lun ya chodh dun,
Tujhe maang loon ya modh dun,
Iss lamhey..kya kar jaaoon,
Iss lamhey..kya kar dun mein,
Jo mujhe chain miley,
Aaraam miley,
Aur ho aur ho,
Saans ka shor ho,
Aanch ki ore badhe,
Aur ho aur ho,
Saans ka shor ho,
Taap bhi aur chadhe,
Aur ho aur ho,
Aur miley,
Ham aur bhi jal jaaye,
Piya..piya..
Piya..piya..
Piya..
Main hasrat mein ik,
Uljhi dore hua..
Suljha de..ho ho,
Main dastaak hun,
Tu band kiwadoon sa,
Khuljaa re..ho
Oh bebaasi,
Mann mein bassi,
Aa jeethe jeethe,
Jeeley sapnaa..
Aur ho aur ho,
Saans ka shor ho,
Aanch ki ore badhe,
Aur ho aur ho,
Aur miley,
Ham aur bhi jal jaaye,
Rukhe sa..na rukhe,
Yeh na thakke,
Aandhi si joh chale,
Inn sansoon ki,
Pata bhi na chale,
Kahan pe kya jalle,
Hai darr se,
Tann mann ki,
Sehran se..
Hasrat ki,
Surgan se,
Bhadke aag..
Shola shola,
jake bhuje,
Dhuaan dhuaan oh,
Dhuaan dhuaan,
Lage mujhe,
Dhuaan dhuaan oh,
Meri bebaasi ka bayaan hai..(3times)
