search
top

Hun…..

Main ek bhanwraa,
Chote baki cheeka,
Maine yeh kya kar daala,
Jungle se aati,
Khushbu lafak ne..
Gaya hogaya la patha,

Kya banunga
Main ek din sitaraa..
Ya rahunga,
Main becharaa…

Main ek bhanwraa,
Chote baki cheeka,
Maine yeh kya kar daala,

Ek din main nikla hadon se,
Ulja kisi ki laton se,
Uski nazar ki thamak se,
Chundiya gaya main chammak se,
Ruhosh maine gawaya,
Kuch bhi samajh mein na aaya,
Udna main bhool gaya,
Pankhon se nikli hawaa…

Ho aisa sabaaya,
Ke man mein samaaya,
Haan mujhko pyaar huaa..

Main ek Bhanwraa,
Chote baki cheeka,
Maine yeh kya kar dala,

Kahan aa gaya mein kahan se,
Bekhudh huaa do jahaan se,
Abh sochna bhi mana hai,
Bechainiya duguna hai,
Khudh se hi dil puchta hai,
Karun kya kuch soojhtha hai,
Itna samajh mein hai aaya,
Mere sang nahi mere saaya,

Maine khaaya paaya,
Kya maine gawaaya,
Haan maine ki ghalatiya,

Main ek Bhanwraa,
Chote baki chika,
Maine yeh kya kar daala,
Jungle se aati,
Khushbu lafak ne,
Gaya ho gaya la patha..

Kya banunga,
Main ek din sitara,
Ya rahunga,
Main bechara,

Main ek Bhanwraa,
Chote baki chika,
Maine yeh kya kar dala…

top