search
top
  • Movie / Album Singham
  • Release Year 2011
  • Singers Ajay Gogavale, Shreya Ghosal

Saathiya..
Saathiya..
Pagle se dil ne
Yeh kya kiya

Chunn liya..
Chunn liya..
Tujhko deewane ne
Chunn liya

Dil toh uda uda re
Aasmaan mein badalon ke sang
Yeh toh machal machal ke
Gaa raha hai sun nahi si dhun

Badhmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujh se juda
Badhmash dil meri sune na zid pe ada.. (Badmash dil meri sune na zid pe ada..)

Badhmash dil toh thag hai bada (Badmash dil toh thag hai bada)
Badhmash dil yeh tujh se juda (Badmash dil yeh tujh se juda)

O..
Acchi lage
Dil ko mere
Har teri baat re
Saaya tera
Ban ke chalun
Itna hai khwaab rey
Tune pe sarr
Rakh ke tere
Kat jaaye raat rey
Beethenge din
Thaame tere
Hathon mein hath re

Yeh kya hua mujhe
Mera yeh dil
fisal fisal gaya
Yeh kya hua mujhe
Mera ye jahaan
Badal badal gaya

Badhmash dil toh thag hai bada (Badmash dil toh thag hai bada)
Badhmash dil yeh tujh se juda (Badmash dil yeh tujh se juda)
Badhmash dil meri sune na zid pe ada.. (Badhmash dil meri sune na zid pe ada..)

O.. neendein nahin
Chaina nahin
Badalun mein karvathe
Taare geenu ya main geenu
Chadar ke sarwate..

Yaadhon mein tu
Khwaab mein tu
Teri hi chahatein
Jaaun jigar
Dhunda karun
Teri hi aahate

Yeh jo hai dil mera
Yeh dil suna na
Keh raha yahin
O bhi kya zindagi
Hai zindagi ki
Jis mein tu nahi

Badhmash dil toh thag hai bada (Badhmash dil toh thag hai bada)
Badhmash dil yeh tujh se juda (Badhmash dil yeh tujh se juda)
Badhmash dil meri sune na zid pe adaa.. (Badhmash dil meri sune na zid pe ada..)

Saathiya..(2)
Pagle se dil ne
Yeh kya kiya

Chun liya..
Chun liya..
Tujhko deewane ne
Chun liya

Dil toh uda uda rey
Aasmaan mein badalon ke sang
Yeh toh machal machal ke
Gaa raha hai sun nahi si dhun

Badhmash dil toh thag hai bada (Badmash dil toh thag hai bada)
Badhmash dil yeh tujh se juda (Badmash dil yeh tujh se juda)
Badhmash dil meri sune na zid pe ada.. (Badmash dil meri sune na zid pe ada..)

Badhmash dil toh thag hai bada (Badmash dil toh thag hai bada)
Badhmash dil yeh tujh se juda (Badmash dil yeh tujh se juda)
Badhmash dil meri sune na zid pe ada.. (Badmash dil meri sune na zid pe ada..)

More songs from the album

top