Na Na Ra Ta Ra Ta ..
Ta Ra Ta
Na Na Ra Ta Ra Naaa
De Ra De Naaaa
(Main Chala Main Chala,
Iss Galli Uss Galli
Iss Daggar Uss Daggar,
Iss Taraf Uss Taraf,
Saath Mere Chale Zindagi Ka Safar..2 times)
Main Chala Main Chala,
Aaaaaa… Aaaaaa….
Ajnabee Raste, Ajnabee Hai Jahaan,
Main Kahan Se Kahan Aa Gaya Hoon Yehaan,
Ajnabee Raste,
Ajnabee Hai Jahan,
Main Kahan Se Kahan Aa Gaya Hoon Yehaan,
Saath Rango Ki Hai Teri Dooniya Haseen,
Hai Ujaala Kahin Toh Andhera Kahin,
Hai Kahin Shyam Tho Kyun Kahin Hai Sehar,
Main Chala Main Chala…
Kaisi Hai Uljane Kaise Halat Hai,
Dil Main Umdhe Yeh Kaise Zajbath Hai,
Kaisi Hai Uljane Kaise Halat Hai,
Dil Main Umdhe Huwe Kaise Zajbath Hai,
Hai Dhuwaa Hi Dhuwaa Rasthon Ke Nishaan,
Har Kadam Par Mere Honsle Hai Jawaan,
Meri Manzil Mujhe Aa Rahi Hai Nazar,
Main Chala Main Chala,
Is Galli Uss Galli,
Is Daggar Uss Daggar,
Is Taraf Uss Taraf,
Saath Mere Chale Zindagii Ka Safar.
Main Chala Main Chala ..(2 times)
