search
top

Dil nadaan hai, par dil ko hai ptaa
Beeti raat hoti hai phir subah
Phir se laut ke, aati hi hai bahaar
Bas zara karni hai intezar
Intezar mein chupa kahin khwabon ka ptaa
Milega woh raasta, hoga koi haadsa
Intezar mein chupa kahin khwabon ka ptaa
Milega woh raasta, hoga koi haadsa
Sab ke sapne bekraar hain, intezar hai
Sab ke sapne bekraar hain, intezar hai
Kuchh hai shaq, to kuchh aitbaar hai, intezar hai
Sab ke sapne bekraar hain, intezar hai

Koi ho safar, rahe manzil ki umeed
Aaye chaand hoti hai tab hi eid
Kuchh to aasmaan ko hoga humse pyaar