search
top

tumhaare liye hai

life is fun mastiya hain
come on guys dil jawaan hai
aao na, jhumon na, yaaron ka saath hai
o yaaron lehraao waah kya baat hai
toh gaao na ho o o o

ik halchal hai pal pal, dil paagala ho gaye
kya soche chal chal chal, raste hai kuchh naye
yeh mauka phir aisa na jaane kab mile
khushiyon ke yeh lamahe na jaane kab khilein
toh gaao na ho o o o

yeh hungaame bin kya hai jindagi
mushkil se milati hai, masti ki do ghadi
hey har sapana apana hai, kal hoga apana raaj
socho na jhumon na jine hamein hai aaj
toh gaao na ho o o o
life is fun mastiya hain
come on guys dil jawaan hai
aao na, jhumon na, yaaron ka saath hai
o yaaron lehraao waah kya baat hai
toh gaao na ho o o o

top