tumhaare liye hai
life is fun mastiya hain
come on guys dil jawaan hai
aao na, jhumon na, yaaron ka saath hai
o yaaron lehraao waah kya baat hai
toh gaao na ho o o o…. – (4)
(ik halchal hai pal pal, dil paagala ho gaye
kya soche chal chal chal, raste hai kuchh naye) – (2)
yeh mauka phir aisa na jaane kab mile
khushiyon ke yeh lamahe na jaane kab khilein
toh gaao na ho o o o…. – (4)
(yeh ??? hungaame bin kya hai jindagi
mushkil se milati hai, masti ki do ghadi) – (2)
hey har sapana apana hai, kal hoga apana raaj
socho na jhumon na jine hamein hai aaj
toh gaao na ho o o o…. – (4)
life is fun mastiya hain
come on guys dil jawaan hai
aao na, jhumon na, yaaron ka saath hai
o yaaron lehraao waah kya baat hai
toh gaao na ho o o o…. – (4)
