Aankhon Ke Pardon Pe Pyaara Sa Jo Tha Woh Nazaara,
Dhuan Sa Ban Kar Udh Gaya Ab Na Raha,
Baithe The Hum Toh,
Khabon Ke Chaahon Ke Tale,
Chodh Ke Unko Jaane Kaha Ko Chale,
Kahaani Khatam Hai Ya Shuruwat Hone Ko Hai,
Subah Nayee Hai Yeh Ya Phir Raat Hone Ko Hai,
Kahaani Khatam Hai Ya Shuruwat Hone Ko Hai,
Subah Nayee Hai Yeh Ya Phir Raat Hone Ko Hai,
Aane Wala Waqt Dega Balayee,
Ya Phir Se Milenge Do Rahein,
Khabar Kya, Kya Pata.
