search
top
  • Movie / Album We Are Family
  • Release Year 2010
  • Singers Anushka, Suraj Jagan, Akriti Kakkar
  • Lyrics Irshaad Kamil

Mujhe nahi pata main kya gaaoungi,
Ulte seedhe lafzon se banaaoungi,
Mann mein jo aeye keh jaaoungi,
Chalo hato parey naacho dil khol ke,
Let’s rock,
Hello jee,
Let’s rock,

Main to bhool gai phir kya wordings thay,
Song the sung jee,
Let’s rock,

Dar kis baat ka raat jo huwi,
Roshan zindagi taaron se huwi,
Zindagi ke pyaare lamhon mein,
Hone waale palon se,
Dukhti yun mil jaaoungi,
Meri baat mein damm to hai bada,
Khushiyon casanova gham se hai bada,
Aaja ab karo,
Aaj karo khuwaab poore aaj karo na,
Ab kis ne dekha hai,

Mujhe nahi pata,
Main kya gaaounga,
Teri baaton ko hi dohraaonga,
Is se acha ab kya gaaounga,
Tu ne bhi kya batain kahin,
Hans bol ke let’s rock,
Yeah mama,
Let’s rock,

Oh main to bhool gai phir kya wordings thay,
Song the sung jee,
Let’s rock,

Oh jaani dushman saala,
Sanam saala,
Oh meri jaan e jaana,
Main ne maana,
Mera aana,
Phir se aana,
Sang sang hai deewana,
Ankh lad gai ta la la ra,
Behru yeh naya dil ko bhi nahi,
Tum ne ghor ke dekha hi nahi,
Gungunana aata nahi,
Taal se milaata nahi,
Phir bhi dil se main to jhoomungi,
Wah kya shaam hai khushiyon se saji,
Dono haath se taali jo baji,
Haan tere sang naachungi main,
Tere sang gaaoungi main,
Main tere to rang mein chaloongi,

Mujhe nahi pata,
Main kya gaaoungi,
Ulte seedhe lafzon se banaaoungi,
Mann mein jo aey,
Keh jaaoungi,
Chalo hato parey naacho dil khol ke,
Let’s rock,
Hello jee,
Let’s rock,
Main to bhool gai phir kya wordings thay,
Song the sung jee,
Let’s rock,
Song the sung jee,
Let’s rock,
Song song, song song,
Rock.

top