Dec 6, 2011
Posted by Trupti on Dec 6, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
(Dil tujhe dhundhta hai
Raahon mein puchta hai
Kahaan hai tu ..2 times)
Judaa tujhse,
Huaa toh toota khudse,
Khafa jaise,
Mera saaya hai mujhse,
Dil tujhe dhundhta hai,
Raahon mein puchta hai,
Kahaan hai tu,
Aankhon mein,
Hai yeh barishen,
Bheegi hai,
Saari khwaaishen,
(Meri yaadon ke,
Jahan mein tu,
Meri baaton mein,
Zubaan mein hai tu .. 2times)
Tere bin yeh aadhi,
Adhuri si sanson ka,
Main kya karoon..
Raaton se,
Rootha chand bhi,
Din mein bhi,
Kam hai roshnii..
Leke aaja inn ujaalon ko tu,
Poora karde inn sawalon ko tu,
Leke aaja inn ujalon ko tu,
Poora karde inn sawalon ko tu,
Tere bin yeh aadhi,
Adhuri si sanson ka,
Main kya karun..
Dil tujhe dhundhta hai,
Raahon mein puchta hai,
Kahaan hai tu,
Judaa tujhse,
Hua toh toota khudse,
Khafa jaise,
Mera saaya hai mujhse…
Dec 6, 2011
Posted by Trupti on Dec 6, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
Teri saadgi,
Teri dilkashi,
Teri baat aaye na,
Aisa kabhi hota nahi,
Teri yaad aaye na,
Teri yaadon mein hun khoya,
Kahi raaton se na soyaa,
Raha tanha hassaa royaa,
Ho..
Jalwanuma tu har jagah
Tu har kahin hai jaana
Tere bina jina mera
Mumkin nahi hai jaana
Mere khyaalon mein tu
Dil ke sawalon mein tu
Armaan hai mujh mein bas tera
Shabh ke andheron mein tu
Din ke ujaalon mein tu
Har lamha tujhse hai judaa..
Jabh shyaam dhale
Har saans jale
Na zor chale mera
Jalwanuma tu har jagah
Tu har kahin hai jaana
Tere bina jina mera
Mumkin nahi hai jaana
Khwaabon ki baarish mein tu
Jeene ki khwaaish mein tu
Behtey labon mein tu rawaan
Fitrat iraadon ki tu
Hasrat hai raaton ki tu
Subah ki tu hi iltaja
Hai dil ki sadaa
Abg dur na ja
Tu chaino sukoon mera
(Jalwanuma tu har jagah
Tu har kahin hai jaana
Tere bina jeena mera
Mumkin nahi hai jaana .. 2 times)
Dec 6, 2011
Posted by Trupti on Dec 6, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
(Dil ke liye
Chehra koyi
Mujhko bhi de
Aye zindagi ..2 times)
Uske bina
Main kuch nahi
Chalti nahi
Saansein meri
Ho..
Dil ke liye
Chehra koyi
Mujhko bhi de
Aye zindagi
Nazron ko nazrein
Kuch kehti sunaati hai
Samjho ishaare hamare
Lamhon mein dooniya
Simatt ke reh jaati hai
Samjho iraade hamare
Raaten nayi
Baaten nayi
Koyi isse, rokhe nahi
Oh..
Dil ke liye
Chehra koyi
Mujhko bhi de
Aye zindagi
Dil ke dayare mein nazar
Koyi aayega agar
Bachke jayega kidhar
Aajaa…
Dil ke dayare mein nazar
Koyi aayega agar
Bachke jayega kidhar
Aajaa..
Aaja aaja aaja
Ho..
Yeh mera hai jahaan
[Yeh mera hai jahaan ]
Haan..
Yeh mera hai jahaan
Dec 6, 2011
Posted by Trupti on Dec 6, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
Haan..
Haan..
Aaja khatam sabr kardey
Pyaasi pyaasi aankhen tarr kardey
Aaja khatm sabr kardey
Pyasi pyasi aankhien tarr kardey
Teri bahein mera ghar kardey
(Ho..
Soniya..
Mahiya..
Ranjhiya.. 2 times)
Ho..
Dil mein hai jo baatien
Woh samjhane de labh se
Kuch kehde kuch sunley
Betaabiyaan hai kabse
Ahaan….
Dil mein hai jo baatien
Woh samjhane de labh se
Kuch kehde kuch sunley
Betaabiyaan hai kabse….
(Tere liye main hun yahaan
Phir tu kyon hai wahan
Tujhe apna bana lun mein
Aise na jaaa….2 times)
Aaja khatam sabr kardey
Pyaasi pyaasi aankhen tarr kardey
Teri baahein mera ghar kardey
Ho..
Meri inn aankhon ne,
Dekha hai tujhko jabse,
Sanson ki raftaaren,
Badh uthi hai yeh tabse,
Ho..oo..
Meri inn aankhon ne
Dekha hai tujhko jabse
Sanson ki raftaaren
Badh uthi hai yeh tabse
Tuti khamoshiyaan
Chalki madhosiyaan
Bikhri bikhri hun mein
Re sa re sa
Tuti khamoshiyaan
Chalki madhosiyaan
Bikhri bikhri hun main
Re sa re sa
Ah ah…..aa
Soniyaa
Ah..
Mahiyaa
Hai ranjhiyaa
Ho..
Aaja khatam sabr kardey
Pyasi pyasi aankhien tarr kardey
Teri bahein mera ghar kardey
Ho….
Dec 6, 2011
Posted by Trupti on Dec 6, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
Its got me drinking high,
In my body yeah..
I’m drinking not every shot,
In this party yeah..
Abh ke suroor chha raha,
Mujhpe iss kadar,
I’m not so much up,
My head is heavier,
Heavierr…
(Naughty naughty naa ..3 times)
Jaane hogaa kya
Padh gayi main puri sunn,
Hogayi tun,
Pee gayi neat main,
Bandh kar angrezi dhun,
Naache sun desi beat mein,
Mein..
Ahaan ahaan ahaa ahaan…
Raat jaise ye badh rahi hai,
Mujhpe behoshi chadh rahi hai,
Saaf kuch naa de dikhaai,
Aankhen dhundhli si padh rahi hai,
Poori masti mein jhoom lungi,
Kone kone mein ghum lungi,
Koyi mujhko rokh le naa,
Warna tujhko main choom lungi,
Padh gayi main poori sunn,
Hogayi tun,
Pee gayi neat main,
Bandh kar angrezi dhun,
Naache sun desi beat mein,
Mein..
Walkin’ walkin’ walkin’
don’t you love the way she walkin’
Dropin’ dropin’ ..
Walkin’ walkin’ juicy,
Everybody here is lovin’ it,
When you got dropin’
Everybody fantasize heavenly,
Ho…
Don’t stop this party,
Ho..
Don’t want this party,
Ho
I’m burn this party,
Ho..
Cupid on the dance floor,
Ho…..
Don’t stop this party,
Ho………
I want to burn this party,
Ho..
I’m burn this party,
Tell me do you want more more more..
Khaali pyaalo ko phir bharu main,
Sochti hun ke kya karun main,
Okhli mein sar diya toh,
Phir zamaane se kyun daru main,
Iss taraf ya udhar main jaaon,
Main naa jaanu kidhar main jaoun
Tumhi aakar bolo kaise,
Aise haalat main ghar jaaoun,
Na re Na re naa,
Aage hoga kya??…
Padh gayi main poori sunn,
Hogayi tun,
Pee gayi neat main,
Bandh kar angrezi dhun,
Naache sun desi beat mein,