search
top

Players – Dil Ye Bekarar Kyun Hai

Yeah Yeah..
Yeah Yeah..
Hey..

Kyun raaton ko main abh,
Chain se soo na sakoon,
O o o o….oo
Kyun aata nahi mujhe,
Din mein bhi chain-o-sukuun..
O o o o….
Kyun aisa hota hai main,
Khudh se hi baatein karun,
O o o o….
Kyun tu joh bole,
Koyi sune na woh main hi sunu,

Dil yeh bekaraar kyon hai,
Ispe dhun sawaar kyon hai,
Kyu hai ye khumaar kyon hai,
Tu bataa..
(Tu bataa)

Tera intezaar kyon hai,
Tujhpe aitbaar kyon hai,
Kyu hai yeh khumaar kyon hai,
(Tu bataa ..3 times)

Kyun tujhe dekhe bina,
Aata nahi dil ko sabar,
O o o o….
Kyun tere chehre se,
Hatt ti nahi yeh nazar,
O o o o….
Kyun tujhe paake,
Mujhe rehta hai khone ka darr,
O o o o….
Kyun tere siwaa saari dooniya se,
Hoon mein bekhabar,

Dil yeh bekaraar kyon hai,
Ispe dhun sawaar kyon hai,
Kyu hai ye khumaar kyon hai,
Tu bataa..

Tera intezaar kyon hai,
Tujhpe aitbaar kyon hai,
Kyu hai yeh khumaar kyon hai,
(Tu bataa .. 3 times)

Yeh pyaar hai,
Joh tujhe ho gaya hai,
Naa jaane kyun tu,
Iss se tha bekhabar,
Jo aajkal yeh tujhe
Ho raha hai,
Nahi aur kuch,
Hai ye pyaar ka assar,

Kyon tere jalwon ka,
Chatt ta nahi hai dhuaan,
O o o o….
Kyon chale hawaa,
Toh lage ki tune chuaa,
O o o o….
Kyun maangta hai dil,
Tere liye roz duaa,
O o o o….
Kyun ho raha jo woh,
Mujhe pehle naa hua,

Dil yeh bekarar kyon hai,
Ispe dhun sawaar kyon hai,
Kyu hai ye khumaar kyon hai,
Tu bataa..

Tera intezar kyun hai,
Tujhpe aitbaar kyun hai,
Kyu hai yeh khumaar kyun hai,
(Tu bataa ..3 times)

Players – Jhoom Jhoom Ta Hun Main

Kyun duriyaan..hai darmiyaan,
Badh jaane de..nazdikiyan,
Har saans mein mehsoos kar,
In saanson ki madhoshiyaan,

Tera nasha aise chadhe,
Tera nasha zidd pe ade,
Tera nasha aise naa jaye,
Jhoom jhoom jhoom jhoomta hoon,

Tera nasha mujhko huaa..
Tera nasha hai khwaab sa,
Tera nasha aise naa jaaye,
Jhoom jhoom jhoom jhoomta hoon main,

Bas teri aankhon se,
Peena hai jeena hai,
Aise hi mujhe,
Mujhe..
Rehna nahi hai,
Abh hossh mein,
Hosh mein..
Zulfon ke saaye mein,
Mujhko chupaale,
Hamesha ke liye,
Bharle mujhe tu,
Aagosh mein..

Tere sewaa jaaon kahan,
Tu hi mere dono jahan,
Pehlu mein tere khudko paakar,
Jhoom jhoom jhoom jhoomta hoon,

Tera nasha mujhko huaa,
Tera nasha hai khwaab sa,
Tera nasha aise naa jaye,
Jhoom jhoom jhoom jhoomta hoon main,
Main..

Khwaabon khayalon mein,
Uljhe sawaalon mein,
Tu hi tu bassi
Tu aarzoo hai
Tu justujoo justujoo,
Tere ishaaron pe,
Chalti hai rookti hai,
Saansein yeh meri,
Rehnaa tu aise..hi rubaroo,

Abh toh meri aadat hai tu,
Aadat kya jarurat hai tu,
Tujhko apne dil se lagaakar,
Jhoom jhoom jhoom jhoomta hoon,

Tera nasha mujhko huaa..
Tera nasha hai khwaab saa,
Tera nasha aise naa jaye,
Jhoom jhoom jhoom jhoomta hoon main,

O o o..
O o o..
O o o..
O o o..
O……………..oo

Players – Players Title Song

Players..
Lets Play!
Lets Go!
Lets Play!
Players…
Lets Go! Lets Play! Lets Go!
Players…
Lets Play! Lets Play Game of Gold.
Players…
Lets Go! Lets Play Game of Gold.
Abh tak toh hamein,
Koyi samjha hi nahi tha,
Haa…
Koyi humein pehchana hai kahaan,
Oh..
Nahi kissi ko khabar,

Ke woh manzil kaunsi hai,
Haan..
Aakhir hamein jaana hai jahaan,
Oo..

Ho…
Ham chalein toh din bhi,
Khud-bh-khud chaltein hain,
Ham jahaan rukh jaayein,
Wahin raat hoti hai…

Jiss jagah pe khatam,
Sabki baat hoti hai,
Uss jagah se hamari,
Shuruaat hoti hai,
Jiss jagah pe khatam,
Sabki baat hoti hai,
Uss jagah se hamari,
Shuruaat hoti hai..

Players…
Lets Play!
Lets Go!
Lets play!
Players…
Lets Go!
Lets play!
Lets Go!
Players…
Lets Play! Lets play Game of Gold.
Players…
Lets Go! Lets play Game of Gold.

Chup hai agar ham,
Yeh apni sharafat hai,
Warna toh rokhe,
Na rukti shararat hai,
Paisa hai kitna..
Yeh pucho zara mujhse,
Isko bhigodey tu,
Zulfon ke saawan se,

Iss bahaane tu bhi,
Thoda sa bheegega,
Kaunsi rozaana,
Yeh barsaat hoti hai,

Jiss jagah pe khatam,
Sabki baat hoti hai,
Uss jagah se hamari,
Shuruaat hoti hai,
Jiss jagah pe khatam,
Sabki baat hoti hai,
Uss jagah se hamari,
Shuruaat hoti hai

Apni adaaon ka,
Kayal zamana hai,
Lekin yeh dil toh,
Tera hi deewana hai,
Ham tum mile hai,
Toh koi wajah hogi,
Isme bhi shayad,
Khuda ki razaa hogii..

Do dilon ka milna,
Teh wahi karta hai,
Chahne se kabh,
Yeh mulakat hoti hai,

Jiss jagah pe khatam,
Sabki baat hoti hai,
Uss jagah se hamari,
Shuruaat hoti hai,
Jiss jagah pe khatam,
Sabki baat hoti hai,
Uss jagah se hamari,
Shuruaat hoti hai,

Ladies Vs Ricky Bahl – Jigar Da Tukda

Digi digong dong dong……..

Disco teh club shub,
Main kii karaan,
Baar yaa pub shub,
Main kii karaan,

Ho o..Ho o…Ho o..

Disco te club-shub,
Main kii karaan,
Baar yaa pub-shub,
Main kii karaan,
Addaa toh sadaa hai wahaan,
Hoga re hoga re jahaan,
My jigarr da tookda,
Haaye..
My jigar da tookda,
You are my sona-sona mookhdaa..
Haaye..
My jigar da tookda aa,

Digi digong dong dong….

Cafe teh starbuck,
Main kii karaan,
Limo mile ya truck,
Main kii karaan,

Digi digong dong dong….

Ho o..Ho o..Ho o..

Cafe teh starbuck,
Main kii karaan,
Limo mile ya truck,
Main kii karaan,

Saanu teh jaana hai wahaan,
Hoga re hoga re jahaan,
My jigar da tookda,
Haaye…
My jigar da tookda,
You are my sona-sona mookhdaa..
Haaye….
My jigar da tookda,
Oyee…

Hoye punjabi,
Shakal punjabi,
Band bajaade,

Miss karda main tenu,
Ditch kardi tu mainu,
Khudgarzi teri haaye baby..

Ho..

Miss karda main tenu
Ditch kardi tu mainu
Khudgarzi teri haaye baby..

Yun karke bahana,
Aashik ko latkaana,
Not Fair,
Not Fair hai jii,

Lagta hai cute tu badaa,
Gaata hai jabh dukhdaa,
My jigar da tookda,
Haaiii,
My jigar da tookda,
You are my sona-sona mookhda,
Haaiii…
My jigar da tookda,
oyee..

Digi digong dong dong….

Ho my sona sona mookhda,
Haaiiii..

Gore se chitthe se,
Punjabi chehre pe,
Gucci ka chasma tera,
Gore se chitthe se,
Punjabi chehre pe,
Gucci ka chasma tera,
Jaise ke lassi ke,
Glass mein Vodka shot,
Shot shot shot tapka,

Taarifein sun ke teri,
Munda ye haaye bigdaa,
My jigar da tookda,
Haaii..
My jigar da tookda,
Haaii..
You are my sona-sona mookhda,
Haaii..
My jigar da tookda,

Digi digong dong dong..

Ladies Vs Ricky Bahl – Thug Le

Ladkon ki ungly pe,
Naache hai zamaanaa..
Oh..
Ladkon ki ungly pe,
Naache hai zamanaa..

Simple yeh funda hai,
Kudiyon ko bathana,
Loote nahi lut jaaye,
Jeete nahi pat jaaye,

Kudiyaan hai jebon mein rakh le,
(Kudiyaan nu thug le, thug le..2 times)
Thug le thug le thug le,

(Kudiyaan nu thug le, thug le ..3times)
Thug le, thug le, thug ley….

Ladkon ko lagta hai,
Easy jeet jaana,
Hey..Oh,
Ladkon ko lagta hai,
Easy jeet jaana,
Iss baar unko,
hara ke hai dikhana….
Badi badi haanke hai,
Yuhi hawaa phaanke hai,
Jebe bhari khali hai akalein…

Mundiyaan nu thug le, thug le,
Mundiyaan nu thug le, thug le,
Thug le thug le thug ley…

Mundiyaan nu thug le, thug le,
Mundiyaan nu thug le, thug le,
Mundiyaan nu thug le, thug le,
Thug le, thug le, thug ley….

Thug ley…
Na.. na.. na…

Jitni ghaas daalo,
Taarife nikhaalo,
Utne hai inke,
Bhaav badhte hain,

O..oo
Mauka taadte hain,
Chauka maarte hain,
Haath pakda do,
Sur pe chadhte hain,

Tode inki chaalein,
Sheh maat de daale,
Yeh maza maza leke chakh ley..

(Mundiyaan nu thug le, thug le ..3 times)
Thug le, thug le, thug le

Ho…..
Kudiyaan nu thug le, thug le,
Kudiyaan nu thug le, thug le,
Kudiyaan nu thug le, thug le,
Thug le, thug le, thug ley..

Ho ..oo
Kudiyaan nu thug le,
Hey..
Mundiyaan nu thug le,
Hey..
Ho Kudiyaan nu thug le,
Hey..
Mundiyaan nu Mundeyana nu thug le,
Hey..
Kudiyaan nu,
Mundiyaan nu,
Kudiyaan nu,
Mundiyaan nu,
Thug leyyyy..

Page 15 of 187« First...10...1314151617...203040...Last »
top