search
top

Admissions Open – Aasman Ke Paar

Pairon tale se zameen sar ka de hum woh bala hain,
Tez hawaon mein shamme jala de sochta kya hai,
Tashan mein apni mast hai maula bas rehne do,
Himmat e marda madat e khuda yeh bas kehne do,
Ke aasman ke paar chalo paar chalo yaar,
ke aasman ke paar chalo paar chalo,

Aholon se khelein bhi par hai parwaane bhi,
Aur ragon mein tez hai khoon,
Shakde na taale hain,
hum bhi hai matwaale hain,
aaj hai rubaru,
Rang jamayenge,
woh kar dikhayenge,
Waqt hai apna daur shuru,
Apna safeena hai har lamha jeena hai,
hai yahin justaju,
Thaan liya jo kar ke rahenge koyi na shak hai,
Har sapna sach kar ke rahenge dekhna ab hai,
Ke aasman ke paar chalo paar chalo yaar,

Dariya ka rukh modey,
chuppi ko hum todey,
Sehaj hi paaye aisa sukoon,
Nayi dishayon mein,
behaki hawaon se,
Hum kare guftagu,
Sagar ke dhaare hain,
hum toh banjaare hain,
Pucho na aise hai kyun,
Naya tarana hai,
apna zamana hai,
Sang hai main aur tu,

Pairon tale se zameen sar ka de hum woh bala hain,
Tez hawaon mein shamme jala de sochta kya hai,
Tashan mein apni mast hai maula bas rehne do,
Himmat e marda madat e khuda yeh bas kehne do,
Ke aasman ke paar chalo paar chalo yaar.

Sadiyaan – Waqt Ne Jo Bij Boyaa

Waqt ne jo bij boyaa,
woh zameeno pe na dikhayi de,
Kisne paya kisne khoya,
har ghadi har pal woh gawahi de,
Sadiyaan ve haan sadiyaan ve,
Sadiyaan ve,

Waqt ne jo bij boyaa,
woh zameeno pe na dikhayi de,
Sadiyaan ve,

Kahin samay ki akeli dhoop mein,
yaadein mili hain kayi roop mein,
Bhikra bhikra dard sehra,
Khwabon khayalon ka pecheeda safar,
Yaadon mein doobi doobi shaam o sehar,
Ansune afsaano ka besubaan kehti,
Guzare lamho ki lehron mein beh ke,
Sadiyaan ve,

Waqt ne jo bij boyaa,
woh zameeno pe na dikhayi de,

Baiji teri jyoti lagariyan,
Khil gayi meri phulwariyan,
Tera jhoola meri baahein,
Tere hi dum se mere dono jahaan,
Tere bina to marr jaayegi maa,
Teri suni lori ko na bhula paaye,
Meri mamta ko dohraayenge,
Sadiyaan ve,

Waqt ne jo bij boyaa,
woh zameeno pe na dikhayi de,
Sadiyaan ve,

Barsi khuda ki saari rehmatein,
Laayi asar meri hasratein,
Main khushi se marr na jaun,
Tune pukaara mujhe keh ke jo maa,
Tooti ragon mein jaise daudi hai jaan,
Kya kahoon lakhte jigar,
Saal yun beetay,
Tere bin ik pal mein jaise,
Beetay hai meri sadiyaan ve,
Waqt ne jo bij boyaa,
woh zameeno pe na dikhayi de,

Khushiyon ke aasu se bheege na mann,
Mere kalajay ki bhuji agan,
Sab muraadein poori ho gayi,
Mujhko mila hai mannato ka sila,
Allah se ab na mujhe koi gila,
Meri mamta tere bin yun hi reh jaati adhoori,
Iss ko na kar paati poori,
Sadiyaan ve,

Waqt ne jo bij boyaa,
woh zameeno pe na dikhayi de,
Sadiyaan ve.

Sadiyaan – Pehla Pehla Tejurba Hai

Pehla pehla tejurba hai,
pehla pehla ishaara hai,
Pehli mohabbat hai,
pehli khumaari hai,
Badi buri halaat hai,
badi bekraari hai,
Pehla pehla tejurba hai,
pehla pehla ishaara hai,
Pehli mohabbat hai,
pehli khumaari hai,
Badi buri halaat hai,
badi bekraari hai,

Khwabon mein cham se tu aaye kasam se,
Aankhon se neendhein udaa le jaaye,
Kaise bataun main bhole sanam se,
Kaisa junoon dhadkano pe chahye,
Haye teri meri meri teri teri meri teri ik hai mohabbat,
Meri teri teri meri meri teri ab pehchaan,
Pehla pehla tejurba hai,
pehla pehla ishaara hai,
Pehli mohabbat hai,
pehli khumaari hai,
Badi buri halaat hai,
badi bekraari hai,

Haye choodi bhi khan se khanakne lagi hai,
Ab to dupatta sambhalta nahin,
Ab aarzoo bhi machalne lagi hai,
Main kya karoon zor chalta nahin,
Meetha, halka nasha,
Tauba meri, kya ho gaya,
Pehla, tejurba hai,
pehla pehla ishaara hai,
Pehli mohabbat hai,
pehli khumaari hai,
Badi buri halaat hai,
badi bekraari hai,
Pehla pehla tejurba hai,
pehla pehla ishaara hai,
Pehli mohabbat hai,
pehli khumaari hai,
Badi buri halaat hai,
badi bekraari hai.

Sadiyaan – Sona Lagdha Mahi Sona Lagdha

Maula allah,
o maula ishq hai beeba,
eid khudayi jo jannat ka darr khole,
Ishq se roshan uski duniya jo ishq ki boli bole,
jo ishq ki boli,
Jo ishq ki boli bole,

Sona lagdha mahi sona lagdha,

Rabba mere hadd ho jaaye,
ishq vishq jab ho jaaye,
Aur sajda nai koi aur sajda,
aur sajda nai koi aur sajda,
Rabba mere hadd ho jaaye,
ishq vishq jab ho jaaye,
Aur sajda nai koi aur sajda,
aur sajda nai koi aur sajda,
Dil mein hai woh samaya,
saanson mein usse basaya,
Ragg ragg jadoo jag da,

Sona lagdha ve mahi sona lagdha,

Sona lagdha mahi sona lagdha,
Sona lagdha ve mahi sona,

Jo lagaye ishq lagi,
woh na sakoon paaye,
Bedardi ishq pal pal,
dil ko bandakar paaye,
Jo ramaye jo ramaye jo ramaye ishq dhuni aisa junoon chahye,
Padhke sabak ishq ka jogi koi ban jaaye,
Akkh jab ladh jaaye,
teer jab badh jaaye,
Ishq da kare sajda,
Sona lagdha ve mahi sona lagdha,
Rabba mere hadd ho jaaye,
ishq vishq jab ho jaaye,
Aur sajda nai koi aur sajda,

Sona lagdha mahi sona lagdha,
Sona ve sona sona,

Jo hai jazba pyaar ka,
woh har dil mein samaya,
Dhadkano ki aarzoo mein,
har shakz ko farmaya,
Kaarwane ishq wale,
Na maane saath mazhab,
deewangi to samjhi,
deewangi ka matlab,
Kaliyon mein galiyon mein saare rang raliyon mein noor ishq da hi basda,
Sona lagdha hai sona lagdha hai hai,
Sona lagdha ve mahi sona lagdha,
Sona lagdha ve sona,

Rabba mere hadd ho jaaye,
ishq vishq jab ho jaaye,
Aur sajda nai koi aur sajda,
Dil mein hai woh samaya,
saanson mein usse basaya,
Ragg ragg jadoo jag da,

Sona lagdha ve mahi sona lagdha.

Sadiyaan – Man Mouji Matwala

Ho ashqe, chake de, hadippa,

Ganak ganak gan gaa ke kangna,
chamak chamak ke aaja,
Palak palak tenu dekhe ranjhna,
jhalak jhalak dikh laja,
Man mouji matwala man mora kyon kiya,
Tenu dekhe sapno mein tera sona kyun kiya,
Ganak ganak gan gaa ke kangna,
chamak chamak ke aaja,
Palak palak tenu dekhe ranjhna,
jhalak jhalak dikh laja,
Man mouji matwala man mora kyon kiya,
Tenu dekhe sapno mein tera sona kyun kiya,

Hoo aankhon mein leke tera mukhda gulaabi,
Tenu pukaare kudiye munda punjabi,
Kaisa suhana aalam ikraar ka hai,
mausam yehi to jaana dedaar ka hai,
Aa rubaru,
Man mouji matwala man mora kyon kiya,
Tenu dekhe sapno mein tera sona kyun kiya,
Ganak ganak gan gaa ke kangna,
chamak chamak ke aaja,
Palak palak tenu dekhe ranjhna,
jhalak jhalak dikh laja,
Man mouji matwala man mora kyon kiya,
Tenu dekhe sapno mein tera sona kyun kiya,
Ganak ganak gan gaa ke kangna,
chamak chamak ke aaja,
Palak palak tenu dekhe ranjhna,
jhalak jhalak dikh laja,
Man mouji matwala man mora kyon kiya,
Tenu dekhe sapno mein tera sona kyun kiya,

Ho ashqe, ashqe,
Hoo had se bhi aagey mera deewanapan hai,
Kaise kahun main kaisi lagan hai,
Saansein judaa ho chahe duniya fanaa ho,
Dil lene dil dene ka kissa rawa ho,
Man mouji matwala man mora kyon kiya,
Tenu dekhe sapno mein tera sona kyun kiya,
Ganak ganak gan gaa ke kangna,
chamak chamak ke aaja,
Palak palak tenu dekhe ranjhna,
jhalak jhalak dikh laja,
Man mouji matwala,
Tenu dekhe sapno mein,
Man mouji matwala man mora kyon kiya,
Tenu dekhe sapno mein tera sona kyun kiya,
Man mouji matwala man mora kyon kiya,
Tenu dekhe sapno mein tera sona kyun kiya.

Page 16 of 127« First...101415161718203040...Last »
top